Har acchi baat sikhana aur har buri baat se rokna Sadqa hai Hadees: Abu Dharr (R.A) se riwayat hai ki kuch (Gareeb) Sahabi Allah ke Rasool (ﷺ) ke paas aaye aur arz kiya: "Ya RasoolAllah (ﷺ) ! maal wale sara sawab kama kar le gaye! isliye ki wo Namaz padhte hai jaisa ki hum namaz padhte hai aur Roza rakhte hai jaisa ki hum roza rakhte hai aur apne zyada maalo se Sadqa bhi detey hai. Tou aap (ﷺ) ne farmaya: Tumhare liye bhi tou Allah Subhanahu Ta'ala ne sadqe ka samaan…
Ramadan Day 28 | Namaz-e-Eid se pehle diya hua… Ramadan Hadees: Day 28 Namaz-e-Eid se pehle diya hua Sadqa-e-Fitr Qabool hua ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Ibn Abbas (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jisne Namaz-e-Eid se pehle Sadqa-e-Fitr ada kiya uskaSadqa maqbool hua, aur jo namaz ke baad ada kare touaam Sadqe mein se ek Sadqa hai." 📕 Sunan Ibn Majah 1827-Hasan
Ramadan Day 4 : Ramzan me Quran Nazeel hua saari… 04th Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝ Ramzan ka wo Mahina jis me Quraan ka Nuzool hua saari Insaniyat ki Hidayat aur Rahnumai ke liye.❞ 📕 Surah Baqrah 2:185
Ramadan Day 11 | Khajur se Iftar kare aur Khajur na… Ramadan Quotes: 11th Ramzan ✦ Roman Urdu Hadees: Salman-Bin-Amr (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:"Jab Tum me se koi Roza Iftar karne lage tou Khajur se Iftar kare aur agar Khajur na miley tou Paani se kare, Kyunki Paani Paak karne waala hai." [Sunan Ibn Majah 1699-Sahih]
Maah-e-Muharram ki Fazilat, Masnoon Amal aur Biddatein ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Muharram ki Fazilat ۞ Quran Majid ne 4 Mahinon ko Hurmat wala qaraar diya hai, inme se ek “Muharram” hai. 📕 Surah Tauba 9:36, 📕 Sahih Bukhari Hadees-3197 ۞ Nabi Kareem (ﷺ) ne Muharram ko “Shahrullah” yaani Allah ka mahina kaha hai. 📕 Sahih Muslim-1123, 📕 Sunan Abu Dawud-2429 ۞ Muharram ke mahine me Nafeel Roze rakhna Ramazan ke mahine ke Rozon ke baad Afzal tareen Roze hain. 📕 Sunan Abu Dawood 2429 ۞ Muharram Qamari (Chaand…
Ramadan Day 13 | Rozadaar ke liye do khushiya hai Ramadan Quotes: 13th Ramzan ✦ Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:❝ Rozadaar ke liye do khushiya hai, Ek “Iftar” ke Waqt aur Doosri apne Rab se milne ke Waqt (Aakhirat me) hogi to apne Roze ka Sawab pa kar khush hoga. ❞ [Sahih al-Bukhari 1904]
Maah-e-Shabaan ke Rozey Maah-e-Shabaan ki fazeelat me Muta’addad Ahadees aayi hain, magar in me se aksar riwayaat Zaeeh hain. tahem baaz Saheeh Ahadees se bhi Shabaan ki fazeelat maloom hoti hai. ✦ Mafhoom-e-Hadees: 1). Hazrate Ayesha (R.A) se riwayat hai ke Unhone farmaya ke maine Nabi Kareem (ﷺ) ko Shabaan se ziada (Ramazan ke Alawa) aur Maheene ke roze rekhte hue nahi dekha. - Sahih Muslim Hadees 782 2). Hazrate Ayesha (R.A) se riwayat hai ke Aap (ﷺ) siwaye chand dino ke Shabaan…
Ramzan ki Fazilat: Part 1 ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah ke Naam se Shuru jo nihayat maherbaan aur rahem wala hai. Tamam tareefe uss Allah Azawazzal ke liye jo tamam zahaano ko banana wala aur usey palney wala hai aur Durood-o-Salaam ho uske aakhri Nabi-e-Kareem (ﷺ) par. • Ramzan ki Ahmiyat kya hai ? Sabse pehli baat ke "Kisi cheez ki agar hume Ahmiyat na maloom ho tou fir uska fayda bhi hum nahi utha patey hai." aur dusri baat ke "kisi cheez ke agar Masail…
Ramadan Day 15 | Jhoot bolne aur Dagabaji karne walo… Ramadan Day 15 ✦ Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Agar Koi Shakhs Roza rakh kar bhi Jhoot bolna aur Dagabaji karna na chore tou ...
Ramadan Day 18 | Allah ki raah me Ek Din bhi Roza… Ramadan Quotes: 18 Ramzan ✦ Hadees: Abu Saeed Khudri (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Jo Shakhs ek din bhi Allah Taala ki Raah me Roza rakhega, Allah Taala Jahannam ki Aag ko Uske chehre se Sattar Saal (70 Saal) ki Musafat tak ...
Ramadan Day 27 | Sadaqa-e-Fitr, Eid ke 1 ya 2 din… Ramadan Hadees: Day 27 Sadaqa-e-Fitr, Eid ke 1 ya 2 din pehle dey ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Hazrate Nafi (R.A.) ne bayan kiya ke: "Log Sadaqat-ul-Fitr, (Eid ke) Ek yaDo din pehle bhi de diya karte they" 📕 Sahih al-Bukhari 1511
Ramadan Day 24 | Shab-e-Qadr me Ibadat ki Fazilat... Ramadan Day 24 ✦ Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ❝ Jo Shakhs Shab-e-Qadr Imaan ke saath aur sirf Aakhirat ke sawab ke liye Zikr aur ...
Ramadan Day 7 : Ramzan me Umrah karne ki Fazilat 07th Ramzan ۞ Hadees: Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke:❝ Ramzan me Umrah karna RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ke sath Hajj karne ke barabar hai. ❞📚 Sahih Bukhari 1863