♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Sulaiman (Alaihay Salam) Farmate Hai Ke –
“Jis Shakhs Ne Apne Nafs Par Qaabu Paya,
Wo Uss Shakhs Se Zyada Taqatwar Hai Jo Akela Ek Shehar Ko Fatah Kar Leta Hai”.
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Jisne Apne Nafs Par Qaabu Paya …..
Related Posts:
- Nafs Tumhe Barbaad Karne me Mashgul Hai ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai Ke: "(Aye Insan!) Tu Apne Nafs Ki Tamannaye Puri Karne Me Mashgul Hai, Aur Nafs Tujhe Barbaad Karne Me"
- Nafs Tujhe Tabaah Kar Dega ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate hai, Jis Tarah Apne Dushman Ko Pehchan Ne Me Hoshiyar Rahte Ho Usi Tarah Apne Nafs Se Bhi Hoshiyar Reh, Warna Woh Tujhe Tabaah Kar Dega,..
- Khamoshi Gusse ka Behtareen Ilaj Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Khamoshi Ghusse Ka Behtareen Ilaj Hai". - Hazrate Usman-e-Ghani (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Kisi Per Ehsan Karo Tou Uss Ko Chupao Agar Tum Per Koi Ehsan Kare Tou Usey Jahir Karo." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Neki Karne Me Der Na Karo Aur Badla Leney Me…
- Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten Sunta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Daawat Qabool Karne Me Ameer-O-Gareeb Ka Farq Naa Karo Aur Door Hone Ki Wajeh Se Daawat Radd Na Karo. - Imaam Gazali (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Apni Zarooraten Kum Karoge Tou Rahat Haasil Hogi. - Imam Shafai (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten…
- Pehalwan Wo Nahi Jo Logo Ko Pachad De ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshaad Farmaya Ki - "Pahlwan Woh Nahi Jo Logo Ko Pachad Deta Hai, Balki Pehlwan Wo Hai Jo Gusse Ki Haalat Me Apne Nafs Ko Qaabu Me Rakhe..” - (Bukhari: 6114) For more Islamic messages kindly…
- Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye." - Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Quraan-e-Kareem Ka Sirf Muta'ala Hi Na Karo BalKe Uss Ko Samajhne Ki Koshis Bhi Karo." - (Allama Iqbal). ♥ Qaul-e-Mubarak: "Ghusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karna Aur Khushi…
- Behtarin Dost Woh Hai Jiska .... ♥ Behtarin Dost Woh Hai Jiska Dekhna Tumhe Allah Ki Yaad Dila De, Jiski Guftagu Ilm Me Ezafa Kare, Aur Jiska Har Amaal Aakhirat Ki Yaad Dilaye ♥ Qaul-e-Mubarak: Matlabi Dost Koyle Jaisa Hota Hai, Jab Koyla Garam Hota Hai Tou Hath Jala Deta Hai Aur Jab Thanda Hota Hai…
- Dosti Aise Logon Se Karo Jo - ♥ Qaul-e-Mubarak: Dosti Aise Logon Se KaroJo Nafs Se Jihaad Par Tumhaari Madad KareAur Gunaaho Se Bachaye,..- Abdul Qadir Jilani (Rehmatullah Alayh)
- Yakinan Woh Shakhs Kamiyab Ho Gaya Jisne .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abuzar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshaad Farmaya - "Yakinan Woh Shakhs Kamiyab Ho Gaya Jisne Apne Dil Ko Imaan Ke Liye Khalis Kar Liya Aur Apne Dil Ko Paak Kar Liya, Apni Zubaan Ko Sachcha Rakha, Apne Nafs Ko Mutmaeen Banaya…
- Bagair Ilm Ke Fatwe Dene Se Bacha Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jisko Bagair Ilm Fatwa Diya Gaya Ho Uska Gunaah Uss Fatwa Denewale Par Hai Aur Jisne Apne Bhai Ko Mashwara Diya Aur Yeh Jaanta Hai Ki Bhalai Uske Gair Me Hai Usne Khyanat Ki. - (Abu Dawood,/ Islami Akhlaq O Aadab, Page No.294) » Sabaq: Lihaja Bagair Ilm…
- Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain, Qaul Wa Amal Jab Ikhlas Se Khali Ho Jaye Tou Bagair Goodeh Ka Chilka Reh Jayega, Aur Jaante Hi Ho Ki Chilka Siway Jalane Ke Aur Kisi Bhi Kaam Me Nahi Aata!,.."…
- Jo Shakhs Tumhara Ghussa Bardasht Kar Le .... ♥ Qaul-e-Mubarak : @[156344474474186:] : Hazrat Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai. » Uss Waqt Tak Koi Faisla Na Karo Jab Tak Tumhare Khoon Ki Gardish Aur Dil Ke Dharkan Pur-Sakuun Na Ho Jaye. » Jisne Tujhe Tere Aib Bataye Agar Tujhe Aqal Ho Tou Beshak Usne Tujh Par Ehsaan Ki…
- Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai,Mooh Pe Taarif Karna Goya Jibah Karne Ke Barabar Hai.- Hazrate Umar Farooq (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Aib Dekh Kar Uss Ko Chhupana,Bade Ajr-O-Sawaab Ka Bais Hai Aur Allahwaalo Ki Aadat Hai.- Hazrat Sayyed Shah Abul Husain Ahmad Noori…
- Logo Par Reham Karne ke Fayde ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Ghusse Ko Pee Jaate Hai Aur Doosro'n Ke Kasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log Allah Ko Bohat Pasand Hain." - (Surah-Al-Imran 3:134) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usse Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai. - (Muslim Sharif) ♥…
- Gamzada Logo Ke Gham Suna Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Dil Na Dukhaao, Ho Sakta Hai Ke Woh Aansu Tumhari Sazaa Ban Jaye, Dukhiyon Ki Madad Karna Aur Unki Fariyad Sun'na Afzal Ibadat Hai. - Hazrate Khawaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Zindagi Ko Hamesha Khushiyon Ke Sath Guzarna Chahte Ho Tou Gamzada Logo…
- Apne Momin Bhaiyon Ke Liye Dua Kiya Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Apne Momin Bhaiyon Ke Liye Unki Gair Mojudgi Me Bhi Dua Kiya Karo, Iski Barkat Se Tumhare Rizq Me Izaafa Hoga. - Hazrate Imaam Baqar (RaziAllahu Anhu)
- Haq Ki Talash Me Koshish Karte Raho .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazarte Shaikh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai - "Shirk Sirf Boot Parsti Hi Nahi Hai Balki Nafsani Khwahishat Ki Pairwi Aur Duniya Ki Kisi Bhi Chiz Ke Sath Ishq Ki Kefiyat Se Munsalik Ho Jana Ye Sarahatn Shirk Hai, Allah Ke Siwa Har Chiz Gaire Allah…
- Badnigahi Deen Ka Safaya Ker Degi .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "(Aye Ibne Aadam !) Aisi Jagah Mat Baith Jahan Teri Tabiyat Ka Josh Bhadak Ker Khud Tere Hi Emaan Ke Ghar Ko Aag Laga De, Jab Teri Tabiyat, Khwaish, Nafs Aur Tere Ander Ka Shaitaan Yeh Sab Bhadak Uthenge…
- Apne Dil Ko Adawat Aur Nafrat Ke Jazbe Se Paak Rakho ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaikh Moinuddin Chishti (Rehmatullah Alahi) Ka Behtareen Qoul hai ke: “Apne Dil Ko Adawat Aur Nafrat Ke Jazbe Se Paak Rakho! Beshak Jab Log Kisi Khilaf-e-Shariat Baat Ko Dekhe Aur Usko Na Rokey Tou Anqarib Allah Unn Sab Par Apna Azabe-Aam Bhej Dega". ♥ Allahu Akbar! .. Allah…
- 3 Tarah ke Log Jin Par Farishte ne Lanat ki aur Nabi (ﷺ) ne… ✦ Mafhum-e-Hadees: Ramzan ki Ahmiyat aur Fazilat ✦ Ek Roz Aap (Salallaho Alahi Wasallam) jab Mimber pe chadhe tou pahle kadam pe Aameen kaha, fir dusre Qadam pe bhi Aameen kaha aur teesre Qadam pe bhi Aameen kaha. Jab Sahaba (RaziAllahu Anhuma) ne iski wajah puchi Tou fir Aap (Salallaho…
- Maan-Baap Ki Khidmat Se Mehroom Na Raho .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Riwayat Kiya Gaya Hai Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) 3 Martaba Farmate Hai Ki, "Uski Naak Khak Aaluda Ho!!" Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Arz Karte Hai, "Kiski Ya Rasool'Allah!! " Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai, "Uski Jisney Burhe Maan Baap Ya Unme Se Ek Ko Paya…
- Walidain Ki Laparwahi Aulad Ki Tarbiyat Me .... Ye Sabse Badi Wajah Hai Aaj Quraan Se Doori Ki – Ke Walidain Apni Aulad Ko Quraan Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Koi Dars Nahi Letey ,.. Hala Ke Allah Rabbul Izzat Ne Quraan Me Ye Hukm De Chuka Hai Ke – "Aye Imanwalo ! Apne Aap Ko…
- Irshade Nabvi : Apne Haatho Ki Kamayi Khaya Karo ♥ Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshade Mubarak Hai Ke : » Apne Haatho Ki Kamayee Khane Se Behtar Tumne Kabhi Koi Khana Nahi Khaya Hoga. - (Bukhari Shareef) » Allah Tabarak Wa Ta’ala Uss Banda-e-Momin Ko Azeez Rakhta Hai Jo Kisi Peshe Ke Zariye Apni Rozi Kamata Hai. -…
- Mout Ke Baad Waali Zindagi Ke Liye Amal Kare .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - *Aqalmand Aur Samajhdaar Woh Hai Jo Apne Nafs Ka Muhasba Kare, Aur Maut Ke Baad Waali Zindagi Ke Liye Amal Kare ,.. *Aur Ahmaq-O-Nadan Woh Hai Jisne Nafsani Khwahishat Ki Pairwi Ki Aur Allah Ke Rehmat Se Jannat Milne Ki…
- Lazzaton Ko Khatm Karne Waali Maut Ko Kasrat Se Yaad Kiya… ♥ Mafhoom-e-Hadees ﷺ :Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Lazzaton Ko Khatm Karne Waali Maut Ko Kasrat Se Yaad Kiya Karo." - (Sahih Bukhari) ♥ Mafhoom-e-Hadees ﷺ ♥ Abu Hurera (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ke, Huzoor-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Tum Me Koi Mout Ki…