» Aulaad Ke Liye Maa Baap Ka Paigaam «
1). Jis Din Tum Hame Budha Dekho Tab Sabr Karna, Aur Hame Samajhne Ki Koshish Karna,
2). Jab Ham Koi Baat Bhul Jaye Tou Ham Par Gussa Na Karna Aur Apna Bachpan Yaad Karna,
3). Jab Ham Budhe Hokar Chal Na Paaye Tou Hamara Sahara Ban’na
Aur Apna Pahla Qadam Yaad Karna,
4). Jab Ham Bimaar Ho Jaye Tou Woh Din Yaad Karke Ham Par Paise Kharch Karna,
Jab Ham Tumhari Khwahishen Puri Karne Ke Liye Apni Khwahishen Qurban Karte The.
Related Posts:
Hadith: Tum apne liye, apni Aulaad aur apne Amwaal ke liye… Hadith: 30-March: Jabir (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Tum apne liye, apni Aulaad aur apne Amwaal ke liye bad-dua mat karo! kahin qubooliyat ka waqt ho aur Allah us bad-dua ko qubool kar le (phir tum pachhtaate raho). -Muslim 7705
Baap (Waalid Sahab) Ka Martaba Aap sabhi ne maa ki shaan me bohot hi azeem baate suni hongi lekin baap (waalid) ke baarey me shayad zyada baatey aam nahi. Islam me Baap ka Martaba ∗ Baap ka Ehtiraam karo taake tumhari Aulad tumhara ehtram kare. ∗ Baap ki izzat karo taake iss se faida utha sako. ∗ Baap ka hukm mano taake khush haal reh sako. ∗ Baap ki sakhti bardash karo taake kaabil ban sako. ∗ Baap ki baate gour se suno take dusro ki na sunni pare. ∗ Baap ke samne uncha mat bolo warna allah tum ko nicha kar dega. ∗ Baap…
Al-Quran: Tumhaari Doulat aur Aulaad tumhe Allah ki yaad se… Quran: 28 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Aye Imaan waalo! Tumhaari Doulat aur tumhaari Aulaad tumhe Allah ki yaad se Gafil na karne paye aur jo log aisa karenge, woh bade ghaate ka souda karne waale honge.❞ 📕 Surah Al-Munafiqun 63:9
Aulaad ki Tarbiyat - Part 8 Aulaad ki Tarbiyat - Part 8 J). Tarbiyat ka 10th marhala: Baap ka Kirdar Aulad ki Tarbiyat me Aulaad ki tarbiyat me sirf Maa ka hi Nahi balki Baap ka bhi ek Aham Kirdar hai. lekin Maa se jara Mukhtalif hai. Maa ka role ye hai ke “ke dekho beta tum ye sikh jao, agar tum aisa nahi karoge tou mai tumhare walid se tumhari shikayat karungi,. fir tumhe mare tou mujhe na kehna kuch.” Tou walid sirf Nigah Daudane par rahenge baccho par “ke kya hua beta tumhara subha se kitni baat tumne apni walida ki nahi suni.” is…
Walidain ka Apni Aulaad par kitna Haq hai ? Hadees of the Day Walidain ka Apni Aulaad par kitna Haq hai ? Hazrate Abu Umama (R.A) riwayat karte hain ki,Ek aadami aaya aur uss ne arz kiya: Ya RasoolAllah (ﷺ)! Waliden ka apni Aulaad par kitna haq hai ? Aap (ﷺ) ne farmaya - "Woh (Maa-Baap) donon teri jannat hain aur dozakh." (yaani unki khidmat kar ke jannat haasil kar lo ya nafarmaani kar ke dozakh ke mustahiq ho jawo). 📕 Ibn Majah As-Sunan, 02/1208, Raqam-3662,📕 Mundhiri at-targhib wat-tarhib,03/216, raqam-3749 ♥ In'sha'Allah-Ul-Azeez!!! Allah Ta’ala hume kehne sun’ne se jyada amal ki taufiq dey,Hum tamam ko apne waliden ka farmabardar…
Aulaad ki Tarbiyat - Part 3 Aulaad ki Tarbiyat - Part 3 B). Tarbiyat ka 2nd Marhala › Allah se Nek Aulaad talab karey: Ab Acchi Biwi ke intekhab ke baad jab Nikaah ho jaye tou Allah se nek Aulaad talab karey. Khalis Apne Rab se Dua karey ke – “Aye Allah hume Nek Aulaad dey, Saleh Aulaad ata farma” Yaad rakhiye - ye bhi Aulaad ki Tarbiyat ke marhale me se hai. isiliye Kyunki Allah Apne Bando ko waise hi ata karta hai jaisa ki wo tadap rakhtey hai. lihaja apne Rab se Nek Aulaad ki hajat bhi tarbiyat ke marhalo me se ek marhala…
Aulaad ki Tarbiyat - Part 2 Aulaad ki Tarbiyat - Part 2 Aulaad ki Tarbiyat kaise kare ? Ab aulaad ki tarbiyat kaise karey , kya iske liye usool apnaye , kounse nuqaat (points) ko dhyan me rakhey? in’sha’allah chand nuqaat aapke samne hum rakhne ki koshish karenge. inme kuch baate hum asi bhi rakhenge jispar aapko tajjub bhi ho sakta hai ke is cheez ka Aulaad ki tarbiyat se kya rishta, tou aayiye ispar gour karte hai. Ek Shakhs they! wo ek Aalim ke paas gaye aur kaha: “Mai Apni Aulad ki Tarbiyat ke talluk se bada Pareshan hu” Uss Aalim ne pucha: “kya Umar…
Koi Shakhs Imanwala nahi ho sakta jabtak Nabi (ﷺ) ko Apne… Abu Huraira (R.A) se riwayat hai ki, Beshak Rasool-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya, "Qasam hai Us Zaat ki jis ke haath mein meri jaan hai, Tum mein se koi bhi imanwala nahi hoga jab taq Main uske Waalid aur Aulaad se bhi Ziyada Uska mehboob nah ban jaoon." 📕 Sahih al-Bukhari, 14 ♥ SubhanAllah! Beshaq Humari Dunia aur Aakhirat ki kamiyabi ke liye Allah Ta'ala ne humey Sabse Azeem Rasool Ata kiya, Humey Aap (ﷺ) ka ummati hone ka sharf ata farmaya,Yaani ab humare liye Allah ke baad sabse jyada Mehboob koi hai to wo hai humare Nabi-e-Kareem ﷺ ,. aur…
Aulaad ka Qatl bohot sakht Gunaah hai ♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ Muflisi(Garibi) ke Khauf se apni Aulaad ko Qatl na karo: Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me irshad farmata hai: ❝Aur logo! Muflisi(Garibi) ke khauf se apni Aulaad ko Qatl na karo kyunki unko aur tum ko (sabko) tou hum hi rozi detey hai. beshaq Aulaad ka qatl karna bohot sakht gunaah hai.❞ (Surah Bani Israel, Aayat - 31) Allah jisey chahta hai Beti-Betiya ata karta hai: ❝ Saare Aasmaan wa Zameen ki hukumat Allah hi ki hai, wo jo chahta hai paida karta hai aur jise chahta hai sirf Betiyan deta hai aur jise chahta hai mahaj…
Hamesha Allah ki Neymato ka Shukr Ada karte rehna (Waqia… Hajra (Alaihay Salam) ke Inteqal ke baad jab Hazrat Ibrahim (Alaihay Salam) apne bete Ismayil (Alaihay Salam) se mulaqat ke liye aaye tab Unhe maloom hua ke Ismayeel (Alaihay Salam) Ka Nikaah, Makkah Me Hi Rahne Wali Ek Khatoon (Aurat) Se Ho Gaya. Hazrat Ibrahim (Alaihay Salam) Jab Ghar Par Ja Kar Dastak Di Tou UnKi Bahu Se Mulaaqat Huyee. Unki Bahu Ne Unhe Pahechana Nahi Ke Ye Mere Sasur (Father In Law) Hai. KyonKi Woh Unhe Paheli Baar Dekh Rahi Thi. Ibrahim (Alaihay Salam) ne apne bete Ismayeel (Alaihay Salam) Ke Baare Me Pochaa Tou Unki Bahu Ne Jawaab…
Biwi Se Nek Sulook Kiya Karo ..... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Unsey (Biwi Se) Aacha Bartav Karo Fhir Agar Woh Tumhe Pasand Na Aaye Tou Kareeb Hai Ki Koi Cheez Tumhe Na Pasand Ho Aur Allah Uss Me Bahut Bhalayi Rakhey". - (Tarjuma Kanjul Emaan: Surah Al-Nisa, Ayat:19) » Tafsir: Yaani Ki Apni Biwi Ko Kisi Bhi Vajah Se Talaaq Dene Me Jald Na Karo Mumkin Hai Ki Rab Ta'ala Ussi Biwi Se Aisi Layak Aulaad De Jis Me Tumhare Liye Bahut Khair-o-Barkat Ho. - (Tafsire Nurul Irfaan)
Aulaad ki Tarbiyat - Part 1 Aulaad ki Tarbiyat - Part 1 Allah ke Naam se Shuru Jo tamam jahano ko banane wala aur usey palney wala hai! aur Duroodo Salaam ho Uskey aakhri Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) par. Aaj kal aksar dekha jata hai ke Waldain apni Aulad ke talluk se Pareshan rehte hai ke kis tarha unki Tarbiyat ki jayey. kis tarha unhe accha Momin banaye. aur yahi cheez yaani Aulaad ki Tarbiyat aaj ke Jadeed dour me ek Sangeen masla hai, aur iski Shiddat har Gujarne wale saal me badhti ja rahi hai. ♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez! Hum is unwan me Aulad ki Tarbiyat ke…
Maa-Baap Ki Khidmat ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jhukey Rakhna Unn Dono (Maa-Baap) Ke Liye Apne Kandhe Rahem Ke Sath, Aur Dua Karte Rehna." - (Sureh Al-Isra, Aayat-24) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Amr (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai Ki, Ek Aadmi Ne Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat Me Haazir Hokar Arz Kiya - "Mai Hijrat Ki Baith Karne Ke Liye Aapki Khidmat Me Haazir Hun, Aur Apne Maa-Baap Ko Rotey Hue Chhor Kar Aa Gaya Hun" *Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Waapas Jaao, Aur Jis Tarah Unhey Rulaaya Hai, Usi Tarah Unhe Hasaao". - (Sunan Nisai, Kitabul Bait, Baab Bait…
Maa Baap ke liye Dua Maa Baap ke liye Dua ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟Maa Baap ke liye yeh Dua karo ke 'Aye mere Rab! Jis tarah unhone mere bachpan me mujhe pala hai tu bhi unke saath rehmat ka muamla farma.' 📕 Surah Al-Isra 17:24
Aulaad ki Tarbiyat - Part 7 Aulaad ki Tarbiyat - Part 7 I). Tarbiyat ka 9th marhala Maa ka Aham Kirdar Bacche ki Tarbiyat me Maa ka kirdar bohot hi Aham hota hai yaad rakhiye , isiliye ke Maa Zimmedar hai Aulad, Shohar aur Shohar ke Gharwalo ki. Ek Nahna Munha baccha apni Maa ko Sajda karte hue dekh wo bhi sajde me chala jata hai, halanki usko kuch bhi samjhta nahi , tou wohi Nanha Munaa Baccha jab Maa ko Jhuth bolta hua dekhta hai tou jhutha bhi ban jata hai, Chugalkhori karte hue sunta hai phone pe tou khud bhi chugliya karne lag jata…