Islamic Quiz 267 : Quran mein ek surah hai… Quran mein ek surah hai Surah Naba, ismein Naba ka matlab kya hota hai? | Options Are: A. Aam Khabar, B. Acchi Khabar, C. Badi Khabar, D. Buri Khabar
Gunaah karna apne Nafs pe Zulm karna hai Gunaah karna Apne Nafs pe Zulm karna hai "Allah Tou Hargiz Bando Par Kuch Bhi Zulm Nahi Karta Magar Log Khud Apne Upar Zulm Kiya Karte Hai". 📕 Al-Quran; Surah Yunus 10:44
Binaa kisi khas wajah se Talaaq mangne… Thawban (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya "Jo Aurat bina koi khas wajah ke Shohar se Talaaq talab karey tou uss par Jannat ki Khushbu haraam hai." 📕 Sunan Abi Dawud 2226-Sahih थवबान (रज़ीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत…
Islamic Quiz 220 : Agar Hum Chahte hai ke… Agar Hum Chahte hai ke Allah Hum par Reham kare tou Hume kya karna chahiye? | Options Are: A. Aaba-o-Azdad ke Deen Ki Pairwi, B. Apne Imamo Ki Taqleed, C. Allah aur Rasool ki Itaat
Juma ke Din ya Raat Surah Al-kahf padhne… Hadees of the Day | Jumma Series Juma ke Din Surah Al-kahf padhne ki Fazilat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jo Jumah ke Din Surah Kahf padhta hai uske liye ek Jumah se Dusre jumah tak noor roshan ho…
Jummah ke liye khas libaas Hadees of the Day Jummah ke liye khas libaas Ummul Momineen Ayesha (R.A) ne farmaya:Nabi Akram (ﷺ) ne Jumuah ke Din Awaam se Khitaab farmaya tou Aapne Dekha ki Unhone (Roz Marrah Istemaal ki) Chaadrein Odh rakhi hain. Tab Allah…
Islamic Quiz 190 : Kis ke bare mein agar… Kis ke bare mein agar Zikr kiya jaye to khamoshi ikhtiyar karne ka hukum diya gaya hai? | Options Are: A. Anbiya Alaihi Salam, B. Sahaba, C. Qayamat, D. Wirasat