Aajkal dekha jata hai ke Gutka Tobacco ko Makrooh ke naam par dhadalle se istemaal me laya jata hai, iske karobar ko jayaz tarike se baaz musalman hazrat kar rahe hai,. aayiye jante hai ke Gutka-Tobacco ki tijarat karna kaisa hai? iske kya kya Nuksanat hai aur logo ko is se kaise parhez karna chahiye,..tafseeli jankari ke liye is audio ko jarur sune aur jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera
Kya Quran Gumaarahi Lata Hai ? Kya Quran Gumaarahi Lata Hai ? Aaj Humare Quraan se Doori ki Sabse Ghatiya aur Intehahyi Baqwas Vajah ye hai ke "Quraan Padhey tou Gumraah ho Jatey. Subhan’Allah !!! *Jo Quraan Insaniyat ke liye Kitab-e-Hidayat hai Agar wo Musalmano Ko…
Islamic Quiz 267 : Quran mein ek surah hai… Quran mein ek surah hai Surah Naba, ismein Naba ka matlab kya hota hai? | Options Are: A. Aam Khabar, B. Acchi Khabar, C. Badi Khabar, D. Buri Khabar
Islamic Quiz 255 : Quran Kareem mein Surah… Quran Kareem mein Surah An Nisa hai, ismein An Nisa ka matlab kya hota hai ? | Options are: A. Aurtein, B. Mard, C. Bacche, D. Farishte
♫ Kya Fateha padhna Sunnat se saabit hai ? Khane par Niaz Fatiha karna kaisa? kya iski Daleel Aahadees me milti hai? kya Qurano Sunnat me Niaz Fatiha ka koi tazkira aaya hai? Kya Niaz Fatiha Qurano Sunnat se sabit hai? Tafseeli jankari ke liye is Audio ko jarur…
Kya Biwi Shohar ko Zakaat dey Sakti hai? ۞ Mafhum-e-Hadees: Abdullah Ibne Masud (RaziAllahu Anhu) ka ibtedayi dour tha, Aapki Biwi RasoolAllah (ﷺ) ke paas aayi aur kehne lagi ke "Aye Allah ke Rasool (ﷺ) ! Meri Itni-Itni Zakat banti hai , Mai kis ko du, koun jyada…
Islam me Behtareen Amal kya hai? Islam me Behtareen Amal kya hai ? ۞ Hadees: Abdullah Bin Amr (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "(Islam me Behtareen Cheez yeh hai ke) Tum Logo ko Khana Khilao aur Jaan-Pehchan wale aur Gair Jaan pehchan…
Qurbani kya hai ~ Qurbani Ek Baap aur Betey ki ... Hazrate Ibrahim aur Ismayeel Alaihay Salam ki Qurbaani ka Azeem Waqia Hazrate Ibrahim (Alaihay Salam) ne ek raat Khwab me Dekha ki koi Shakhs Gaib se aawaz deta hai aur kehta hai ki: "Aye Ibrahim...! Tumhe Allah ka huqm hai…
Fitra / Sadqa-e-Fitr / Zakaat al Fitr Kya… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ 1. SADQA-e-FITR / ZAKAT AL-FITR Kya Hai? Sadqa-e-Fitr ya Zakat al-Fitr, jise hum aam taur par ‘Fitra’ ke naam se jaante hai, yeh ek aisa Sadqa hai jo aap ke tamaam Rozo ko Paak karta hai. yeh…
Kya Quraan Mushkil Kitab Hai ? » JAWAAB: Log Allah Ki Hidayat Se Door Rahe Isliye Mafadparsto ne Shariyate Islamiya me Beshumar Tawhaam Gadhey , in me se Ek Ye Bhi hai Ke Quraan Bohot Mushkil Kitab hai, Lihaja Aam Log Isey Samjh nahi Saktey ,..…