Panch Waqt ki Namaz ke Fayde | Namaz ki fazilat Hadees ki roshni mein

Panch Waqt ki Namaz ke Fayde

Panch Waqt ki Namaz ke Fayde, Namaz ki fazilat hadees, panch baar nehar me nahane ke barabar.

Panch Waqt ki Namaz ke Fayde

Panch Waqt ki Namaz ke Fayde Hadees in Roman English

۞ Hadees: Abu hurairah (R.A) se rivayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya – 
“Agar kisi shakhs ke darwaze par ek nahar jari ho aur wo roz usmein paanch baar nahaye to tumhara kya guman hai kya uske badan par kuch bhi mail baqi rahega, Sahaba (R.A) ne arz kiya Nahi koi mail baqi nahi rahega , to Aap ﷺ ne farmaya yahi misal paancho waqt ki namazo ki hai , ALLAH subhanahu inke jariye se gunahon ko mita deta hai.” 

📕 Sahih Bukhari, Vol 1, Hadees 528

Panch Waqt ki Namaz ke Fayde Hadees in Hindi

۞ हदीस: अबू हुरैरा (रजि) से रिवायत है की रसूल अल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया – 
“अगर किसी शख्स के दरवाज़े पर एक नहर जारी हो और वो रोज़ उसमें पांच बार नहाये तो क्या उसके बदन पर कोई मैल बाक़ी रहेगा, तो सहाबा (रजि) ने फ़रमाया नहीं कोई मैल बाकी नहीं रहेगा, तो आप अल्लाह ﷺ ने फ़रमाया यही मिसाल पांचों वक़्त की नमाज़ों की है अल्लाह सुबहानहु उनके जरिये से गुनाहों को मिटा देता है।” 

📕 सही बुखारी , जिल्द 1, हदीस 528




WhatsApp Channel Join Now
Telegram Channel Join Now

Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *