Friday reminder: When the call for prayer is made on… Friday reminder When the call for prayer is made on Friday Almighty Allah says: "O believers, when the call for prayer is made on Friday, come to the remembrance of Allah & stop doing business. That is better for you, if only you knew." 📕 Al-Quraan 62:9
7 (Saat) Aise Azkar Jinka Jawab "Allah Ta'ala" Khud Deta Hai ✦ Mahfum-e-Hadees: Anas (Razi Allahu Anhu) se riwayat hai ek Aairabi Sahabi (Bedouin) RasoolAllah (ﷺ) ke paas aaya aur kahne laga "Ya RasoolAllah (ﷺ) Mujhe khair (wale Kalimat) seekha dijiye. RasoolAllah (ﷺ) ne uska Hath pakad kar farmaya kaho "Subhanallah Walhamdulillah Wala Ilaha Illallah Wallahu Akbar" Uss Aarabi ne in kalimat ko apni Ungliyoh par Geena aur sochta hua chala gaya phir wapas palta tou RasoolAllah (ﷺ) Muskurane lage aur Uss se farmaya "Tum kyu ek Naummeed shakhs ki tarha…
Ya Allah! meri Madad kar tera Zikr aur Shukr karney… Acchi ibadat ki dua "Allahumma Ainni Ala Dhikrika Wa Shukrika Wa Husni Ibadatika" (Ya Allah! meri madad kar tera zikr karney me, aur tera shukr ada karney me aur teri achchi ibadat karney me) – Sunan Abu Dawood 1509-Sahih ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Ta’ala Quran-e-Majid me farmata hai: "Aur jo meri yaad se ghafil ho jata hai tou hum uss par ek shaitan muqarrar kar detey hain phir wo uska saathi ban jata hai." – Surah Az-Zukhruf 43:36
Zikr Azkar ki Fazilat Zikr ki Fazilat Quran me Allah Ta'ala Quran-e-Majid me farmata hai: Isliye tum mera zikr karo main bhi tumhe yaad karunga, meri Shukr Guzari karo aur Nashukri se bacho.❞ [Al-Baqra:2:152] Aye emaan waalo! Allah Ta'ala ka bahut ziyada zikr karo. [Al-Ahzaab: 22:41] Aur Allah Ta'ala ko ziyada yaad karne wale mard aur bahut ziyada yaad karne wali aurtain, Allah Ta'ala ne un ke liye maghfirat aur ajr-e-azeem tayyaar kar rakkha hai. [Al-Ahzaab 22:35] Aye insaan! Apne Rab ko apne dil…
Subah ke sare Azkar me se Meezan par sabse bhari Azkar ✦ Mafhum-e-Hadees: Ummul Momineen Juwairiyah (RaziAllahu Anha) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) subah ko unke pass se nikle , wo apni Namaz ki jagah me subah ki Namaz Ada kar rahi thi, Aap (ﷺ) wapas chasht ke waqt laute to dekha ki wo wahi baithee huyee hai, Aap (ﷺ) ne pucha ki jab se main tumhe chorh kar gaya tha tabse kya tum isee haal mein rahi ? Unhone kaha, ji haan ! Aap(ﷺ) ne farmaya "Maine…
Dua Zikr-Azkar ۞ Dua list ۞ Zikr ki fazeelatNeend se bedaar hote waqt ke AzkaarBaitul khala mein daakhil hone ki duaBaitul khala se nikalne ki duaSubah aur Sham ke AzkaarIstaghfaar aur taubah ka bayaanBechaini ki dua Wazu se pahle aur baad ke azkaar Wazu ki fazeelatWazu shuru karte waqt ki duaWazu ke baad yeh dua padhein Namaz ki Duaien Dua-e-lstaftaahQunoot-e-witr ki duayeinNamaaz-e-witr se salaam pherne ke baad azkaarQunoot-e-NaazilahSuratul FaatihaRuku1 ki duayeinRuku1 se uthhne ki duaRuku1 ke baad qiyaam ke azkaarSajdah ki FazeelatSajde…
Talbiyah Ka Bayan: Labbaik Allahumma Labbaik ✦ Hadith: Sahl bin Saad As-Saidi (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya - ❝ Jab Talbiyah padhne wala talbiyah kehta hai tou uske daayen aur baayen zameen ke dono kinaaro tak sab patthar, darakht aur dhele bhi talbiyah kehte hain.’ - (Sunan Ibne Maajah 1078) ✦ Talbiyah ✦ Labbaik ! Allahumma Labbaik !! Labbaik ! Laa Shareek Lak Labbaik !! Innal Hamdah Wan-Ne’matah Lak Wal Mulk Laa Shareek Lak. ✦ Tarjuma ✦ Main haazir hu ! Aye mere…
Allahumma Inni Zalamtu Nafsi | Magfirat ki Dua -Aye… Allahumma Inni Zalamtu Nafsi Dua Hadees: Abu Bakr Siddique (R.A) ne RasoolAllah (ﷺ) se kaha ki Mujhe aisee Dua sikha dijiye jo Main namaz me parha karu tou Aap (ﷺ) ne farmaya ke ye parha karo - اللَّّهُمَّ إني ظَلمتُ نفسي ظُلمًاًًً كثيرًاًً. ولا يغفر الذنوبَ إلّّّا أَنْتَ فاغفر لي مغفرةًًًً من عندك. وارحمني، إنّّكَ أنتَ الغفورُ الرّحيم "Allahumma Inni Zalamtu Nafsi Zulman Kaseeran Wala Yaghfiruz-Junuba Illa Anta, Faghfirli Maghfiratan Min Indika War-Hamni, Innaka Antal Ghafur-Ar Rahim." (Aye Allah mainey apni jaan…
Deen aur Dunia ki Khair ke liye Dua… ✦ Roman Urdu Hadees ✦ Abu Malik, Sa'd Bin Tariq (R.A) se Mairwi hai ke, Ek shakhs Aap (Salallahu Alaihi Wasallam) ki khidmat me hazir hua aur usne arz kiya, "Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ! Main apne Rab se sawal karu to kya kahu ?." Aap (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya : "Tum ye kaho ! Aye Allah mujhe Bakhsh de, Mujh par Reham farma, aur Mujhe Aafiyat de, aur Mujhe Rizk ata farma, aur aap ne Anguthe…
Azan ka jawab | Azan ke Azkar aur Jawab ۞ Hadees: Farmane Mustafa (ﷺ) hai ke, "Jab Moazzin ko Azan kehte Suno tou jo wo kehta hai tum bhi kaho (Yaani Azan ka Jawab do)." 📕 Sunan Ibne Majah, Hadees 718 Azan ka Jawab Iss Tarah Dey. Azan : Allahhu Akbar, Allahu AkbarJawab : Allahhu Akbar, Allahu Akbar Azan : Allahhu Akbar, Allahu AkbarJawab : Allahhu Akbar, Allahu Akbar Azan : Ash Hadu Al Lailaha IllallahJawab : Ash Hadu Al Lailaha Illallah Azan : Ash Hadu Al Lailaha IllallahJawab…