Dua: Ya Allah! meri Madad kar tera Zikr aur Shukr karney me

Dua: Ya Allah! meri Madad kar tera Zikr aur Shukr karney me

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Allah Ta’ala Quran-e-Majid me farmata hai:

❝ Aur jo meri yaad se ghafil ho jata hai tou hum uss par ek shaitan muqarrar kar detey hain phir wo uska saathi ban jata hai.❞

Surah Az-Zukhruf 43:36


✦ Dua: Allahumma Ainni Ala Dhikrika Wa Shukrika Wa Husni Ibadatika ✦

(Ya Allah! meri madad kar tera zikr karney me, aur tera shukr ada karney me aur teri achchi ibadat karney me)

Sunan Abu Dawood 1509-Sahih

❝ Subhanallahi Wa Bihamdihi, Subhan-Allahil-Azeem
La Ilaha Illallahu, Wahdahu La Shareeka Lahu,
Lahul Mulku, Wa Lahul Hamdu, Wa Huwa Ala Kulli Shaiyin Qadeer ❞

[post-content id=”46102″]

Leave a Comment