Rozedar ko Iftar karane ki Fazilat aur Sawaab
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Zaid bin Khalid Al-Juhani se riwayat hai ke,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:
“Jo koi kisi Rozedaar ko iftar kara de tou uss ko Rozedaar ke Barabar Sawab Milega, aur Rozedaar ke sawab mein se koi kami nahi hogi.”
📕 Sunan Ibn Majah, Hadees 1746
Related Posts: