♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ghar Tashreef Laaye Tou Roti Ka Tukda Giraa Hua Dekha Tou
*Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Usey Uthaa Kar Saaf Kiya Aur Khaa Liyaa
*Aur Farmaya – “Aye Ayesha (RaziAllahu Anha)! Izzatdaar Cheez Ki Izzat Karo, Jab Allah Kisi Qoum Ka Rizq Cheen Leta Hai Tou Waapas Nahi Karta”.
– (Ibne Majah, Jild No.2, Hadith no.1142)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Jab Allah Kisi Qoum Ka Rizq Cheen Leta Hai Tou ….
Related Posts:
- Jis Qoum Me Khayanat Ka Baazar Garm Hoga ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat He Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jis Qoum Me Khayanat Ka Baazar Garm Hoga Uss Qoum Me Allah Ta'ala Dushman Ka Khauf Aur Dahshat Faila Dega, Jis Mua'ashare Me Zinaa Ki Waba Aam Hogi Woh Fanah Ke Ghat…
- Rizq Ke Kum Milne Ki Shikayat Na Karo .... # Rizq (Income) Ke Kum Milne Ki Shikayat Na Karo. Beshak Uss Waqt Tak Kisi Shakhs Ko Mout Nahi Aati Jab Tak Ki Usse Uska Pura Rizq Na Mil Jaye. - (Al-Bayhaqi) • Sabaq: Yaani Jitna Allah Ne Humari Kismat Me Rizq Likh Diya Hai, Hume Marne Se Pahle Yakinan…
- Rizq Me Ijafe aur Barqat ke Usool Rizq Me Barkat Ka Wazifa, Rizq Ka Anmol Wazifa, Rizq Mein Barkat Ki Surat, Aamdani Mein Izafa Ki Dua, Kushada Rizq Ka Wazifa, Rizq Ke Liye Wazifa In Urdu, Rizq Mein Barkat Ka Wazifa In Hindi, Business Mein Barkat Ki Dua, Quran Rizq Ki Dua, Rizq Me Ijafe aur Barqat…
- Dua ke Qabuliyat ke liye Rizq-e-Halaal Khaya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Agar Tum Chahte Ho Ke Tumhari Her Dua Qabool Ho, Tou Tum Rizq-e-Halaal Khaya Karo.." - (Ziyaul-Quran Jild#1, Page#120)
- Zinaa Aur Sood Ki Kasrat Par Azaab-e-Ilahi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Jab Kisi Qoum Me Zinaa (Badkari) Aur Sood Fail Jata Hai Toh Allah Uss Basti Walo Ko Halaq Karne Ki Ijazat De Deta Hai.." - (Sahih Bukhari, Safa-242)
- Salaam Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshaad Farmaya - "Salaam Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam Hai Jisko Allah Ne Zameen Par Utaara Hai. Lihaza Usko Aapas Me Khub Failao Qunki Musalman Jab Kisi Qoum Par Guzarta Hai Aur…
- Allah Sota Nahi Hai Aur ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Hum Me Khade Hokar 5 Baatein Irshaad Farmayee, »(1). Allah Sota Nahi Hai Sur Sona(Sleeping) Uski Shaan Nahi Hai, »(2). Allah Tarazu Ko Jhukate Hain Aur Upar Uthatey Hain (Yani Kisi Ka Rizq Ziyada Kisi…
- Pait Ke Bal Mat Leta Karo, Allah Ta'ala Isko Pasand Nahi… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) Ne Farmaya: "Pait (Stomach) Ke Bal Mat Leta Karo, Allah Ta'ala Isko Pasand Nahi Farmata" - (Tirmizi Sharif) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अल्लाह के रसूल (ﷺ) ने फ़रमाया: "पेट (Stomach) के बल मत लेटा करो, अल्लाह तआला इसको पसंद नहीं फरमाता" - (तिरमिज़ी शरीफ) For more Islamic messages…
- Allah Ke Alawa Kisi aur Ki Qasam Na Khaao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – "Jisne Allah Ke Alawa Kisi Ki Qasam Khai Usney Kufr Kiya Ya Shirk Kiya..." - [Ahmad Hadees (2/34), Sahi Tirmizi Hadees (2/99)] Ek Aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – ♥ Mafhoom-e-Hadees: Apne Maa-Baap Aur Butho Ki Qasam…
- Allah par Mukammal Tawakkul ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ki - "Agar Tum Allah Ta'ala Per Aisa Tawakkul Karo Jaisa Karne Ka Haq Hai, Tou Woh Tumhe Iss Tarah Rizq Ata Farmaega, Jis Tarah Parindon Ko Ata Farmata Hai Ke Woh Subah Khali Pait Jate Hain Aur Shaam Ko Pait Bhar…
- Hadith: Jo Shakhs koi cheez cheen kar le Woh hum(Imanwalo)… Hadith: 28-October: Farmane Rasool'Allah (Salallahu Alaihi Wasallam) hai ke: ❝ Jo Shakhs koi cheez cheen kar le woh hum(Imanwalo) me se nahi. -Ibn Majah 3927
- Behayaa Par Jannat Haraam Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Zyada Shakhen Hai, Hayaa Aur Sharm Bhi Emaan Ki Ek Shakh Ha,..i" - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey hai: "Uss Shakhs…
- Fazilate Taqwa Aur Tawakkul .... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! ♥ Al-Quraan: Jo Shakhs Allah Aur Roze Qayamat Par Imaan Rakhta Ho Aur Taqwa Ikhtiyar Kar Ley Tou Allah Uskey Liye Nijaat Ke Rastey Nikal Deta Hai. Aur Waha Se Rozi Ata Karta Hai Jaha Se Usney Gumaan Bhi Naa Kiya Ho. - [Surah(65) At-Talaq: Ayat:2-3] Iss…
- Momin Apne Acchey Akhlaq Ki Wajah Se Bada Martaba Pa Leta… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Farmaya: “Momin Apne Acchey Akhlaq Ki Wajah Se Unn Logon Jaisa Martaba Paa Leta Hai Jo Raaton Ko Ibadat Karte Hai Aur Din Ko Roze Rakhte Hai.” - (Sahih Mustadrak Haakim, 198) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अल्लाह के रसूल (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया: “मोमिन…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Hadees: Jo Qoum Nahaq faisla karti hai usme Qatl wa… Hadith: 13-April: Abdullah Ibne Abbas (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jo Qoum Nahaq faisla karti hai usme Qatl wa Khoonrezi aam ho jati hai. 📕 Mu'atta Malik 1670
- Hamesha Sach Bolo Aur Jhoot Se Bachte Raho ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Bin Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Tum Sachhayi Ko Laazim Pakdo Aur Hamesha Sach Bolo, Kyun Ki Sach Bolna Neki Ke Raaste Par Daal Deta Hai Aur Neki Jannat Tak Pahuncha Deti Hai. Aur Jab Aadmi Hamesha…
- Koi Kisi Par Fakr Na Kare Aur Naa hi Zulm Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Eyaaz Ibne Himaar Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke, Allah Ta’ala Ne Mujhe Wahi Farmayi Ki Inkisar Karo Hatta Ki Koi Kisi Par Fakr Na Kare Aur Koi Kisi Par Zulm Na Kare. - (Mishkatul Masaabih. Al Hadees: 4898, Jild 2 Safa 202)…
- Jo Koi Qasam Kha Kar Kisi Musalman Ka Haq Maarey ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Jo Koi Qasam Kha Kar Kisi Musalman Ka Haq Maare Tou Allah Ta'ala Uspe Jahannum Ko Wajib aur Jannat Ko Haraam Kar Deta Hai..." - (Muslim Shareef)
- Sacchai Amanat Hai Aur Jhoot Khyanat .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "(Aye Emaanwalo!) Yaad Rakho Ke Sacchai Amanat Hai Aur Jhoot Khyanat. Jo Qoum Allah Ki Raah Me Jihaad Karna Chorh Deti Hai Aur Jis Qoum Me Be-Hayaee Phail Jati Hai Uss Par Allah Ka Azaab Nazill Hota Hai". - Hazrate Abu Bakar Siddhiq (RaziAllahu Anhu)
- Agar Allah apne Bando ki Nafarmaniyo par unhe Pakad Leta ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ “Aur agar Allah apne Bando ki Nafarmaniyo par unhe Pakad Leta to Zameen par kisi ek Jaandar ko baaki na rakhta, magar Allah tou ek Muqarrar wakt tak un sabko mohlat deta hai fir unka wah Wakt aa pahuchega tou Na ek Ghadi pichey hat sakte hai…
- Jab Allah Kisi Musalmaan ko Beemari Me Mubtilah Karta hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Yahiya Ibn Say'eed (RaziAllahu Anhu) Se Rewayat Hai Ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Daur Me Ek Shakhs Ki Maut Par Dusra Ek Shakhs Ne Kaha, Woh Bara Naseebwala Tha, Kisi Beemari Ya Taqleef Ke Bagair Hi Mar Gaya, Ye Baat Sunkar RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya:…
- Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par Aur Jiski Taraf Bad-Nigahi Ki Jaye,. - (Bayhaqi Sharif, Mishkat Sharif, Jild : 2, Safa : 77) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Kisi Aurat Ki Khubiya Dekh Kar Nigaah Jhuka De Allah Ta'ala Usko Aesi Ibadat…
- Haakimo (Rulers) Ke Faraiz .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Maqil (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Koi Shakhs Musalmano Ka Haakim Banaya Gaya Aur Usne Unke Muaamle Me Khayanat Ki Aur Usi Haalat Me Mar Gaya Tou Allah Ta'ala Uss Par Jannat Ko Haraam Kar Deta Hai". Ek Aur…
- Kisi ki Kamzoriyon Ki Talash Me Na Raho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey hai Ke: Aye Logon! Tum Kisi Ki Kamzoriyon Ki Talaash Me Na Raha Karo..” – (Bukhari Sharif)