Khayaanat karne walo ke saath kya kare ?
Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke,
Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya:
“Jo Shakhs Tumhare saath Khayanat (Dhoke ka muamla) kare, tou tum uss ke saath Khayaaat na karo.”
📕 Sunan Abu Dawood, Hadees 3535
Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish
Subscribe to get the latest posts sent to your email.