Neend se Jagne ki Dua
✦ RasoolAllah (ﷺ) jab Neend se jagte tou ye kahte
الْحَمْدُ للهِ الَّذِي أَحْيَانَا بَعْدَ مَا أَمَاتَنَا وَإِلَيْهِ النُّشُورُ
( Al-Hamdu lillahi Al-lazi Ahyana bada ma amatana, wa ilaihin-nushur. )
ALLAH ke liye hi tamam taarifien hain jisne humein maut dekar phir se zinda kiya, aur usi ki taraf laut kar jana hai.
Sone ki Dua | Neend ki dua
Aur jab RasoolAllah (ﷺ) apne bistar par let-te to
apna haath apne rukhsar ke neeche rakhte aur farmate
اللَّهُمَّ بِاسْمِكَ أَمُوتُ و َأَحْيَا
(Allahumma Bismika Amutu wa Aahya)
Ya ALLAH, tere hi naam ke saath main mrta hun aur zinda rahta hu
📕 Sahih Bukhari, Jild 7, 6312
Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish
Subscribe to get the latest posts sent to your email.
Beshak har hadees sach hai