♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Zar (Razi’Allhu Anhu) Se Riwayat Hai Ke,
Aaqa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhse Farmaya –
“Aye Abu Zar! Tum Subha Ke Waqt Kitaab Allah Ki Ek Ayat Sikhlo
Tou Ye Tumhare Liye So (100) Nawafil Parhne Se Afzal Hai
– Aur Aagar Tum Subha Ke Waqt Ilm Ka Ek Baab(Chapter) Sikhlo
Chahe Uss Par Amal Kiya Gaya Ya (Abhi) Amal Na Kiya Jaye
(Yaani Sirf Amal Ka Irada Bhi Kiya Jaye)
Ye Tumhare Liye Hazaar Rakat (Nawafil) Parhne Se Afzal Hai”.
– (Sunan Ibne Majah Jild 1, Safha 132, Hadis 219)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Hazaar Nawafil Rakat Parhne Se Afzal ….
Related Posts:
- Jisne Farz Namazo ke alawa Din Raat me 12 rakat ada ki tou… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummul Momineen Umm Habiba (RaziAllahu Anha) se Rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Jisne Raat Din me 12 Rakat (Sunnat) Namaz ada ki uske liye Jannat me ek Ghar banaya jayega, Umme Habiba (RaziAllahu Anha) ne kaha ki jab se maine ye Hadees RasoolAllah (Sallallahu…
- Sunnat aur Nawafil Namazein Ghar me Padhne ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zaid ibn Thabit(R.A) se Riwayat hai ke, RasoolAllah(ﷺ) ne Farmaya - "Farz Namaz ke Alawa (Sunnat aur Nawafil namazein) Ghar mein padhna meri is masjid (Masjid-e-Nabwi) me Namaz padhne se bhi afzal hai" - (Sunan Abi Dawud 1044-Sahih) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: जैद इब्ने थाबित (र.अ.) से रिवायत है के,…
- Qayamat Ke Roz Sabse Pehla Sawaal ♥ Mafhoom-e-Hadees: Tameem Dari (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki - Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Bandey Se Qayamat Ke Roz Sabse Pahle Namaz Ka Hisaab Hoga !! *Agar Uski Namazein Puri Hongi Tou Uske Nawafil Alag Se Likh Diye Jayenge *Aur Agar Usne Namazein Puri Nahi Ki…
- Sabse Afzal Sadqa ♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzoor-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Sabse Afzal (Behtar) Sadqa Ye Hai Ke, Aadmi Apne Uss Rishtedar Par Sadqa Kare Jo Uss Se Dushmani Rakhta Hai.." - (Tabrani Kabir: 3923)
- Fara'iz Ki Pabandi Sab Se Afzal Jihaad Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Gunaho Ko Chhorr Do, Kyu Ke Yeh Sab Se Afzal Hijrat Hai, Aur Fara'iz Ki Pabandi Kiya Karo, Kyu Ke Yeh Sab Se Afzal Jihaad Hai Aur Zikr Allah Ki Kasrat Kiya Karo, Kyu Ke Tum Allah Ta'ala Ke Paas Kasrat-e-Zikr…
- 5 Waqt ki Namaz me kitni Rakat hoti hai by Adv Faiz Syed Janiye 5 wakt ki Namaz me kitni Rakat hoti , Fazr Zuhr Asr Maghrib aur Isha me kitni rakat hoti hai by Aalim Adv. Faiz Ali Sayed People also search as 5 time Namaz Chart in Hindi, Namaz Rakat Sunni Bayan, Urdu me Namaz ki timing, Namaz ka azab, Namaz…
- Do Waqt Namaz Parhne Se Manaa Farmaya ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sa'id Al-Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Fajar Ki Namaz Ke Baad Suraj Nikalne Tak Koi Namaz Na Parhi Jaye Aur Asar Ki Namaz Ke Baad Suraj Dubne Tak Koi Namaz Na Parhi Jaye.." - (Sahih Bukhari, Vol 1,…
- Musaafir Se Aadhi Namaz Muaf Farma Di ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (ﷺ) Ne Farmaya Ki - "Allah Ta’ala Ne (Sarai) Musaafir Se Aadhi Namaz Muaf Farma Di aur Musafir, Doodh Pilane Waali aur Pait Me Baccha Waali (Pregnant) Aurat Se Roza Muaf Kar Diya Gaya." - (Abu Dawud 2402.) # Sabaq: Yaani…
- Allah ki Makhlook ko rahat Pohuchana sabse Afzal Sadqa ♥ Mafhoom-e-Hadees: Sa'ad Bin Ubadah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai, Maine Aap (Sallallahu Alayhi Wa Sallam) se poochha "Kaunsa Sadqa Afzal hai.." Aap (Sallallahu Alayhi Wa Sallam) ne farmaya "Paani Pilana" - [Sunan Ibn e Maja, Jild : 3, Kitabul-Aadab; Bab No.8; Hadith No.3684, Page No.265] # Wajahat: Jahan par logo ko Pani ki Haajat…
- Poshida Amal Afzal Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Zahiri Amal Ke Muqabley Me Poshida Amal Afzal Hai" - (Shuabul Imaan, Part-5) # Wajahat: Poshida Amaal Se Muraad Hai Chupkar Ya Logon Se Chupakar Neki Karna, Jaise Kisi Ko Koi Cheez Sadqa Karna Iss Niyat Se, Ke Koi Dekhe…
- 3 Rakat WITR Padhne ka Tariqa by Adv. Faiz Syed 3 Rakat WITR Padhne ka Tariqa, 3 रकात वित्र पढ़ने का तरीका, Way of Praying 3 Rakat Witr by Adv. Faiz Syed Related post: नमाज का आसान तरीका हिंदी में Witr ki Namaz mein padhne ki Dua e Qunoot Namaze Nabawi in Hindi Pdf free Download Namaz ki Surah aur unka…
- Rashk Kin Insano Par Hona Chahiye ? .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - Rashk Do Hi Insano Par Hona Chahiye - ∗ (1). Jise Allah Ne Quraan Ka Ilm Diya Aur Wo Iss Ke Sath Raat Ki Gehrayion Me Khada Ho Kar Namaz Parhta Raha. ∗ (2). Jise Allah Ne Maal Diya Aur Wo…
- Iman aur Sawaab Ke Liye Ramzaan Ke Roze ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Emaan Ki Wajah Se Aur Sawaab Ke Liye Ramzan Ka Roza Rakhega Uske Gunaah Bakhsh Diye Jaayenge *Aur Jo Emaan Aur Sawaab Ki Niyat se Ramzan Ki Raaton Ke Qayaam Karega (Nawafil…
- Allah Ki Neymat Ka Tark Karna Kufr Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, "Jab Koi Banda Allah Ta'ala Ke Diye Huve Neymat Par Alahmdulillah Kehta Hai Tou Allah Ta'ala Uss Se Afzal Neymat Ata Farmata Hai". - (Ibne Maaja Hadith no.3805) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, "Jab Tumney…
- Kisi Ka Saaman Bina Ijazat Ke Naa Lo ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Tum Me Se Koi Shakhs Apne Bhai Ke Samaan Ko (Bagair Ijazat) Na Mazaq Me Le Aur Na Hakiqat Me Le”. - (Abu Dawood) » Wajahat: Lihaza Apne Bhai Ya Kisi Ki Bhi Cheez(Saj-o-Saman) Ijazat Ke Bagair Lene Se Manaa Farmaya.…
- Musalman Ke Dil Me Khushi Dakhil Karna .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Allah Ke Nazdeek Faraiz Ki Adaigi Ke Baad, Sabse Afzal Amal Musalman Ke Dil Me Khushi Dakhil Karna.." - (Tabranii Sharif)
- Shab-e-Qadr Hazaar Mahino se Behtar hai ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ 1. Innaa Anzalnaahu Fiy Laylatil Qadr 2. Wa Maa Adraaka Maa Laylatul Qadr 3. Laylatul Qadri Khayrum Min Alfi Shahr 4. Tanazzalul Malaaikatu War Ruuhu fiyhaa BiIzni Rabbihim Min Kulli Amrin 5. Salaamun Hiya Hattaa Matla’il Fajr. 📕 Al-Quran; Surah Al Qadr 97 Tarjuma: "Aur Aapko kya…
- Sabse Afzal Din Zill Hijjah ke 10 Din Hadees of the day Sabse Afzal Din Zill Hijjah ke 10 Din Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Dunia ke dino me Sabse Afzal din Zil Hijjah ke Dus din hai." 📕 Sahih Al Jami 1133
- Farishte Uss Namazi Ke Liye Maghfirat Ki Dua Karte Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurirah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Farishte Tum Me Se Uss Namazi Ke Liye Uss Waqt Tak Yu Hi Dua Karte Rahte Hain Jab Tak (Namaz Parhne Ke Baad) Wo Apne Musalley Par Baitha Rahe Aur Hadas (Hawa Kharij)…
- Afzal Zikr 'La ilaha illAllah' aur Afzal Dua 'Alhamdulillah' ✦ Hadith Roman Urdu: Jabir bin Abdullah (R.A) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Afzal Zikr La ilaha illAllah hai aur afzal dua hai Alhamdulillah." (Sunan ibn Majah, Jild 1, 681-Hasan) ✦ हदिस हिंदी : जाबिर बिन अब्दुलाह (र.अ.) से रिवायत है की, रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया: "अफज़ल…
- Gusl Ki Zaroorat Ho Aur Paani Na Ho Tou ♥ Mafhoom-e-Hadees: Imran Bin Husain Al-Khuzai (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Ek Aadmi Ko Dekha Ki Alag Khada Hua Hai Aur Logon Ke Saath Namaz Me Sharik Nahi Ho Raha ,.. Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki: "Aye Falah! Tumhe Logon Ke…
- Jo Logon se Milta Julta aur Unki Bato par Sabr Karta Ho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Logon Se Milta Julta Rehta Hai Aur Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta Hai, Wo Afzal Hai Uss Shakhs Se Jo Logon Se Rabta aur Khalt Nahi Rakhta Aur Na Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta…
- Sabse afzal Sadqa woh hai jo aise rishtedaar par kiya jaaye Hadees of the Day Sabse Afzal Sadqa woh hai jo aise Rishtedaar par kiya jaaye Umme Kulsoom (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ‟Sabse Afzal Sadqa woh hai jo aise rishtedaar par kiya jaaye jis ne dil me dushmani chupa rakhi ho. 📕 Shoaib Ul Iman 3427
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Har Shakhs Se Assalaam-O-Alaykum Kare .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Bin-Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Ek Shakhs Ne Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Poocha ke: "Kaun Sa Islam Behtar Hai ?" Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Yeh Ke Tu Bhukhe Aur Mehmaan Ko Khana Khilaye Aur Har Shakhs Se Assalaam-O-Alaykum(Salaam) Karey Chahe Tu Uss…