Hadees: Allah jab kisi Qaum par Azab nazil… Unn Fitno se bacho jo khaas Zalimon par hi nahi ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Tum un fitno se bachte raho jo tum mein se khaas Zalimon par hi nahi padhega aur jaan lo ki beshaq ALLAH subhanhu sakht azab karne wala…
Jis Maut se Tum Bhaagte ho Woh Tum tak… Jis Maut se Tum Bhaagte ho Woh Tum tak pahunch kar rahegi Allah Ta'ala Quran-e-Majid me farmata hai: “Jis Maut se Tum Bhaagte ho Woh to Tumhein Pahunch kar Rahegi,phir Tum Sab Chhupe khule ke Janne wale (Allah) ki taraf…
Ramadan Day 1 : Aye Emaan walo! tum par… 01st Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me farmata hai:“Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye, jaise tumse pichli Ummato par humne farz kiye they ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.”📕 Surah Baqrah 2:183
Aye Logon Tum Par Hajj Farz kiya Gaya : Hadees Aye Logon Tum Par Hajj Farz kiya Gaya : Hadees Hadees: Hazrat-e-Abdullah Ibne Abbas(R.A) se riwayat hai,RasoolAllah (ﷺ) Irshad farmate hai - Jab Hazrate Ibrahim (Alaihay Salam) Khaana-e-Kaaba Ki Tameer Muqammal kar liye tou Allah Ta'ala ki Bargaah me Marooza…
Aye Logo! Tum kaise Allah ka Inkar kar… ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ ‟ Aye Logo! tum kaise Allah ka Inkar kar sakte ho sakte ho jabki Tum Murda they to usi ne tumko zindagi di, aur fir wohi tumhe ek din mout bhi dega, fir wohi tumko dubara qayamat…
Al-Quran: Aye aurto! Tum apne Gharon me… Allah Taala Quraan me farmata hai: "Aye aurto! Tum apne Gharon me thehri raha karo aur Zamana-e-jahiliyat ki tarah be parda mat phiro." 📕 Surah Ahzab, 33:33
Hadees: Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya… Logon ko Deen sikhaao aur Aasania paida karo Hadees: Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke,Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya paida karo, tangi paida na karo." 📕 Musnade Ahmed, Hadees 2136
Tum doosron par kharch karte raho, Allah… Tum doosron par kharch karo, Allah tum par kharch karega Hadees: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ke,RasoolAllah (ﷺ) ne farmate hai ke: "Allah Taala ne farmaaya: Aye logo! tum doosron par kharch karte raho, main tum par kharch karta…
Hadith: Allah Taala ke Nazdeek sab se… Hadith: 6-April: Anas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Allah Taala ke Nazdeek sab se ziyada pasandida shakhs woh hai jo us ki ayaal (makhlooq) ko ziyada nafa pohchaye. -Shoaib Ul Iman 7445