Allh Rabbul Izzat Quran-e-Kareem me Farmata Irshad Hai –
♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Jo Shakhs Duniya Chahta Ho Tou Hum Usey Jis Qadar Chahtey Hain
Jitna Chahte Hain Jaldi De Dete Hain, Phir Uskey Liye Jahannam Tayyar Kar Rakhi Hai
Jisme Wo Zaleel Aur Khawar(Disgraced And Rejected) Hokar Rahega.
Aur Jo Shakhs Aakhirat Chahta Ho Aur Uske Liye Munasib Koshish Bhi Karta Ho
Aur Wo Momeen Bhi Ho Tou Aise Logon Ki Koshish Maqbool Hogi”.
– (Surah 17 Al-Isra, Ayat: 18-19)
Home / Quran ki Nasihat / Koshish Kinn Logo Ki Kaqbool Hogi ? ….
Related Posts:
- Apne Amal Ke Charcha Se Parhez Kiya Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibne Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat He Ki, Unhone Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Farmate Hue Suna Ki, "Jo Shakhs Logo Me Apne Amal Ki Charcha Karega Tou Allah Ta'ala Uski Riyaakari(Showing Off) Ko Logo Me Mash'hoor Kar Dega Aur Usko Beizzat Karega." - (Baihaqqi Sharif) ♥…
- Sabse Badh Kar Naaqis/Burey Amaal Kin Logo ke Hain ? ♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ Allah Rabbul Izzat Quran-e-Kareem me farmata hai - "(Aye Nabi ﷺ)! Aap Logon se Farma Dijiye ke, Kya Hum Tumhe Bataa De Ki Sabse Badh Kar Naaqis/Burey Amaal Kin Logo Ke Hain, Unke Jinki Saari Koshish Duniya Ki Zindagi Me Gum Ho Gayi, Aur Wo Iss Khayal…
- Roze Qayamat Kise Hogi Sabse Jyada Hasrat ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmaan-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke, "Sab Se Ziyadah Hasrat Qayamat Ke Din Uss (Shakhs) Ko Hogi Jisey Duniya Me Ilm Haasil Karne Ka Mouqa Mila Magar Usne Haasil Na Kiya Aur Uss Shakhs Ko Hogi Jis Ne Ilm Haasil Kiya Aur Dosron Ne Tou Uss Se Sun…
- Buraai Ka Anjaam Bhi Bura Hoga .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Phir Jin Logo Ne Buraai Ki Unka Anjaam Bhi Bura Hua Isliye Ke Allah Ki Aayaton Ko Jhootlaate Aur Unki Hansi Udaate Rahe The. Allah Hi Khalqat Ko Pehli Baar Paida Karta Hai Wo Hi Uss Ko Phir Paida Karega Phir Tum Ussi Ki Taraf…
- Jab Zameen Gawahi Degi - Qayamat ki holnakiyan ✦ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ✦ ❝Jab Zameen puri tarh jhinjhor di jayegi aur zameen apne bojh bahar nikal phekegi, Insan kahne lagega ke isey kya ho gaya ? Us din Zameen apni sab khabre bayan kar degi, Isliye ke tere Rab ne hukm diya hoga, Uss roz log mukhtalif jamate ho kar…
- Aksar logo ka Bahana | Aksar log Humari Aayato se Gaafil hai… Aksar logo ka Bahana "Arey Bhasahab! hum Maantey hai ke Mazarparsti (Qabrparsti) ki Talim Islam me nahi milti! lekin aaj Aksar Log kayi zamane se karte aa rahe hai tou kya wo galat ho sakte hai ? .." Masha'Allah ! Isi Tarha ke Jawabat Hume Logon se Miltey hai jab…
- Uski 40 Din Namaz Qabool nahi hoti ✦ Mafhum-e-Hadees: Hafsa (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya ki ❝Agar koi Musalman kisi Majoosi (Qaahin) ke paas jakar kuch daryaft karta hai tou uski 40 din ki namaz qubool nahi hoti.❞ - Muslim Sharif; Vol 2 Page-233 Ek aur riwayat me…
- Aakhirat Me Kafiron Ke Paas Ek Bhi Neki Nahi Hogi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ta'ala Kisi Momin Par Ek Neki Ke Liye Bhi Zulm Nahi Karega, Uska Badla Duniya Me Bhi Dega Aur Aakhirat Me Bhi Dega, - Aur Kafir Ko Uski Nekiyo Ka Badla…
- Kya Musalman bhi Shirk kar sakta hai ? Aksar Log Humse aisa Sawal Karte hai Ke - "Kya Musalman Kabhi Shirk Kar Sakte Hai ?" Tou Aayiye Shariyat kya kehti Iskey Talluk Se Ye Jaan Letey hai ,.. ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke – “Qayamat Uss Waqt Tak Qayaam Na Hogi Jab Tak Meri…
- Sharaabi Jahalat Ki Mout Marega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya: "Sharaab Khabaasatoun Ki Jarr Hai, Jis Ne Sharaab Pee, 40 Roz Uski Namaz Qabool Nahi Hogi. Wo Aadmi Jahliyat Ki Mout Marega Jiske Pait Me Marte Waqt Sharaab Hogi." - (Tabrani, Awst. Sahihah: 1636)
- Burayi Ko Badal Ne Ki Koshish Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - *Jab Logon Ka Ye Haal Ho Jaye Ke Wo Burayi Ko Dekhe Aur Isey Badalney Ki Koshish Na Kare, Zaalim Ko Zulm Karte Huwe Paye Aur Uska Haath Na Rokey - Tou Qareeb Hai Ke Allah Apne Azaab Me…
- Kisi Ke Hashr Ka Daawaa Karne Se Ahtiyaat Kiya Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Bani Israeel Me Do Shakhs They Inme Se Ek Tou Gunaahgar Tha Aur Dusra Ibadat Me Koshish Karney Wala Tha, Ibadat Ki Koshish Karne Wala Hamesha Dusre Shakhs Ko Gunaah Karta Hua Hi…
- Allah par Mukammal Tawakkul ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ki - "Agar Tum Allah Ta'ala Per Aisa Tawakkul Karo Jaisa Karne Ka Haq Hai, Tou Woh Tumhe Iss Tarah Rizq Ata Farmaega, Jis Tarah Parindon Ko Ata Farmata Hai Ke Woh Subah Khali Pait Jate Hain Aur Shaam Ko Pait Bhar…
- Al-Quran: Tum nek Kaamo me ek dusre se aage badhne ki… Quran: 28-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Tum nek Kaamo me ek dusre se aage badhne ki koshish karo. 📕 Surah Baqraah 2:148
- Do Logo Ke Darmiyan Sulah Kara Dena ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Mai Tumhe Aise Amal Par Aagah Na Karoon Jiska Darja Roze Namaz Aur Sadqe Se Afzal Hai." Farmaya! 'Do Logo Ke Darmiyan Sulah Kara Dena.' Saath Hee Me Yeh Bhi Farmaya Ke "Do Logo Ke Darmiyan Fasaad Karana Emaan Ko…
- Gaib Ki Kunjian 5 Hain ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar(RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Gaib Ki Kunjian 5 Hain, Jinhe Allah Ke Ilaawa Koi Nahi Janta". ∗1. Koi Nahi Jaanta Ke Kal Kya Hoga ?. ∗2. Koi Nahi Jaanta Ke Maa Ke Pait Me Kya Hai ?.…
- Al-Quran: Jis Shakhs ne Dunia me Jarra barabar bhi koi… Quran: 08-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟Jis Shakhs ne (Duniya) me Jarra barabar bhi koi burayi ki hogi tou wah usey aakhirat me dekh lega.' 📕 Surah Az-Zalzalah 99:08
- Gheebat ka taruf aur Nuqsaan | Gheebat kise kehte hai ? ۞ Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Tum jante ho Gheebat kya hai ?." Logo ne kaha "Allah aur uske Rasool ﷺ behtar jante hain." Aap (ﷺ) ne farmaya "Gheebat yeh hai ke, tum apne bhai ka Zikr karo is taur par…
- Qayamat Kayam Naa Hogi Jab Tak ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qayamat Kayam Naa Hogi Jab Tak Aaftaab (Suraj/Sun) Pacchim (West) Se Na Nikley, Phir Jab Aaftaab Pacchim Se Nikley Uss Waqt Sab Aadmi Iman Laayenge (Allah Per Itni Badi Nishaani Dekh Ker) Lekin Uss Din Ka Iman Faaida Na Dega Uss…
- Mutakabbir (Ghamand karne wale) logo ko hone wala azab RasoolAllah (ﷺ) ne farmya "Qayamat ke din Mutakabbir (Ghamand karne wale) logo ko maidan e mahshar mein choti choti chiteeyon ki manind logo ki surton mai laya jayega innhen har jagah zillat dhanpe rehegi ,phir wo Jahannam ke ek aise qaid khane ki taraf hanke jayenge jiska naam Bulas hai,…
- Unn Logo Me Se Na Ho Jaana Jo Ghaflat Me Padey Huve Hai ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Apne Parwardigar Ko Dil Hi Dil Me Aajzi Aur Khauf Se Aur Past(Halki) Aawaz Se Subha Shaam Yaad Karte Raho Aur Dekhna Unn Logo Me Se Na Ho Jaana Jo Ghaflat Me Padey Huve Hai." - (Surah Al Araf : Aayat-205)
- Aap (ﷺ) Ka Mubarak Mojza: Ungliyo se Paani Ka Chasma Nikalna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabeer (R.A.) ne kaha ki Suleh Hudaibiya ke moqe par logo ko pyaas lagi thi, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke samne paani ka ek chhota sa matka (bartan) rakha hua tha Aapne logo se farmaya kya baat hai ? logo ne kaha ki jo paani aapke samne hai…
- Logo Ke Khouf Se Haq Baat Kehne Se Na Ruko ♥ Qaul-e-Mubarak: Logo Ke Khouf Se Haq Baat Kehne Se Na Ruko! Kyun Ki Na To Koi(Allah Ke Siway) Mout Ko Qareeb Kar Sakta Hai Aur Na Koi Rizq Ko Door Kar Sakta Hai,.. - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Aao Uss Baat Ki Taraf Jo Aap aur Hum'me Yaksa Hai .... Allah Rabbul Izzat Ne Aalami Aman Ke Liye Quraan Me Nuskha Bhi Batla Diya. ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Ahle Kitab! Aao Uss Baat Ki Taraf Jo Aap aur Hum'me Yaksa Hai, Ke Hum Allah Ta'ala Ke Siwa Kisi Ki Ibadat Na Kere, Na Uske Sath Kisi Ko Shareek…
- Haq Ki Talash Me Koshish Karte Raho .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazarte Shaikh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai - "Shirk Sirf Boot Parsti Hi Nahi Hai Balki Nafsani Khwahishat Ki Pairwi Aur Duniya Ki Kisi Bhi Chiz Ke Sath Ishq Ki Kefiyat Se Munsalik Ho Jana Ye Sarahatn Shirk Hai, Allah Ke Siwa Har Chiz Gaire Allah…