Browsing Tag

islamic short status

Allah Taala Gaali galoch Karnewalo ko Pasand nahi karta

♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabir bin Abdullah (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Rasool'Allah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Allah Taala Gaali galoch Karnewalo ko Pasand nahi karta" - (Al Adab al Mufrad, hadith no. 310)

Insan me paayi jaane waali sab se buri Aadatein

♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasallam) farmate hai: "Insaan mein paayi jaane waali sab se buri aadatein; Intihaai darje ka laalach aur buzdili hai." - (Abu Daaood: 2511)

Rishte Todne Wala Jannat me Nahi Jayega

♥ Mafhoom-e-Hadees: RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Qataa Rahmi karney wala (Rishtey todney wala) jannat me nahi jayega." - (Sahih Bukhari, Hadith no.5984)

Apne Mehman ke Sath khao, kyunki wo ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummahatul Momineen Ayesha (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Apne Mehman ke Sath khao, kyunki wo Tanha khane me Sharm karta hai" - (Shoebul Iman, Hadith no. 9633)

Jo Bando Par Reham Nahi Karta Allah us par Reham nahi karega

♥ Mafhoom-e-Hadees: Jarer Bin (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: “Jo Shakhs Bando Par Reham Nahi Karega Allah Ta’ala Uss Par Reham Nahi Karega”. – (Sahih Muslim, Vol#6, Hadith no.…