♥ Mafhoom-e-Hadees: Mua’aj Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya –
“Jannat Walo Ko Jannat Me Jane Ke Baad Duniya Ki Kisi Cheez Ka Afsos Nahi Hoga
Sivay Uss Ghadi(Pal) Ke Jo Duniya Me Allah Ta’ala Ke Zikr Ke Bagair(Siwa) Gujari Hogi”.
– (Tabrani Sharif)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Jannatiyon Ko Duniya Ki Kisi Cheez Ka Afsos Nahi ….
Related Posts:
- Aakhirat Me Kafiron Ke Paas Ek Bhi Neki Nahi Hogi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ta'ala Kisi Momin Par Ek Neki Ke Liye Bhi Zulm Nahi Karega, Uska Badla Duniya Me Bhi Dega Aur Aakhirat Me Bhi Dega, - Aur Kafir Ko Uski Nekiyo Ka Badla…
- Zaalim Duniya Me Hi Mazlum Se Muafi Mang Le ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Jisney Apney Kisi Bhai Par Zulm Kiya Ho Tou Usey Chahiye Ki Iss Se (Duniya Me) Muaf Kara Le, Kyunki Aakhirat Me Dinar Aur Diraham (Rupye Paisey) Nahi Hongey, Iss Se Pahle (Muaf Karwa Le Warna) Uskey Bhai Ke Liye Uski…
- Aib Waali Cheeze Tijarat me Bechne ke Aadab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Ek Musalman Dusre Musalman Ka Bhai Hai Aur Jab Musalman Apne Bhai Ke Haath Koi Cheez Bechey Jis Me Aib(Burayi) Ho Tou Jab Tak Bayaan Na Kare Us'sey Bechna Halaal Nahi". - (Sunan Ibne Majah, Kitab-Ul-Tijarat, Jild-3, Page No.58, Hadith…
- Jo Shakhs Kisi Musalman Ka Aib Chupayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Kisi Momin Par Se Duniya Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega - Tou Allah Ta'ala Uss Par Aakhirat Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega. *Aur Jo Shakhs…
- Deen Se Doori Halaqat Ka Sabab Banegi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Soban (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - Qareeb Hai Ki Dusri Qaumein Tum Par Aisee Tut Parhegui Jaisa Bhuka Khane Par Tut Parhta Hai, Kisi Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Kya Hum Uss Waqt Bahut Kum…
- Momeen Dozakh aur Jannat ke darmiyan rok liye jayenge Jabtak… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed khudri Radhi allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Momeen dozakh se chutkara pa jayenge lekin dozakh aur jannat ke darmiyan ek pool hai jaha unhe rok liya jayega aur phir ek dusre par kiye gaye zulmo ka badla liya jayega…
- Kisi Momin me 2 Aadatein kabhi Jama nahi ho sakti ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed Khudri (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Kisi Momin me 2 Aadatein kabhi Jama nahi ho sakti, 1) Kanjusi, 2) Burey Akhlaaq" - (Tirmizi, 1962) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अबू सईद खुदरी (रज़ीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (सलल्लाहू अलैहि वसल्लम)…
- Momin Par Lanat Bhejna Qatl Karne Ke Barabar Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Thabit Bin Ad-Dahhak (R.A) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (ﷺ) Ne Farmaya: "Jo Shakhs Apney Nafs Ko Kisi Cheez Se Halak Karey Wo Dojakh Me Usi Cheez Se Azab Diya Jata Rahega, Aur Momin Par Lanat Bhejna Usko Qatl Karney Ke Barabar Hai, Aur Jisney Kisi Momin Par…
- Jannat Me Dakhil Karne Waali Cheez ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Tirmizi Wa Ibne Majah Ne Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Cheez Insan Ko Sab Se Zyada Jannat Me Dakhil Karne Waali Hai - Wah Taqwa Aur Husn-e-Khulk (Accha Akhlaq) Hai *Aur Jo Cheez Insan Ko Sabse Zyada Jahannum…
- Jis Shakhs Ko Sirf Duniya Ki Fikr Ho Tou .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdul Rahman (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki - Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jis Shakhs Ko Sirf Duniya Ki Fikr Ho: Tou Allah Ta'ala Uske Kaam Me Pareshaani Daal Dega, Aur Uski Muflisi Dono Aankhon Ke Darmiyan Kar Dega Aur Duniya Usko Utni Hi Milegi…
- Shok Ki Muddat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kisi ImanWale Ke Liye Halaal Nahi Ke (3) Teen Din Se Jiyadah Shok (Ghum) Kare, Sirf Bewa Aurat Ke Siva, Ke Uske Shok (Ghum) Ki Muddat Char (4) Mahine Das (10) Din Hai,.." - (Bukhari Sharif, Tirmizi Sharif, Tohfa-e-Najat Part-11 Page-49)…
- Murde Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Tarha ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Murdon Ka Haal Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Maanind Hai, - Ke Woh Shiddat Se Intzaar Karta Hai Ke, Baap Ya Maa Ya Bhai Ya Kisi Dost Ki Dua Usko Pahunche - Aur Jab Kisi Ki Dua Usey Pahunchti Hai…
- Kisi ka Samaan Uthaane me Madad karna bhi Sadqa hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya, “Kisi shakhs ka samaan uthaane mein madad kar dena bhi sadqa hai” – (Bukhari; 2989) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: नबी-ऐ-करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया, “किसी का सामान उठाने में मदद कर देना भी सदका है” – (बुखारी; 2989) For more Islamic messages kindly…
- Halal Cheezo me Allah ko Sabse Napasan'dida Cheez Talaaq Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Umar (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Karim (ﷺ) Ne Faramaya, "Saari Halaal Cheezo Me Allah Ta'ala Ke Nazdiq Sabse Napasan'dida Cheez Talaaq (Divorce) Hai." - (Sunan Ibn Majah, Arabic Ref.2096) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अब्दुल्लाह बिन उमर (रजीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के, नबी-ऐ-करीम(ﷺ) ने फ़रमाया, "सारी हलाल…
- Jo Shakhs Amanatdaar Nahi Woh Emaandaar Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Jo Shakhs Amanatdaar Nahi Woh Imandaar Nahi, Aur Jo Shakhs Wada Khilaafi Karey Woh Deendar Nahi.." - (Baihaqi Sharif)
- Duniya wi Zindagi Ki Misaal ... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Yah Duniya Ki Zindagi Kuch Bhi Nahi, Magar Ek Khel Aur Dil Ka Behlawa Aur Aakhirat Ka Ghar Hi Asal Zindagi Ki Jagah Hai, Kaash Ki Weh(Be-Emaan Log) Jaante.." - (Surah: Al-Ankabut; Ayat:64)
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Kin Logo ki Gawaahi Jayaz Nahi ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Kisi Khayanat Karne Waale Mard Aur Aurat, Zina Karne Waale Mard Aur aurat, Ya Apne Bhai Ke Bare Me Dushmani Aur Qina Rakhne Waale Ki Gawaahi Ja'iz Nahi" - (Sunan Abu Dawood, 3601) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस ﷺ : रसूलअल्लाह (सलल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने…
- Allah apne Bando ki koi Fariyad Radd nahi karta ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Tumhara Rab bahuth Ba'haya aur Kareem hai, jab uska banda uske Saamne apne dono haath Uthata hai to Unhen khali Lautate huye Usey apne bande se haya Aati hai." Refe: Sunan Abu Dawud 1488-Sahih In-book refe:Book 8, Hadith 73 # Wajahat: Iss…
- Jannatiyon ki Pehchaan Hadees(Verse) of the Day Jannatiyon ki Pehchaan Allah Ta'ala Jannatiyon ki Pehchan Batate hue farmata hai: "Aur Woh Allah Ta'ala ki Mohabbat Mein Khaana Khilaate hain Miskeen, Yateem aur Qaidiyon ko." 📕 Surah Alinsan 76:8
- Na Kisi Ko Nuqsaan Pahunchhao, Na Nuqsaan Pahunchane Ka… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasoo (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya; " Na Kisi Ko Nuqsaan Pahunchhao, Na Nuqsaan Pahunchane Ka Zariyah Bano." - (Musnad Ahmad, 2865) ♥ हदीस-ऐ-नबवी ﷺ: अल्लाह के रसूल (सलल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया: "ना किसी को नुकसान पोह्चाओ, न नुकसान पोहचाने का जरिया बनो" - (मुसनदे…
- Kisi Ki Musibat Par Khushi Naa Manaao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Tirmizi Ne Waasila (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Apne Bhai Ki Samatat Na Kar ! Yaani Uski Musibat Par Khushi Ka Ezhar Na Kar, Ki Allah Ta’ala Uss Par Reham Karega Aur Tujhe Usmey Mubtila Kar Dega.." - (Islami Akhlaq-O-Aadab,…
- Imanwalo Ki Sifat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Ek Sahabi Ne Pucha Ki - "Ya Rasool'Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam)! Emaan Kya Hain?" *Tou Aapne Farmaya Ki - "Jab Tumhe Neki Karke Khushi Ho Aur Gunaah Karke Afsos Ho Tou Tum Emaan Wale Ho!" - (Mishkaat, Kitaabul Emaan Pg-16)
- Aurat ke liye Wafat ke Sog ki Muddat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: “Ek Musalman aurat jo Allah Ta”ala aur Aakhirat ke din par Iman rakhti ho. Uss ke liye jayez nahi ke woh kisi (ki wafat) ka sog teen (3) din se zyada manaye siwaye apne Shauhar ( husband ) ke uss ke…
- Jab Allah Kisi Qoum Ka Rizq Cheen Leta Hai Tou .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ghar Tashreef Laaye Tou Roti Ka Tukda Giraa Hua Dekha Tou *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Usey Uthaa Kar Saaf Kiya Aur Khaa Liyaa *Aur Farmaya - "Aye Ayesha (RaziAllahu Anha)! Izzatdaar Cheez Ki Izzat Karo, Jab Allah Kisi Qoum Ka Rizq Cheen Leta…