Home / Eid-Ul-Fitr~Ramzan
Hadees of the Day
Shawwal ke 6 Rozo Ki Fazilat
Abu-Ayyub-Ansari (R.A) se riwayat hai ke,
Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya :
“Jo Roze Rakhe Ramzan ke aur iske sath lagaye 6 Roze Shawwal ke tou isko humesha ke Rozon ka Sawaab milega.”
📕 Sahih-Muslim, Hadees#2758
📕 Sunan-Ibn-Majah, Hadees#1716
Ek aur Riwayat me aata hai ke –
Rasol’Allah (ﷺ) ke Aazad karda Ghulaam Hazrate Sobaan (R.A) se riwayat hai ke,
Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya –
“Jo Eid-Ul-Fitr ke Baad 6 Din ka Roza rakhe isko purey Saal ke Rozon ka Sawaab milega, Jo ek neki laye isko iska 10 Gunaa ajar milega.”
📕 Sunan-Ibn-Majah; Hadees no.1715
Eid ul Fitr Mubarak ” TaqabalAllahu Minna wa Minkum “ “May Allah accept it from …
Read More
रमज़ान के पूरे महीने में भूक और प्यास को बर्दाश्त करने के बाद ईद की …
Read More
♥ Asssalamo Alaikum Wa Rehmatullahi Wa Barkatuhu !! ummat-e-nabi.com/home Team Ki Janib Se Aap sabhi …
Read More
♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Jab Hijrat Farma Kar Madina Tashreef Laye Tou Dekha …
Read More
♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibn Umar (RaziAllahu Anhu) Bayaan Karte Hain Ke, Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) Eidgaah …
Read More
» Eid Ka Roza: Eidain (Eid-Ul-Fitr Aur Eid-Ul-Azha) Ka Roza Rakhna Manaa Hai, Isliye Ke …
Read More