♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai –
“Banda-e-Momin Jab Apne Saahib-e-Imaan Bhai Ki Ayadat Ko Jaata Hai,
Tou Wapas Aaney Tak Woh Goya Jannat Ke Bagh Me Hota Hai…”
– (Muslim Sharif: Hadith no.2568)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Bimar Bhai Ki Ayadat Ka Sawab
Related Posts:
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Apne Bhai Ko Uskey Gunaaho Par Sharminda Na Karey ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaaya - “Jis Shakhs Ne Apne Bhai Ko Kisi Aise Gunaah Par Sharminda Kiya Jis Se Woh Taubah Kar Chuka Tha , Tou Woh Uss Waqt Tak Na Marega Jab Tak Ke Woh Uss Gunaah Ko Na Kar Lega” - (Sunan Tirmizi 2505,…
- Zaalim Duniya Me Hi Mazlum Se Muafi Mang Le ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Jisney Apney Kisi Bhai Par Zulm Kiya Ho Tou Usey Chahiye Ki Iss Se (Duniya Me) Muaf Kara Le, Kyunki Aakhirat Me Dinar Aur Diraham (Rupye Paisey) Nahi Hongey, Iss Se Pahle (Muaf Karwa Le Warna) Uskey Bhai Ke Liye Uski…
- Baith kar Namaz ada karne se sawab me kami ki jati hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Amr (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se kaha ki (Aapne farmaya tha) "Baith kar Namaz padhna aadhi Namaz ke barabar hai aur Aap baith kar namaz padh rahe hain" tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya, "Haan! ye sach hai…
- Kisi Ki Musibat Par Khushi Naa Manaao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Tirmizi Ne Waasila (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Apne Bhai Ki Samatat Na Kar ! Yaani Uski Musibat Par Khushi Ka Ezhar Na Kar, Ki Allah Ta’ala Uss Par Reham Karega Aur Tujhe Usmey Mubtila Kar Dega.." - (Islami Akhlaq-O-Aadab,…
- Qaidi Ko Aazad Karwaya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qaidi Ko Aazad Karwaya Karo, Bhukhe Ko Khilaya Karo Aur Bimaar Ki Ayadat Kiya Karo". - (Sahih Bukhari)
- Bimaar Ke Ayadat Ki Fazilat aur Sawab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ali (RaziAllahu Anhu) kehte hain ke "Jo Shakhs kisi Bemaar ki din ke akheer hissay (Shaam) mein Ayadat karta hai tou is ke sath Sattar Hazaar Farishtay nikaltay hain aur Fajar tak is ke liye Maghfirat ki Dua karte hain, aur is ke liye Jannat mein Ek baagh…
- Bimari Momeen ko Gunaaho se paak kar deta hai ✦ Hadith: Bukhaar Momin ko Gunaaho se paak kar deta hai: Abu Huraira (RaziAllahu anhu) ne farmaya ki, "Rasool-e-kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke paas bukhar ka charcha kiya gaya, tou ek shakhs ne bukhar ko bura kaha. Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Bukhaar ko bura na kaho !, iss…
- Masajid Ke Sutoon .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Beshaq Jo Log (Goya) Masajido Ke Sutoon Hote Hain, *Malaika(Farishtey) Unkey Ham-Nasheen Hotey Hain. *Agar Woh Gayab Ho Jaye Tou Malaika Unhey Talash Karte Hain, *Aur Agar Bimaar Ho Tou Unki Ayadat Karte Hain *Aur Agar Unhey Koi Hajat Darpesh Ho…
- Kisi Ka Saaman Bina Ijazat Ke Naa Lo ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Tum Me Se Koi Shakhs Apne Bhai Ke Samaan Ko (Bagair Ijazat) Na Mazaq Me Le Aur Na Hakiqat Me Le”. - (Abu Dawood) » Wajahat: Lihaza Apne Bhai Ya Kisi Ki Bhi Cheez(Saj-o-Saman) Ijazat Ke Bagair Lene Se Manaa Farmaya.…
- Aib Waali Cheeze Tijarat me Bechne ke Aadab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Ek Musalman Dusre Musalman Ka Bhai Hai Aur Jab Musalman Apne Bhai Ke Haath Koi Cheez Bechey Jis Me Aib(Burayi) Ho Tou Jab Tak Bayaan Na Kare Us'sey Bechna Halaal Nahi". - (Sunan Ibne Majah, Kitab-Ul-Tijarat, Jild-3, Page No.58, Hadith…
- Musalman ke Musalman par 5 Huqooq hai... Hadith: Musalman ke Musalman par 5 Huqooq hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Musalman ke Musalman par 5 haq hai: Salam ka Jawab dena, Bimar ki Ayadat karna, Janaze ke Sath Jana, Dawat Qabool Karna,Cheenk ka Jawab dena." 📕 Sahih Bukhari; Hadees: 1240 Allah Ta'ala hum sabko yah tamam hukook…
- Momin Apne Bhai Ka Aa’ina Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya : "Momin Apne Bhai Ka Aa’ina Hai, Jab Woh Uss Me Koi Burayi Dekhta Hai Tou Uss Buraayi Ki Islah Kar Leta Hai.” - [Bukhari As-Sahih, 01/93, Raqam-238] [Ibn Mubarak Az-Zuhad, 01/485, Raqam-1378] [Asqalani…
- Kya Humare Badey Galat They ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (ﷺ) Ne Farmaya - Man Alaqtan Tammimatan Faqad Ashrak” Jisne “Taweez” Latkai Usne Shirk Kiya. – [Musnad Ahmad (4/156) No. 17458 and Mustadrak al-Haakim (4/243) No. 7513] # Tou kya humare badey Galat they jinhone Taweez ka Aqida ijad kiya ? - Ab Bolney mat Lagayiye ,..…
- Na Kisi Par Zulm Karo Na Kisiko Zalim Ke Hawale Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - *Musalman Musalman Ka Bhai Hai, Na Tou Uss Par Zulm Kare, Aur Na Usko Zalim Ke Hawale Kare, (Ke Uss Par Zulm Ho Sake) *Aur Jo Shakhs Apne Bhai Ki…
- Tum Apne Kisi Bhai se Jhagda Na Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Tum Apne Kisi Bhai se Jhagda Na Karo aur na Us se Aisa mazaq karo (Jis se us ko Taqleef ho) aur Us se aisa Waada na karo jisko poora na…
- Bhai Ki Mazrat (Muafi) Kabool Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Tum Dusro Ki Aurato Se Parhez Kar Ke Paak Daman Ho Jao - Aisa Karne Se Tumhari Aurate Paak Daaman Rahegi, *Aur Apne Baap Ke Saath Husn-e-Sulooq Karo - Aisa Karne Se Tumhare…
- Madat Karnewale Ko Allah Ki Madat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Allah Ta'ala Apne Uss Bande Ki Madad Farmata Rehta Hai Jabtak Woh Banda Apne Bhai Ki Imdad (Madad Aur Nek Kaam) Me Laga Rahe.." - (Bukhari Sharif)
- Allah Ki Raah Me Roza Rakhne Ka Sawab ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sayeed Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu-Alaihi-Wasallam) Ne Farmaya Ki "Jo Ek Din Roza Rakhe Allah Ki Raah Me Tou Allah Uske Munh Ko 70 Baras Ki Raah Tak Dojakh Se Door Kar Deta Hai." - (Sahih Muslim, Vol 1, Hadith no. 2713)
- Momeen Dozakh aur Jannat ke darmiyan rok liye jayenge Jabtak… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed khudri Radhi allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Momeen dozakh se chutkara pa jayenge lekin dozakh aur jannat ke darmiyan ek pool hai jaha unhe rok liya jayega aur phir ek dusre par kiye gaye zulmo ka badla liya jayega…
- Bagair Ilm Ke Fatwe Dene Se Bacha Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jisko Bagair Ilm Fatwa Diya Gaya Ho Uska Gunaah Uss Fatwa Denewale Par Hai Aur Jisne Apne Bhai Ko Mashwara Diya Aur Yeh Jaanta Hai Ki Bhalai Uske Gair Me Hai Usne Khyanat Ki. - (Abu Dawood,/ Islami Akhlaq O Aadab, Page No.294) » Sabaq: Lihaja Bagair Ilm…
- Hadith: Jisne kisi ko bhalayi ka rasta dikhaya to us shakhs… Hadith: 8-April: Abu Masood Ansari (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jisne kisi ko bhalayi ka rasta dikhaya to us shakhs ko bhi amal karne wale ki tarah sawab milega. -Abu Dawood 5129
- Dahiney Qadam Par Ek Neki Zyada Aur .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jo Shakhs Masjid Se Jitna Door Hota Hai Wo Utna Hi Ziyada Sawaab Hasil Karta Hai (Kyunki Namaz Ke Liye Janey Par Dahiney Qadam Par Ek Neki Ziyada Aur Bahiney Qadam Par…
- Bhai ke samne Muskura dena bhi Sadqa hai ... Hadees Of The Day Hadees: Bhai ke samne Muskura dena bhi Sadqa hai Abu’zar (R.A.) ne kaha ke,Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshad farmaya ke - Apne Kisi (Musalman) Bhai ke Samney (Khushi se) tumhara Muskura dena ye bhi Sadqa hai.Aur kisi ko Acchi Baat ka Hukm Dena aur boori baat se…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…