Qurani Dua-7 : Aye Allah hum par Aisa boz na daal jaisa tuney humse pahle ke logo par dala tha.

Our Lord Lay not on us a burden Like that which Thou didst lay on those before us image

♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥

Rabbana Wala Tahmil

رَبَّنَا وَلاَ تَحْمِلْ عَلَيْنَا إِصْرًا كَمَا حَمَلْتَهُ عَلَى الَّذِينَ مِن قَبْلِنَا
Rabbana wala tahmil alayna isran kama hamaltahu ‘alal-ladheena min qablina

“Aye Allah! Hum par aisa bojh na daal jaise Tune humse pehle ke logon par daala tha.”
– (Al Quran; Surah Baqarah: 2:286)


Translation & Meaning

  • Hindi:

“ऐ अल्लाह! हम पर ऐसा बोझ न डाल जैसा तूने हमसे पहले के लोगों पर डाला था।”

  • English:

“Our Lord! Lay not on us a burden like that which Thou didst lay on those before us.”


  • Ye dua hume Allah se madad aur hifazat ki talab sikhati hai.
  • Hum Allah se apne gunahon aur mushkilaat ka bojh halke karne ki dua karte hain.
  • Ye ayat hume yaad dilati hai ke sirf Allah hi humari himmat aur madad ka zariya hai.

InshaAllah, ye dua rozana parhne se humare iman aur sabr mein izafa hoga.

WhatsApp Channel Join Now
Telegram Channel Join Now

Leave a Reply