Contents
Allah se Madad ki Dua – Quran e Kareem me Allah Taala ne jo hume Madad Mangne ki Dua sikhayi – Aye Allah ! tera Inkar karnewalo ke Muqable me humari madad farma
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Allah se Madad ki Dua in Arabic
ربَّنَا اغْفِرْ لَنَا ذُنُوبَنَا وَإِسْرَافَنَا فِي أَمْرِنَا وَثَبِّتْ أَقْدَامَنَا وانصُرْنَا عَلَى الْقَوْمِ الْكَافِرِينَِ
Allah se Madad ki Dua in Roman English
“Rabbana-ghfir lana dhunuubana wa israfana fi amrina wa thabbit aqdamana wansurna ‘alal qawmil kafireen”
Allah se Madad ki Dua in Roman Tarjumah
“Aye Humare Rab! Tu Humare Gunaho ko aur Humare apne Muamlat me jo jyadati Humse hui ho unhe muaf farma de aur Humare Qadam jamaye rakh aur inkar karne walo ke muqable me humari madad farma. (3:147)
Allah se Madad ki Dua in Hindi
‟ ऐ हमारे रब! तू हमारे गुनाहों को और हमारे अपने मामले में जो ज़्यादती हमसे हो गई हो, उसे क्षमा कर दे और हमारे क़दम जमाए रख और इनकार करनेवाले लोगों के मुक़ाबले में हमारी सहायता कर।
Allah se Madad ki Dua in English
‟ Our Lord! Forgive us our sins and anything We may have done that transgressed our duty: Establish our feet firmly, and help us against those that resist Faith
More Duas:
- Tauba aur Astaghfar ki Fazilat
- Confidence ki Dua – Rabbish Rahli Sadri Dua : Aye Allah ! Mere kaam ko mere liye aasan kar
- Zikr me Madad ki Dua – Allahumma Ainni Ala Dhikrika Wa Shukrika Wa Husni Ibadatika
Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish
Subscribe to get the latest posts sent to your email.