Allah Ta’ala Quran-e-Kareem me Irshad Farmata hai:
♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Aur Jo Tauba(Burey Kamo Se) Karle Aur Iman Le Aaye, Aur Acche Kaam Kiye,
Phir Seedhe Raaste Par Chale, Tou Mai(Allah) Usko Bakhsh Doonga.”
– (Sureh-Taha Aayat No:82)
Home / Quran ki Nasihat / Aur Jo Taubah Karle Aur Iman Le Aaye …
Related Posts:
- Kiski Taubah Kabool Hogi Aur Kiski Nahi ?...... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Allah Ki Baargaah Me Taubah Tou Sirf Unhi Logon Ki Kabool Hoti Hai, Jo Nadanista Buri Harkat Kar Baithe Aur Fir Jaldi Se Taubah Kar Le, Tou Allah Bhi Aise Logon Ki Taubah Kabool Kar Leta Hai. Aur Allah Tou Bada Jan'ne Wala Haakim Hai.…
- Taaki Gunahgar Bande Taubah Kar Ley ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai "Beshaq Allah Izzat Aur Buzurgi Wala Raat Ko Aapna Haath(Dast-e-Qudrat) Phailata Hai Taaki Din Ke Gunahgar Taubah Karey Aur Haath Phailata Hai Din Ko Taaki Raat Ke Gunaahgar Taubah Karey, (Allah Isi Tarah Tauba Qubul Karega) Yanha Tak Ki Afatab Nikley Maghreeb…
- Beshaq Allah Taubah Qubool Farmata Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshade Mubarak Hai Ke - "Beshaq Banda Gunaahon Ka Iqraar Karey Phir Taubah Kar Ley Tou Allah Uski Taubah Qubool Farmata Hai.." - (Muslim Sharif)
- Taubah Taubah Ye To Sood Hai Bilkul Sood .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Saeed Khudri Se Riwayat Hai Ki, Bilal (RaziAllahu Anhu) Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat Me Barni Khajur (Achchey Kism Ki Khajur) Lekar Aaye Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ye Kaha Se Laye Ho ?" Unhoney Kaha - "Hamarey Paas Kharab Khajur Thi Uski…
- Taubah Karne Waalo Ka Inaam .... » Asli Taubah Woh Hai Jo Gunaah Karne Ke Baad Dobara (Wo Gunaah) Na Kiya Jaaye, Balki Yeh Saacha Ahad Ho Aapne Rabb Ta'ala Se Ki Ab Mai Yeh Gunaah Dobara Apni Zindagi Me Kabhi Nahi Karunga, ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Woh Ke Jab Koi Behayai Ya Aapni…
- Rasool'Allah Se Mohabbat Dono Jahaa Me Azmat .... ♥ Al-Quraan: Tumharey Pass Tum Hi Me Se Ek Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Aaye Hai Tumhari Takleef Unko Gira'ah (Apni Takleef) Maloom Hoti Hai, Aur Tumhari Bhalayi Ke KhwahishMand Hai Aur Momeeno Par Nihayat Shafqat Karney Waley (Aur) Meharbaan Hai. - (Surah At-Taubah (9), Aayat-128) ♥ Al-Quraan: Aur Hum(Allah)ne Aap(Sallallahu…
- Jab Koi Taubah Kare Tou ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Astaghfirullah Allazi La Ilaha Illa Huwal Hayyul Qayyum Wa Atubu Ilayh" "Tum Me Se Jab Koi Taubah Kare Tou Allah Ta'ala Uss Se Itna Ziyada Khush Hota Hai, Jitna Koi Tum Me Se…
- Geebat Zinaa Se Bhi Bad'tar Hain ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hain Ki - "Apne Aapko Geebat Se Bachao, Yeh Zinaa Se Bhi Zyada Buri Hain!" Pucha Gaya - "Yeh Zinaa Se Kaise Baddhter Hain?" *Tou Aapne Farmaya - "Aadmi Zinaa Kerke Taubah Ker Leta Hai Tou Allah Ta'ala Kabool Farmata…
- Sharmindagi Taubah Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Farman Hai Ke - "Sharmindagi Taubah Hai" - (Sunan Ibne Majah, Abwaab Al Zuhd, Baab Zikr Fee Tooba, Jild: 4, Page: 492, Hadith:4252) • Wajahat: Hadees Me Bataya Gaya Hai Ke Gunaaho Se Nadamat Hona…
- Al-Quran: Aye Momino! tum sab Allah ke saamne tauba karo Quran: 26 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Aye Momino! tum sab Allah ke saamne Taubah karo; taake tumhein kaamyaabi Naseeb ho.❞ 📕 Surah An-Noor 24:31
- Gunaaho Se Taubah Ka Faida Ye Hai Ki .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai - 'Gunaho Se Taubah Ka Faida Ye Hai Ki Sazaa Se Najat Milti Hai, Buri Aadato Se Paak Hone Ka Faida Ye Hai Ki Jannat Aur Usme Unche Darjat Milte Hai. Mehboob (Huzoor) Ki Khushi Ke Sath Nazdiki Ka Faida Ye Hai…
- Iman Ka Zayqa (Test of Iman) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abaas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki - Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jis Ne Allah Ko Apna Parwardigar, Islam Ko Apna Deen Aur Muhammad (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Rasool Khushi Se Maan Liya, Tou (Samzo Ke) Uss Ne Iman Ka Zaiqa Chakh Liya..." - (Sahih…
- Qayamat Kayam Naa Hogi Jab Tak ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qayamat Kayam Naa Hogi Jab Tak Aaftaab (Suraj/Sun) Pacchim (West) Se Na Nikley, Phir Jab Aaftaab Pacchim Se Nikley Uss Waqt Sab Aadmi Iman Laayenge (Allah Per Itni Badi Nishaani Dekh Ker) Lekin Uss Din Ka Iman Faaida Na Dega Uss…
- Kahi Ye Azabe Ilahi Ki Taraf Nishandehi tou nahi ... ♥ Mafhoom-e-Hadees:: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya , "Jab Tum Dekho Ke Bukhl-O-Lalach Ki Hukmarani Hai, Aur Khwaish-e-Nafs Ki Pairvi Ki Jaati Hai Aur Har Sahib-e-Raye Apni Raye Par Itrata Hai Tou Uss Waqt Apni Fikr Karna ,.." - (Jamia Tirmizi.Quwwat-Ul-Quloob Pg-385) # Sabaq: Allahu Alam ! Is AaHadeese…
- Ranj Me Aasman Barabar Ke Gunaah Bhi Muaf .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshad-e-Mubarak Hain Ki, "Agar Tumne Aasmaan Ke Barabar Gunaah Ker Liye Aur Fir Sharminda Hoker Taubah Kerli Tou Allah Ta'ala Tumhari Taubah Qubool Kerlega! *Aur Farmaya - "Aadmi Gunaah Karta Hain Fir Usi Gunaah Ki Wajahse Jannat Me Dakhil Hota Hain! Pucha Gaya…
- Jis Rozedaar Ko Khud-Ba-Khud Qey(Ulti) Aaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - Jis Rozedaar Ko Khud-Ba-Khud Qay(Ulti) Aaye Iss Par Qaza Nahi Hai Albutta Jo (Jaan Boojh Ker) Qay Karey Woh Qaza Rozey Rakhey..." - (Abu Dawood, Ibn-e-Maaja)
- Aur Baaz log kehte hai ke wo Allah par Imaan Laye magar dil… *Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim* "Aur Baaz log Aise bhi hai jo (Zaban se to) kehte hai ke Hum Allah par aur Qayamat par Iman Laye , Hala ki Woh Dil se Iman nahi Laaye" - (Surah Baqraah: Aayat 8) *बिस्मिल्लाह अर्रहमान निर्रहीम* "और बाज़ लोग ऐसे भी हैं जो (ज़बान से तो) कहते…
- Tahajjud Ki Niyyat Ka Sawaab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Farman Hai Ke - "Jo Shakhs Raat Ko Sotey Waqt Tahajjud Ki Niyat Karle Lakin Woh Bedaar Na Ho Saka Tou Usey Uss Amal Ka Sawaab Mil Jata Hai Jis Ki Usne Niyat Ki Aur Woh Neend Uss Par Uss Ke Rab Ki…
- Paanch Cheezon ko Paanch cheezon se pehele Ghaneemat samjho ✦ Hadith: Roman Urdu: Abdullah Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Nabi (ﷺ) ne farmaya "Paanch (5) Cheezon ko Paanch (5) Cheezon se pehele Ghaneemat samjo. (1). Apni Jawaani ko Budhaape se pehele, (2). Apni Sehat ko Bimaari se pehele. (3). Apni Maaldaari ko Gurbat(Gareebi) se…
- Jo Koi Allah aur Aakhirat Ke Din Par Imaan Rakhta Hai Wo... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Aur Jo Koi Allah Aur Aakhirat Ke Din Par Imaan Rakhta Hai Wo Apne Padosi(Neighbour) Ko Takleef Na Pahunchaye. *Aur Jo Koi Allah Aur Aakhirat Ke Din Par Yakeen Rakhta Ho Wo Apney…
- Haa! Allah ki Madad Kareeb hi hai !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Aaj Hum Choti Choti Musibato par Allah se mayus ho jatey hai, Allah ki rehmat se Na'ummid ho jatey hai jabki ye Imanwalo ko Zeba nahi deta,.. - kyunki humse pahle Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam), Aapke Sahaba, aur Jo Nek aur Saleh log they unpar Is se…
- Hadith: Allah se darte raho aur apne rishtedaro ke sath… Hadith: 7-April: Abdullah bin Masood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Allah se darte raho aur apne rishtedaro ke sath Husne Sulooq karo. -Shoaib Ul Iman 7950
- Allah Ta'ala Ki Masjidein Wohi Aabad Kartey Hain Jo .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Allah Ta'ala Ki Masjidein Wohi Aabad Karte Hai Jo Allah Ta'ala Par Aur Aakhirat Par Emaan Laatey Hain Aur Namaz Parhtey Aur Zakaat Detey Hain Aur Allah Ta'ala Ke Siwa Kisi Se Nahi Dartey, So Wo Log Ummedwaar Hain Ki Hidayat Walon Me Se Ho".…
- Jahaa Sadaqat Aur Khuloos Nazar Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Jahaa Sadaqat (Sacchai) Aur Khuloos Nazar Aaye Wahaan Dosti Ka Hath Badhao, Warna Tumhari Tanhaee Tumhari Behtreen Saathi Hai". - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Lazzaton Ko Khatm Karne Waali Maut Ko Kasrat Se Yaad Kiya… ♥ Mafhoom-e-Hadees ﷺ :Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Lazzaton Ko Khatm Karne Waali Maut Ko Kasrat Se Yaad Kiya Karo." - (Sahih Bukhari) ♥ Mafhoom-e-Hadees ﷺ ♥ Abu Hurera (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ke, Huzoor-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Tum Me Koi Mout Ki…