✦ Hadees: Sabse Acche Musalman ki pehchan
Abu Musa (R.A) se riwayat hai ke,
Kuch Sahaba ne poocha
ya RasoolAllah (ﷺ) ! koun sa Islam afzal hai?
(Yaani sabse acha Musalman koun hai)
Tou Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya:
“Woh Musalman Jis ke Zubaan aur Haath se
Dusre Musalman Mehfuz ho.”
📕 Sahih Bukhari: 11
✦ हिंदी हदिस : सबसे अच्छे मुसलमान की पेहचान
अबू मूसा (र.अ) से रिवायत है के, कुछ सहाबा ने पूछा,
या रसूल अल्लाह ﷺ ! कौन सा इस्लाम अफज़ल है
(यानि सबसे अच्छा मुसलमान कौन है)
तो नबी-ऐ-करीम ﷺ ने फ़रमाया:
“वो मुसलमान जिसके जुबान और हाथ से दुसरे मुसलमान महफूज़ हो”
📕 सहीह अल बुखारी, 11
✦ Hadith : Who is very good Muslim?
Narrated by Abu Musa (R.A),
Some people asked Allah’s Messenger (ﷺ),
“Whose Islam is the best? i.e. (Who is a very good Muslim)?”
Prophet (ﷺ) replied,
“One who avoids harming the Muslims with his tongue and hands.”
📕 Sahih Bukhari: 11
Related Posts:
- Islamic Quiz 240 : Jab Allah kisi ko… Jab Allah kisi ko Mushkilo me daal dey tou Usey koun Nijaat dilane par Qadir hai ? | Options are: A. Farishtey, B. Ambiya (Alaihi Salam), C. Allah ke Wali, D. Sirf Allah
- ۞ Hadees: Buzurg Musalman ki Izzat karna… ۞ Hadees: Hazrat Abu Musa Ashari (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah )SallAllahu Alaihi wasallam) ne farmaya: “Allah Subhanahu ki tazeem ka hissa ye bhi hai ki Safaid baalo wale Musalman (yaani Buzurg) ki Izzat ki jaye aur Quran…
- Apne Walidain ke sath accha sulook karo … Apne Walidain ke sath accha sulook karotumhari Aulad bhi accha sooluk karegi ۞ Hadees: Abu Huraitah (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya: ‟Apne Walidain ke sath accha sulook karna, tumhari aulaad bhi tumhare sath accha sulook karengi.…
- Budhapa Musalman ka Noor hai ✦ Hadees: Budhapa Musalman ka Noor Hai Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne “Safaid Baalo ko Nikaalney se Manaa farmaya hai,Aur farmaya “Ye Budhapa Musalman ka Noor hai.” [ Tirmizi; Hadees. 2821 ]
- Islamic Quiz 221 : Sabse jyada Izzat kis… Islamic Quiz 221 : Sabse jyada Izzat kis Musalman ki hai? | Options Are: A. Arab ke Musalman, B. Misr ke Musalman, C. Turki ke Muslaman, D. Taqwe wale Musalman
- Islamic Quiz 337 : Agar koi Musalman kisi… Agar koi Musalman kisi dusre Musalman ko Assalamu Alaikum Warahmatullahi Kahta hai to usko kitni nekiya milti hain ?
- Har Cheez ke saath accha tareeqa ikhteyar kare Har Cheez ke saath accha tareeqa ikhteyar kare Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Allah Taala ne Har cheez ke saath accha tareeqa ikhteyaar karnaZaroori qaraar diya hai.” 📕 Sahih Muslim, Hadees 1955 (5055)
- Islamic Quiz 271 : Ek Musalman Dusre… Ek Musalman Dusre Musalman se zyada se zyada kitne din tak Naraz rah sakta hai ? Options Are: A. 3 Din, B. 7 Din, C. 40 Din, D. 70 Din
- Kya Ek Musalman Dusre Musalman ko Baddua… Aajkal muashre me dekha jata hai ke Musalmano ka aapas me badduwa dena aam se ho gaya hai, lekin kya Shariyat ne hume is baat ki ijajat di hai ke Musalman aapas me Baddua de, Kya musalman ko di hui…