Allah jiski Bhalayi Chahta hai usko Deen ki Samajh deta hai [Hadees Sahih Bukhari 71]

Allah jiski Bhalayi Chahta hai usko Deen ki Samajh deta hai

Hadees of the Day

Allah jiski Bhalayi Chahta hai usko Deen ki Samajh deta hai

Hazrate Muawiya (R.A) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool ( ﷺ) ne farmaya:

“Allah Ta’ala Jis ke Sath Bhalayi ka Irada farmata hai Uss ko Deen ki Samajh de deta hai, Aur Mai to Mehaz Taqseem Karne Wala Hoon.
Deney wala to Allah hi hai

Aur yeh imaan hamesha Allah ke hukm per Qaym rehega
Aur jo shakhs unki Mukhaalifat karega, Unhen Nuqsaan nahi puhancha sakega,
yaha tak ke Allah ka hukm (Qayamat) aa jaye (aur yeh aalam fana ho jaye).”

📕 Sahih Bukhari; Hadees: 71

Read More

5/5 - (6 votes)

Ilm Ki Ahmiyat: Part-9

Jung-e-Badr Ka Wakiya Hum Sab Hi Jantey Hai, Jung-e-Badr Me Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay …

Read More

Ilm Ki Ahmiyat: Part-2

♥ Ba’Qoul Qurane Majid: “Iqra’ Bi’asmi Rabbika Al-Ladhi Khalaqa.” – Bus Fir Musalmano Ki Aaneywali …

Read More

Ilm ki Ahmiyat: Part-1

〘  Bismillah-Hirrahman-Nirrahim | Allah Ke Naam Se Shuru Jo Nihayat Maherbaan Aur Rahem Wala Hai 〙 …

Read More

Ilm Hasil Karnewale Ka Martaba

♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: “Farishte Ilm Hasil Karnewale Ke Amal Se …

Read More