Aurto Jaisi Shakl wa Surat ikhteyar… Aurton jaisi Chaal-Dhaal apnane waale Mardo par Lanat Hadees: Ibn Abbas (R.A) se riwayat hai ki,Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: “Aurton jaisi Chaal-Dhaal apnane waale Mardo aur Mardo jaisi chaal-dhaal apnane waali Aurton par Allah ne laanat bheji hai.” Ek aur…
Islamic Quiz 203 : Wo Kounsa Gunaah tha… Wo Kounsa Gunaah tha Jiski wajah se Allah Rabbul Izzat ne Looth (A.S) ki Qoum ko Halaaq kiya? | Options Are: A. Zina, B. Sood Khori, C. Lawatat (Homo-S*xuality)
Narmi Ikhteyar karo, Sakhti aur badzubani… Narmi Ikhteyar karo, Sakhti aur badzubani se bacho Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Narmi Ikhteyar karo, Sakhti aur badzubani se apne aap ko bachao." 📕 Bukhari; Hadees: 6401
Hadith: Jisne kisi ko bhalayi ka rasta… Hadith: 8-April: Abu Masood Ansari (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jisne kisi ko bhalayi ka rasta dikhaya to us shakhs ko bhi amal karne wale ki tarah sawab milega. -Abu Dawood 5129
Hadees: Allah ke Nazdeek Izzat wala banda Allah ke Nazdeek Izzat wala banda Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Hazrat Musaa (Alaihi Salam) ne Allah Taala se daryaft kiya ke Aap ke nazdik sabse jyada Izzat wala banda koun hai?"…
Islamic Quiz 266 : Wo kaunse Nabi hain… Wo kaunse Nabi hain jinko Allah subhanahu ne budhape mein beta ata farmaya jabki unki biwi baanjh thi ? | Option Are: A. Haroon (Alaihis Salam), B. Zakariya (Alaihis Salam), C. Yahya (Alaihis Salam), D. Nooh (Alaihis Salam)
Al-Quran: Beshaq Allah Taala Itraane wale… Allah Taala Quran me farmata hai: "Beshaq Allah Taala Itraane wale aur badhayi marne wale ko pasand nahi karta. 📕 Surah Nisa, 4:36
Allah Taala Gaali galoch Karnewalo ko… Gaali Galoch karna kaisa? Hadees: Jabir bin Abdullah (R.A) se riwayat hai ke,RasoolAllah (ﷺ) ne Irshad farmaya: “Allah Ta’ala Gaali galoch Karnewalo ko Pasand nahi karta.” 📕 Al Adab al Mufrad, Hadees 310