Ramadan Day 27
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Hadees: Hazrate Nafi (R.A.) ne bayan kiya ke:
❝ Log Sadaqat-ul-Fitr, (Eid ke) Ek ya
Do din pehle bhi de diya karte they.❞
Eid ka Asal Paigam | Eid Mubarak ki Dua रमज़ान के पूरे महीने में भूक और प्यास को बर्दाश्त करने
Ramadan Day 29 ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ✦ Roman Urdu Hadees ✦ Ibn Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki:❝Nabi-e-Kareem (ﷺ)
Ramadan Day 28 ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ✦ Roman Urdu Hadees ✦ Ibn Abbas (R.A) se riwayat hai ke Allah ke
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Hadees: Hazrate Nafi (R.A.) ne bayan kiya ke:
❝ Log Sadaqat-ul-Fitr, (Eid ke) Ek ya
Do din pehle bhi de diya karte they.❞
Shabe Qadr kya hai? iski fazilate kya hai ? ye kab aati hai? isme kaisi ibadate kare? tafseeli jankari ke liye aayiye is mukhtsar se Audio bayan ka muta’ala kare,. jazakAllahu khairan kaseera,..
Shab-e-Qadr mein Ibadat karne ki fazilat ۞ Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: “Jo shakhs Shab e Qadr Imaan ke saath
Shabe Qadr ki Nishaniyan Aahadees ki roshni mein ۞ Hadith: Hazrate Ubada (RaziAllahu anhu) se rivayat hai ki, Nabi ﷺ
Ramadan Day 26 ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ✦ Roman Urdu Hadees ✦ Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki:❝RasoolAllah ﷺ
Ramadan Day 25 ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ✦ Roman Urdu Hadees ✦ Allah Subhanahu wa Taala Quran me farmata hai:❝Humne is
Ramadan Day 24 ✦ Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ❝ Jo Shakhs Shab-e-Qadr Imaan ke saath aur sirf Aakhirat ke sawab ke liye Zikr aur …
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ” Allahumma Innaka ‘Afuwwuntuhibbul ‘Afwa Fa’fu ‘Anni. “ (Aye Allah tu muaf karne wala aur muaf karne ko
Ramadan Day 23 ۞ Hadees: Umme Aisha (R.A) se riwayat hai ke: ❝Jab Ramzan ka Aakhri ashra aata to Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihi Wasallam) saari Raat Ibadat ke liye khud bhi jagte aur apne ghar walon ko bhi…
Ramadan Day 22 ۞ Shab e Qadr ki Dua : Allahumma Innaka ‘Afuwwuntuhibbul ‘Afwa Fa’fu ‘Anni.'(Aye Allah tu muaf karne wala aur muaf karne ko pasand karta hai so mere bhi gunaah muaf farma de.)’ …
Ramadan Day 21 ۞ Hadees: Hazrate Aayesha (R.A) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:”Shab-e-Qadr Ko Ramzan ke Aakhri Ashre ki Taaq Raato (21, 23, 25, 27, 29) me Talaash karo…
Ramadan Day 20 ✦ Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:”Allah Ta’ala farmata hai: “Ibne Aadam ka har amal uske liye hai siway roze ke, Roza Mere liye hai Aur mai hi uska Badla dunga…
Ramadan Quotes: 19 Ramzan ✦ Hadees: Umm ‘Umarah (R.A.) se riwayat hai ke: RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: “Rozedar ke samne jab khaana khaya Jaye aur wo sabr karen to Farishtein Uske liye Dua…
Ramadan Quotes: 18 Ramzan ✦ Hadees: Abu Saeed Khudri (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Jo Shakhs ek din bhi Allah Taala ki Raah me Roza rakhega, Allah Taala Jahannam ki Aag ko Uske chehre se Sattar Saal (70 Saal) ki Musafat tak …
Ramadan Day 17 ✦ Hadees: Ibne Abbas (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:❝ Sabr ke mahine (Ramzan) ke Roze aur har Maah ke 3 Roze seene me moujud kharabiyo ko ….
Ramadan Day 16 ✦ Hadees: Sahl bin Sa`d (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:❝ Meri Ummat ke log humesha khair ke sath rahenge jab …
Ramadan Day 15 ✦ Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Agar Koi Shakhs Roza rakh kar bhi Jhoot bolna aur Dagabaji karna na chore tou …
Ramadan Quotes: 14 Ramzan ✦ Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:❝Jisne bhulkar Roze ki halat me kuch kha pi liya to …
Ramadan Quotes: 13th Ramzan ✦ Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:❝ Rozadaar ke liye do khushiya hai, Ek “Iftar” ke Waqt aur Doosri apne Rab se milne ke Waqt (Aakhirat me) hogi to apne Roze ka Sawab pa kar khush hoga. ❞ [Sahih al-Bukhari 1904]
Ramadan Quotes: 12th Ramzan ✦ Hadees: Jabir (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:Allah Taala har Iftar ke Waqt Jahannum se kuch logon ko Azad …
Ramadan Quotes: 11th Ramzan ✦ Roman Urdu Hadees: Salman-Bin-Amr (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:”Jab Tum me se koi Roza Iftar karne lage tou Khajur se Iftar kare aur agar Khajur na miley tou Paani se kare, Kyunki Paani Paak karne waala hai.” [Sunan Ibn Majah 1699-Sahih]
Ramadan Day 10 ✦ Hadees: Abdullah Bin Amr Bin Aas (R.A) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya -“Iftar ke waqt Rozedar ki Dua Radd nahi hoti.” [Sunan Ibn Majah, 1753-Hasan]
9th Ramadan Hadith: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Roza Gunaho aur Jahannum ki aag se bachane wali ek Dhaal hai.❞ [Sahih Bukhari 1904]
Hadees: RasoolAllah (Sallallahu Alaih Wasallam) ne farmaya ” Jo koi kisi Rozedaar ko iftar kara de tou uss ko Rozedaar ke Barabar Sawab Milega, aur Rozedaar ke sawab mein se koi kami nahi hogi .” [Sunan ibn e Maja, 1746]
07th Ramzan ۞ Hadees: Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke:❝ Ramzan me Umrah karna RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ke sath Hajj karne ke barabar hai. ❞📚 Sahih Bukhari 1863
06th Ramzan ۞ Hadees: Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi wasallam) ne farmaya:❝ Qayamat ke din Roza aur Qur’an sifarish karenge uspe amal karnewale ke haq me. ❞📚 Musnad Aḥmad 6589
05th Ramzan Hadith : ❝ Ramzan ke Mahine me Jannat ke Darwaze khol diye jatey hai, Jahannum ke darwaze band kar diye jatey hai aur tamam Sirkash Jinn aur Shayateen Qaid kar liye jaatey hai.❞📕 Ṣahih al-Bukhari 1800