Hadith: Jo Shakhs tawazu (aazizi) ikhteyar… Hadith: 5-April: Talha (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jo Shakhs tawazu (aazizi) ikhteyar karta hai, Allah Taala usko Izzat wa sarbulandi ata karta hai. -Musnad al-Bazzar 946
Beshaq Namaz Behayai aur Burey Kamo se Rokti hai Beshaq Namaz Behayai aur Burey Kamo se Rokti Allah Ta'ala farmata hai: "Aye Rasool ! Jo Kitaab Tumhare Paas Nazil ki Gayi hai Uski Tilawat karo aur Pabandi se Namaz Parho, Beshaq Namaz Behayai aur Burey Kaamo se Baaz(Rokti) Rakhti…
Allah Taala ki Aayatein Momino ke Iman ko badha Allah Taala ki Aayatein Momino ke Iman ko badha deti hai Allah Taala farmata hai: "Jab Allah Taala ki Aayatein un Imanwalo ko padh kar sunayi jaati hai tou wo Aayatein un ke iman ko aur badha deti hai." 📕 Quran,…
Muaf Karne se Allah Taala Bande ki Izzat… Muaf Karne se Allah Taala Bande ki Izzat me ijafa karta hai ۞ Hadees: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Sadqe ne maal me kabhi koi kami nahi ki aur Muaf Karne se Allah…
Nikah Nigaah aur Sharmgah ki hifazat karta… Nikah Nigaah aur Sharmgah ki hifazat karta Hadees: Abdullah bin Masud (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne Irshad farmaya - "Aye Jawaano Jo Tum me se Aurato ke Hakooq (Haq) ada karne ki Taaqat rakhta hai…
Islamic Quiz 348 : Kaunse Nabi ne Allah… Kaunse Nabi ne Allah Taala se ye farmaya:“Aye RAB! main tujhse panah maangta hu ki aisee cheez ka sawal karu jiski haqeeqat mujhko malum nahi, aur agar tu mujhe nahi bakhshega aur mujh par raham nahi karega toh main nuqsan…
Islamic Quiz 169 : Wo Koun hain Jiske… Wo Koun hain Jiske baare me Nabi (ﷺ) ne farmaya "Iski Baddua se Darte rehna Iske aur Allah Taala ke darmiyan koi Parda nahi hota?"
Allah Taala Bure khayalat muaf kar deta… Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Allah Taala ne Meri Ummat ko Bure Khayalaat ki Had tak Muaf kiya hai jab tak Us par Amal na kare ya Usey Zubaan se ada na kare." 📕 Sahih Bukhari, Hadees: 5269
Beshaq Allah tumhare Sath hai Beshaq Allah tumhare Sath hai Allah Taala farmata hai: "Aur woh (Allah) tumhare Sath hai, tum jaha kahi raho." 📕 Quran, 57:4