♫ "Roza Lag raha" Bolna kaisa hai? "Roza Lag raha" Bolna kaisa hai? Aksar Roze me Kamzori Aane ki wajah se Log ajib ajib baate kehne lagte hai, to kya aisa kehna jayaz hai ? tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se audio bayan ka mutala karte hai,. jazakAllah khairan kaseera. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? ♫ Roza koun log nahi rakh sakte aur Bewajah Roza Chorne ka Azab ♫ Napaki ki Halat me kya Saher kar sakte hai? ♫ Kin…
Shab e Barat ka Manana kaisa hai? https://www.youtube.com/watch?v=AszOzQ7hw-4 Shab e Barat ka Manana kaisa hai? Shab e Barat ka Manana kya Hadees se Rasool ﷺ se Sahaba Tabeen ya Kisi Imam se Sabit hai by Adv. Faiz, Tafsili jankari ke liye is mukhtsar si video ka mutala kare aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon farmaye.. jazakAllahu khairan kaseera People also Search as: Shab e Barat Date, Shab e Barat Dua, Shab e Barat History, Shab e Barat image, Shab e Barat in Quran,…
♪ Shabe Qadr ki Fazilat - Qurano Sunnat ki roshni mein ♪ Shabe Qadr ki Fazilat Shabe Qadr kya hai? iski fazilate kya hai ? ye kab aati hai? isme kaisi ibadate kare? tafseeli jankari ke liye aayiye is mukhtsar se Audio bayan ka muta'ala kare,. jazakAllahu khairan kaseera,.. People also search as: शबे क़द्र और इस की रात का महत्वः (हिंदी में)Shab-e-Qadr me Ibadat ka TareekaShab-e-Qadr ki DuaShabe Qadr ki NishaniyanShab-e-Qadr ki Asal Raat kab aati Hai ?Shab-e-Qadr me 4 Qism ke logon ki magfirat nahiShab-e-Qadr Hazaar Mahino se behtar…
Shabe Qadr ki Nishaniyan Aahadees ki roshni mein Shabe Qadr ki Nishaniyan Aahadees ki roshni mein ۞ Hadith: Hazrate Ubada (RaziAllahu anhu) se rivayat hai ki, Nabi ﷺ ne farmaya: "Shab e Qadr Ramazan ke mahine ke aakahri ashre mein hoti hai jo shakhs is ka sawab hasil karne ke liye un mein Qiyam kare to Allah is ke agle pichle Sare Gunah Muaf farma dega aur ye Taaq Raaton mein hoti hai. yaani Aakhri Ashre ki 9, 7, 5, 3, ya aakhri raat ( yani 29,27,25,23,21). Aur…
Ramadan Day 21 | Shab e Qadr ko kab Talash Kare... Ramadan Day 21 ۞ Hadees: Hazrate Aayesha (R.A) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:"Shab-e-Qadr Ko Ramzan ke Aakhri Ashre ki Taaq Raato (21, 23, 25, 27, 29) me Talaash karo...
Jo log Sood khate hai woh Qayamat me pagal ho kar uthenege Jo log Sood khate hai woh Qayamat me pagal ho kar uthenege Allah Taala Quran me farmata hai: "Jo log Sood khate hai woh (Qayamat me) uthenge tou uss Shakhs ki tarah uthenge, jisey shaitan ne chhu kar pagal bana diya ho." 📕 Surah Baqraah 2:275
Shaitan ki 3 girah (knot) jo wo har insan ke peeche… Shaitan ki 3 girah (knot) jo wo har insan ke peeche raat mein baandh deta hai: Hadees Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki - "Shaitan insan ke sir ke peeche raat mein sote waqt teen girah (gaath) laga deta hai aur har girah par ye phunk deta hai ki - So ja abhi raat bahut baqi hai phir agar koi bedar hokar Allah Subhanahu ko yaad kare tou Ek girah khul jati hai phir…
Jo Shakhs koi cheez cheen kar le Woh hum me se nahi Hadees of the Day Jo Shakhs koi cheez cheen kar le woh hum me se nahi RasoolAllah (ﷺ) farmate hai ke: "Jo Shakhs koi cheez cheen kar le woh hum (Imanwalo) me se nahi." 📕 Ibn Majah, Hadees 3927
Qarz Ke Adayegi ke Baigair Momin Ki Rooh Jannat se Mehroom Qarz Ke Adayegi ke Baigair Momin ki Rooh Jannat se Mehroom Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya - "Momin ki Rooh Uss Waqt tak Jannat me Jaane se Rooki Rehti hai Jab tak ke Uska Qarz Ada naa kiya jaye." 📕 Sunan Ibn Majah, Hadees 570 –Sahih
Shab e Barat ki Haqeeqat aur Hamari Bidatein by Adv.… https://www.youtube.com/watch?v=aW-gpLuFc9I Shab e Barat ki Haqeeqat aur Hamari Bidatein 15 Shaban ko badi raat ke naam se Manayi jane wali raat ko Barre sageer me shabe barat ke naam se jana jata hai, beharhal iske talluk se tafseeli jankari ke liye aayiye is Bayan ka mutala kare,. JazakAllahu Khairan kaseera. People also Search as: Shab e Barat Date, Shab e Barat Dua, Shab e Barat History, Shab e Barat image, Shab e Barat in Quran, Shab e Barat ki Fazilat,…
Jisne Farz Namazo ke alawa Din Raat me 12 rakat ada… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummul Momineen Umm Habiba (RaziAllahu Anha) se Rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Jisne Raat Din me 12 Rakat (Sunnat) Namaz ada ki uske liye Jannat me ek Ghar banaya jayega, Umme Habiba (RaziAllahu Anha) ne kaha ki jab se maine ye Hadees RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) se Suni, maine uske baad se un 12 rakato ko kabhi nahi chodha..." - (Sahih Muslim, Vol 1, 1694) ✦ Ulema-e-Deen ke hisab se Wo 12 Rakat Sunnat…
Jab 3 Shakhs saath baithey ho tou 2 shakhs Kaanafusi na kare Jab 3 Shakhs saath baithey ho tou Abdullah (R.A) se riwayat hai ke Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "jab Teen shaksh saath ho to teesre Shakhs ko chor kar Do log aapas me Kaanafusi (chupke se baat) na karey." 📕 Sahih al-Bukhari, Hadees 6288
Kaamil imaan waale woh log hain jin ke Akhlaaq sab… Kaamil imaan waale woh log hain jin ke Akhlaaq sab se acchhe hain Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Kaamil imaan waale woh log hain, jin ke akhlaaq sab se achchhe hain aur tum mein sab se achchhe woh log hain, jo apni biwiyon ke saath achchha bartaao karte hain." 📕 Jami` at-Tirmidhi, Hadees 1162