Islamic Quiz 169 : Wo Koun hain Jiske… Wo Koun hain Jiske baare me Nabi (ﷺ) ne farmaya "Iski Baddua se Darte rehna Iske aur Allah Taala ke darmiyan koi Parda nahi hota?"
Allah se darto! Allah Tumhare kaamo se… Allah se darto! Allah Tumhare kaamo se bakhabar hai "Allah se darte raho, Allah yaqeenan tumhare tamam kaamo se poori tarah ba khabar hai." 📕 Surah Maidah 5:8
Purey yakin se Allah se Dua mange kyunki… Purey yakin se Allah se Dua mange Hadees: Abu Huraira (R.A) ne kaha ki, RasoolAllah (ﷺ) ne Irshaad farmaya: "Jab tum me se koi Dua kare tou yeh na kahe ki 'Ya Allah mujhe bakhsh de agar tu chahe tou,…
Insan ke liye pakeezah khana mehnat ka… Insan ke liye pakeezah khana mehnat ka khana hota hai Hadees: Ummaha-tul-Momineen Aaisha (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Insan ke liye pakeezah tareen khana woh hai jo usne apni mehnat se kamaya ho." 📕 Abu Dawood,…
Allah ka Fazl hai Maalo Doulat - Allah… ✦ Hadith: Maal-O-Daulat Allah ka Fazl hai, Wo jise chahta hai ata karta hai. Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke paas kuch Sahaba-e-kiram (RaziAllahu Anhu) aatey hai jo Gareeb they, RasoolAllah (ﷺ) se arz karte hai "Ya RasoolAllah (ﷺ) ! yeh Maaldaar Sahaba…
Jab Gussa aaye tou kya kare? Gusse ka Ilaj Hadees: Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jab Tum me se kisi ko Gussa aaye to usey chahiye khamoshi ikhtiyar kare." 📕 Musnade Ahmed, Hadees: 2136
Waseeyat me Nainsafi karne wale ka khatama… ♥ Al Quran: Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim "Allah Subhanahu Tumhari Aulad ke baare me tumko irshad farmata hai ki (Jaydad me) Ek Ladke ka hissa Do Ladkiyo ke barabar hai (yani ek bete ko jitna hissa diya jayega uska aadha hissa beti ko…