Umrah in Ramzan
From ₹1Lakh | Flight from Mumbai
Hurry Up!

Chand ko Dekhne ki Dua in Arabic, Roman English, Hindi & Tarjumah | चाँद को देखने की दुआ

Chand ko Dekhne ki Dua | Ramzan ya kisi bhi Mahine ka Chand dekhein tou yeh Dua padhein

Chand ko Dekhne ki Dua in Arabic, Roman English, Hindi & Tarjumah | चाँद को देखने की दुआ

Chand ko Dekhne ki Dua | Ramzan ya kisi bhi Mahine ka Chand dekhein tou yeh Dua padhein

Chand ko Dekhne ki Dua in Arabic

اَللّٰهُمَّ أَهِلَّهُ عَلَيْنَا بِالْيُمْنِ وَالْإِيمَانِ وَالسَّلَامَةِ وَالْإِسْلَامِ رَبِّي وَرَبُّكَ اللّٰہُ

Chand ko Dekhne ki Dua in Roman English

“Allahumma ahillahu alaina bil-amni wal-iman, was-salamati wal-islam, Rabbi wa Rabbuk-Allah”

Chand ko Dekhne ki Dua in Hindi

“अल्लाहुम्मा अहिल लहू अलैना बिल अमनि वल इमानि वस सलामति वल इस्लाम, रब्बी व रब्बुकल लाह।”

Chand ko Dekhne ki Dua Tarjumah

Aye Allah ! Hum par is Chand ko khair, iman, salamati aur islam ke saath tulu farma (Aye Chand!) mera aur tera RAB Allah hi hai.

Chand ko Dekhne ki Dua in Hadees

Hadees: RasoolAllah (ﷺ) Jab Chand dekhtey tou ye dua padhtey: “Allahumma ahillahu alaina bil-amni wal-iman, was-salamati wal-islam, Rabbi wa Rabbuk-Allah, hilalu rushdin wa khairin.” (Aye Allah ! Hum par is Chand ko khair, iman, salamati aur islam ke saath tulu farma (Aye Chand!) mera aur tera RAB Allah hi hai.)

📕 Jamia Tirmidhi, Vol 2, 1376-Hasan


More Duas


Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish

Subscribe to get the latest posts sent to your email.




WhatsApp Channel Join Now
Telegram Channel Join Now
Umrah in Ramzan
From ₹1Lakh | Flight from Mumbai
Hurry Up!

Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *