Islamic Quiz 271 : Ek Musalman Dusre… Ek Musalman Dusre Musalman se zyada se zyada kitne din tak Naraz rah sakta hai ? Options Are: A. 3 Din, B. 7 Din, C. 40 Din, D. 70 Din
Musalman ke Musalman par 5 Huqooq hai... Hadith: Musalman ke Musalman par 5 Huqooq hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Musalman ke Musalman par 5 haq hai: Salam ka Jawab dena, Bimar ki Ayadat karna, Janaze ke Sath Jana, Dawat Qabool Karna,Cheenk ka Jawab dena." 📕 Sahih…
Padosi ko Takleef denewala Musalman Jannat… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se Rivayat hai ke, RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya, Wo shaksh jannat mein nahi jayega jiska humsaya (Padosi) uske makar-o-fasad (yani Zulm-Sitam se) se mehfooz na ho (Chahe uska padosi kafir bhi kyu…
ISLAM Khatrey Me Hai Ya MUSALMAN ? Aaj Musalamano Par Din-ba-Din Zulmo Seetam Ki Inteha Dekh Aksar Logon ke Muhh Se Ye Baate Sun'ne Ko Milti Hai ke "Islam Khatrey me Hai ,.." Subhan'Allah !!! ... *Yaad Rakhey Jo Log Ye Kehte Hai Ke Islam Khatrey Me…
Musalman Aapas Me Bhai-Bhai Hai ,... Allah Rabbul Izzat Quran-e-Kareem me Farmata Hai: ♥ Al-Quraan: "Beshaq Momin Aapas Me Bhai-Bhai Hai" - [Surah(49) Hujrat; Ayat-10] - Ek Riwayat Me Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – ♥ Mafhoom-e-Hadees: “Momin Dusre Momin Ka Aaeena (Mirror) Hai, Aur…
Musalman ki Misaal Samundar ke Jhag jaisi hogi Hadees of the Day Musalman ki Misaal Samundar ke Jhag jaisi hogi Hazrate Soban (R.A) Se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Qareeb hai ki Dusri Qaumein Tum par Aisee Toot Parhegi Jaisa bhuka Khane par Toot parhta…
Uss Bujurg ke liye Qayaamat ke Din Noor… Hadees of the Day Uss Bujurg ke liye Qayaamat ke Din Noor hoga Allah ke Rasool ﷺ ne farmaya: "Jo Haalat-e-Islam mein (Zindagi Guzarta hua) Boodha hua Uske liye Qayaamat ke Din Noor hoga." 📕 Tirmizi, Hadees 1634 Sahih