Khane par Niaz Fatiha karna kaisa? kya iski Daleel Aahadees me milti hai? kya Qurano Sunnat me Niaz Fatiha ka koi tazkira aaya hai? Kya Niaz Fatiha Qurano Sunnat se sabit hai? Tafseeli jankari ke liye is Audio ko jarur sune aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,.. jazakAllahu khairan kaseera
Sunnat ki Ahmiyat: Part 4 ۞ Mafhoom-e-Hadees ۞ RasoolAllah (ﷺ) ne ek roz farmaya ke "Mere Jaanshino par Allah ki Rehmat ho!”Arz Kiya Gaya: “Ya Rasool'Allah! Aapke Jaanashin Koun Hain?”Farmaya: “Jo Meri Sunnat se Mohobbat Rakhte Hain aur Usey Allah ke Bando ko Sikhate hai.”[Tafsir-e-Kabir]…
Sunnat Ki Ahmiyat : Part 8 Allah Hum se kab Mohabbat karega ? Aaj Hum Allah se Mohabbat ke liye Tarastey hai ke Allah Humse Mohabbat kare, Hum Uskey Mehboob Ban Jaye, tou Aayiye Dekhtey hai ke Allah se Mohabbat ka Tareeka kya hai ? Ke…
Shab e Barat ki Ibadat : Shab e Barat ki… Kya Shab e Barat Manana Quran wa Sunnat se Sabit hai? Shab e Barat ki Haqeeqat Shaban Maheene me 15th Shab ko "Shab e Barat" ke naam se yaad kiya jata hai. kuch log is Raat ke liye Shab-e-Qadr jaisi…
Nikah Meri Sunnat Hai Nikah Meri Sunnat Hai ۞ Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne Irshad farmaya ke - "Nikah Meri Sunnat hai, aur jo koi meri Sunnat par amal na kare uska mujhse koi talluq nahi. " 📕 Sunan Ibn Majah, Hadees 1846
Sunnat Ki Ahmiyat : Part 6 Mohabbat Kisko Kahte hai ? Aayiye Ek Misal De Du Mohabbat Ki… Ke Mohabbat Kisi Cheez Ka Sirf Naam Nahi Mohabbat. Balki Mohabbat Ka Matlab Hota Hai Ita'at. Agar Mai Ye Kahu Aapse Ke Mai Apne Walidain Se Mohabbat Karta…
Jis ne Meri Sunnat se Muhabbat ki Usne… - Roman Urdu - ۞ Hadees: Allah Ke Rasool (ﷺ) ka irshade Mubarak hai ke: "Jis ne Meri Sunnat se Mohabbat ki (Yaani Uspar Amal kiya), Tou Usne Mujh se Mohabbat ki aur jis ne Mujh se Mohabbat ki wo…
Islam kya hai, Eman aur Ehsan kya hai ? Islam kya hai, Eman aur Ehsan kya hai ? Hadees: Hazrat Umar Bin Khattab (R.A) Riwayat Karte Hain Ki, Ek Roz hum Huzoor Nabi-e-Akram (ﷺ) ki khidmat me haazir they. Achanak ek Shakhs humaari mehfil me aaya, uske kapde nihayat safed,…
Waqt par Namaz Padhna Waqt par Namaz Padhna Hadees: Ubadah Ibn As-Samit (R.A) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya - "Mere baad tum par aisey log hukmaran hongey jinki mashguliyat unko waqt par namaz ki adayeegi se rok degi, yahan tak ki…
0 thoughts on “♫ Kya Fateha padhna Sunnat se saabit hai ?”
Kya fatiha padhna sunnat hai