Rabbana atina fid-dunya Dua

Rabbana atina fid-dunya Dua

Rabbana atina fid-dunya Dua

رَبَّنَا آتِنَا فِي الدُّنْيَا حَسَنَةً وَفِي الآخِرَةِ حَسَنَةً وَقِنَا عَذَابَ النَّارِ

“Rabbana atina fid-dunya
hasanatan wa fil ‘akhirati
hasanatan waqina ‘adhaban-nar”

📕 Surah Baqrah; 2:201

Aye mere palney wale! mujhe duniya me neymate dey aur Aakhirat me sawab dey aur dojakh ki aag se bacha” [2:201]

Iski agli Aayat me Allah Rabbul Izzat ne aesi Dua karne walo ke talluk se farmaya

Yahi wo log hai jinke liye apni kamayi ka hissa chain hai” [2:202]

Lihaja jo Duniya aur Aakhirat ki kamiyabi talab karte hai, wo qasrat se apne Rab se yeh Dua karte hai:

“Rabbana atina fid-dunya hasanatan wa fil ‘akhirati hasanatan waqina ‘adhaban-nar”

Ameen ! Allahumm Ameen !!! ,…

Source: Rabbana atina fid dunya in hindi

0 thoughts on “Rabbana atina fid-dunya Dua”

Leave a Comment