Pareshani se Nijat ki Dua in Hindi, Sakht Pareshani Ka Wazifa, Mushkil Door karne ki Dua, Pareshani Door hone ki Dua, Pareshani Dur Karne ki Dua, Pareshani ki Dua, Pareshani Door Karne ka Tareeka, Musibat Mushkil Pareshani Aane Se Pehle Usse Bachne Ke liye Kya Kare By Adv. Faiz Syed
Aur yaqeenan jo koi Sabr se kaam le, aur darguzar… jo koi Sabr se kaam le, aur darguzar kar jaaye "Aur yaqeenan jo koi Sabr se kaam le, aur darguzar kar jaaye, tou yeh badi Himmat ki baat hai." 📕 Surah Shora 42:43
Musibat me Khair ki Dua [Inna Lillahi Wa Inna Ilaihi… Hadees: Umme Salma bint Abu Umayya (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya, "Agar koyi musalman jisko koyi museebat pahuche aur wo ye kahe jiska Allah subhanahu ne usko hukm farmaya:"Inna Lillahi Wa Inna Ilaihi Rajioon, Allahumma Ajurni fee Musibati Wa Akhlifli Khairam Minha" Tarjuma: Beshak hum Allah ke hain aur Usee ki taraf laut kar jane wale hain , Aye Allah mujhe meri museebat par ajar de aur mujhe is se behtar naimat ata farma tou Allah subhanahu…
Ramadan Day 28 | Namaz-e-Eid se pehle diya hua… Ramadan Hadees: Day 28 Namaz-e-Eid se pehle diya hua Sadqa-e-Fitr Qabool hua ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Ibn Abbas (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jisne Namaz-e-Eid se pehle Sadqa-e-Fitr ada kiya uskaSadqa maqbool hua, aur jo namaz ke baad ada kare touaam Sadqe mein se ek Sadqa hai." 📕 Sunan Ibn Majah 1827-Hasan
Qayamat ke din sabse pehle kiska hisab hoga Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Qayamat ke Din Logon ke Darmiyan Sabse Pehle Jis Cheez ka Faisla hoga woh Na Haq Khoon ke Badle ka hoga.” 📕 Sahih Bukhari: Hadees 6533
Badey Gunaho se bachne ki Fazilat: Chotey Gunaho ki Magfirat Badey Gunaho se bachne ki Fazilat: Chotey Gunaho ki Magfirat Allah Taala Quran-e-Kareem me farmata hai: "Agar tum Un Bade bade Gunaahon se bachoge jinse tumhe mana kiya gaya tou hum tumharey (chotey) Gunaah muaf kar dengey aur tumhe Ezzat ke Maqam mein dakhil karengey." 📕 Quran Surah Nisa 4:31 Sabse bada Gunaah Hadees: Abu Bakr (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:"kya main tumhe sabse bada Gunaah na batauu," humne arz kiya "Zarur bataeeye." Aap (ﷺ) ne…
Al-Quran: Jo Shakhs Ziyaadati aur Zulm ke taur par… Quran: 24 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Jo shakhs Ziyaadati aur Zulm ke taur par aisa (Naahaq Maal khaayega aur Qatl wa Khoon) karega. tou Hum(Allah) usko aag (Jahannum) mein daakhil karenge aur yeh baat Allah ke liye bilkul aasaan hai.❞ 📕 Surah An-Nisa’ 4:30
Musalmano ke Gharo me Sabse Accha aur Bura Ghar Musalmano Ke Gharo me Sabse Accha aur Bura Ghar Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) farmatey hai ke - "Musalmano ke Gharo me Sab se Behtareen Ghar wo hai Jisme koi Yateem Rehta hai aur Uss ke Saath Behtareen Salooq kiya Jaata ho.Aur Musalmano ke Gharo me se Badd'tareen Ghar wo hai ki Jis me Koi Yateem ho aur Us ke Saath Bura Salooq kiya jata ho." 📕 Tibrani Kabeer: Hadees 13434
Allah ke Nazdeek Sabse Pyari aur Boori Jagah: Hadees Hadees: Allah Ke Rasool (ﷺ) farmate hai: "Allah ke Nazdeek Saari Aabadiyo me Sabse Pyari Jagah Uski Masjide hai aur Sabse Boori Jagah Bazar hai." 📕 Sahih Muslim; Hadees: 671 Beshaq Allah ko aisi Masjide Pasand hai Jaha Khalis Allah ki Ibadat ho, aur Jaha Kitabo Sunnat par Dars ho. Warna Surah Taubah me Allah Ta'ala ne Apne Nabi ko Ek aisi Masjid bhi Todney ka Hukm diya Jo Munafiqo ne Mehaz is liye Tamir Ki thi ke Ummat Me…
Agar kisi se milne jao tou andar dakhil hone se pehle Agar kisi se milne jao tou andar dakhil hone se pehle ijajat ۞ Hadees: Abu Musa (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ‟Agar kisi se milne jao tou andar dakhil hone se pehle 3 martaba ijazat maang lo, agar ijaazat mil jaye tou thik hai, warna wapas laut jao 📕 Muslim, Hadees : 5753
Apne Aapko aur Biwi-Baccho ko Jahannum ki Aag se Bachaao Apne Aapko aur Biwi-Baccho ko Jahannum ki Aag se Bachaao ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Aye Wo Logo Jo Emaan Laaye Ho! Bachaao Apne Aapko aur Apne Ahl-O-Ayaal ko Uss Aag se jiska Endhan Insan aur Patthar honge." 📕 Surah: At-Tahrim 66:6 ♥ In sha Allah Ul Azeez! Allah Taala Hume Kehne Sun'ne se Jyada Amal Ki Taufik de, Ameen
Ramadan Day 27 | Sadaqa-e-Fitr, Eid ke 1 ya 2 din… Ramadan Hadees: Day 27 Sadaqa-e-Fitr, Eid ke 1 ya 2 din pehle dey ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Hazrate Nafi (R.A.) ne bayan kiya ke: "Log Sadaqat-ul-Fitr, (Eid ke) Ek yaDo din pehle bhi de diya karte they" 📕 Sahih al-Bukhari 1511
Bewaon (Widow) aur Miskeeno (Poor) ke kaam aane wale… Bewaon aur Miskeeno ke kaam aane wale ki Fazilat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya "Bewaon (Widow) aur Miskeenon (Gareeb) ke kaam aane wala Allah ki Raah me Jihaad karne wale ke barabar hai, ya Raat bhar Ibadat aur Din bhar Roza rakhne wale ke barabar hai." 📕 Sahih al-Bukhari, Hadees 6006
Museebat ya Pareshani ke Waqt Padhne ki Dua ۞ Hadith: Hazrate Asma bin Umays (R.A.) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne mujhse farmaya ki 'kya main tumhe aise kalimat na sikhauu jinko tum Museebat (ya pareshani) ke Waqt padha karo' (Wo kalimat ye hain) ? ❝ Allahu, Allahu Rabbi La ushrika behi shayaa ❞ (ALLAH , ALLAH mera Rab hai aur main uske saath kisi ko sharik nahi karta) [ Sunan Abu Dawud, Vol 1, 1512-Sahih ] ♥ हिंदी हदिस : मुसीबत या परेशानी के वक्त पढ़ने की दुआ ♥…
Surah Ikhlas ki Fazilat aur Mukhtsar Sa Taruf Surah Ikhlas ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ قُلْ هُوَ اللَّـهُ أَحَدٌ﴾ 1 ﴿اللَّـهُ الصَّمَدُ﴾ 2 ﴿لَمْ يَلِدْ وَلَمْ يُولَدْ﴾ 3 ﴿وَلَمْ يَكُن لَّهُ كُفُوًا أَحَدٌ﴾ 4 ﴿ "Aye Nabi (ﷺ)! Aap Keh Dijiye,Woh Allah Ek Hai.Woh Maabood Barhaq Beniyaaz hai.Woh Na Kisi ka Baap Hai aur Na Kisi ka Beta hai,Aur Na koi Uska Humsafar hai." 📕 Surah Al-Iklaas 112 Tashreeh (Ahsanul Bayan) yaani sabhi us ek Allah ke mohtaaj hai, lekin wo kisi ka mohtaaj nahi -Wo na kisi se paida…