Hadees: Iman ka Sabse kam Darja Iman ka Sabse kam Darja Abu Saeed Khudri (R.A.) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Tum Mein se jo Shaksh koi buri baat dekhey aur usko apney haath se rok de to wo Shaksh (zimmey se) bari ho…
Momin Apne Acchey Akhlaq Ki Wajah Se Bada… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Farmaya: “Momin Apne Acchey Akhlaq Ki Wajah Se Unn Logon Jaisa Martaba Paa Leta Hai Jo Raaton Ko Ibadat Karte Hai Aur Din Ko Roze Rakhte Hai.” - (Sahih Mustadrak Haakim, 198)…
Jis se Log Bhalai Ki Umeed Na Rakh Paye wo… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Tum me Bad Tareen Shaksh wo hai, Jis se Log Bhalai Ki Umeed Na Karey aur us ke Sharr se Mehfooz na ho" -…
Momin Ka Sab se Bhaari Aamal Husn Akhlaq ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai: “Qayamat Ke Din Jab Tarazu Me Amaal Toley Jayenge Tou (Momin Ka) Sab Se Bhari Aamal Husn Akhlaq Hoga.” - (Ibn Haban, 876) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: नबी ऐ करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है:…
Qayamat me RasoolAllah ﷺ ke Sabse Qareeb… Jabir bin Abdullah (R.A) se riwayat hai, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Tum me se mujhe sab se zyada Mehboob aur Qayamat wale din mere sab se zyada Qareeb wo log honge Jo tum me se Akhlaaq me sab se…
Hadees: Allah jab kisi Qaum par Azab nazil… Unn Fitno se bacho jo khaas Zalimon par hi nahi ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Tum un fitno se bachte raho jo tum mein se khaas Zalimon par hi nahi padhega aur jaan lo ki beshaq ALLAH subhanhu sakht azab karne wala…
Kabira Gunaah : 4 Sabse Badey Gunah Hadees of the Day Gunah e Kabira : 4 Sabse Badey Gunah Anas (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) se Badey (Kabira) Gunaahon ke Baarey me pucha gaya: Tou Aap (ﷺ) ne farmaya – 1. Allah ke Saath Kisi ko Sharik…