Hadees: Quran ki tilawat karo, yeh Qayamat ke din… Hadith: 19 -July: Abu Umama (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Quran ki tilawat kiya karo, is liye ke yeh Qayamat ke din tilawat karne waalo ke haq me Sifarish karega.❞ 📕 Sahih Muslim 804
Ummido aur Mout ke Darmiyan Zindagi hai Ummido aur Mout ke Darmiyan Zindagi hai Nabi-e-Kareem ﷺ ne chand Khatoot (Laqeere) khichi aur farmaya ki Ye Ummid hai aur ye Mout hai, Insan usi Halat ( Ummidon tak pahunchne ) me Rehta hai ki Qareeb wala Khat (Mout) us tak pahunch jata hai. 📕 Sahih Bukhari: jild 8, kitab Ar riqaq 81, hadith no. 6418 Wazahat: Insanon mein Duniya wa Aakhirat dono ke chahane wale hain, momin ko chahiye Aakhirat ka chahane wala bane, Duniya ka chahne wala…
Meri Ummat me Aise Burey log Paida ho jayenge jo Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Meri Ummat me Aise Burey log Paida ho jayenge jo Zinakari, Resham ka Pahenna, Sharab Pina aur Gaane bajane ko halal bana lenge..." - Sahih Bukhari: Hadees 5590 Related Post Sharab se bacho kyunki wo har burayi ki chabi hai Imaan aur Sharab Kabhi Bhi Ek Jagah Nahi Reh Sakte इस्लाम में शराब पीने की क्यों मनाही है – Why Alcohol prohibited in Islam ? Sona (Gold) Aur Resham Mardo Par Haraam Jab bohot jyada Zina hone lagega tou
Ramadan Day 6 : Rozedar ke liye Roza aur Quraan… 06th Ramzan ۞ Hadees: Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi wasallam) ne farmaya:❝ Qayamat ke din Roza aur Qur’an sifarish karenge uspe amal karnewale ke haq me. ❞📚 Musnad Aḥmad 6589
Kya Shariyat ne Hume Firqo me Batney ka Hukm diya ? Kya Shariyat ne Hume Firqo me Batney ka Hukm diya ? ۞ Hadees: Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya ke -"Meri Ummat 73 Firqon me Bategi, Sab Jahannumi Honge, Sirf 1 Firqa Jannati Hoga Jo Mere aur Mere Sahaba ke Aqeede par hoga.” 📕 Tirmizi Sharif, Jild:2 Safa:255 Aksar Humare Nadaan Musalman Iss Hadeese Mubarak ke Talluk se Galatfehmi me Pad jatey hai aur Jiska Fayda kayi Mafadparast Log Uthatey rehte hai aurur Naa Jaane Shariyat par Kya-Kya Tohmat Lagatey rehte hai…
Jo Shakhs Allah ke Zikr se airaz karega ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Quran me farmata hai – "Jo Shakhs Apney Rab ke Zikr se Airaaz Karega Allah Usey Shadeed Tareen Azaab me Mubtela Karega.” 📕 Surah Jinn: Ayat 17 Ek aur Aayat me Allah Rabbul Izzat ne farmaya –"Jab mera Banda Mere Ziqr se Airaaj karta hai tou hum Uske Upar Ek Shaitan Musallat karte hai aur Wo Uska Humesha ka Saathi Marne tak ban Jata hai, aur Wo Usko Humare (Yaani Allah) ke Rastey se…
Jo Shakhs logon ke liye Aasani aur Sahulat paida karta hai Hadees of the Day Jo Shakhs logon ke liye Aasani aur Sahulat paida karta hai TRANSLITERATION ★ Abdullah bin Masud (R.A.) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne faramya, ‟ Kya main tumko aise logon ke mutalliq na batauu jin par Dozakh ki aag haram hain aur wo aag par haram hain, har wo Shakhs jo apne qareeb ke logon ke liye aasani aur sahulat paida karta hai (un sab par dozakh ki aag haram hai)." HINDI ‟ क्या मैं…
Marne ke Baad Roz-e-Qayamat ke Halaat Mout ke Baad ke Haalat : Insaan ko Pesh Aane Wale Marahel Ki Takleef aur Mushkilaat ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Marne ke baad insaan ko pesh aane wale marahel jinme Barzakh, Soor, Nushoor, Hashar, Hisab, Mizan aur Pul Seerat wagaira shamil hai, kis qadar takleefdeh aur mushkil honge uss ka andaza inn aayato aur hadees-e-mubarak se lagaya ja sakta hai. Irshade Bari Ta'ala hai ke - "Qayamat ka din bachon ko budha kardega." (Surah Muzammil 73:17) "Logon ke kalije mooh ko…
Allah ke Siwa koi ek Makkhi bhi Paida Nahi kar Sakta Allah ke Siwa koi ek Makkhi bhi Paida Nahi kar Sakta Allah Taala farmata hai: "Allah ke Alawa jin jin ko tum pukarte ho, Woh Hargiz ek Makkhi bhi paida nahi kar sakte, agarche wo sab is kaam ke liye ikhatte hi ho jaye." 📕 Quran 22:73
Koun se Amal Hume Jannat Le Jayenge? Jannat me le jaane wale Amaal Hadees: Abu Ayyub Ansari (R.A) ne bayaan kiya ki,Ya RasoolAllah (ﷺ) ! Koi Aisa Amal Bataiye jo Mujhe Jannat me le Jaaye ? Aap (ﷺ) ne Unn se farmaya - "Allah Ki Hee Ibadat Karo! aur Uss ke Sath Kisi aur ko Shareek Na karo, Namaz Qayam karo, Zakaat detey raho, aur Sila Rehmi karte raho" Bas Yahi Amaal Tujhe Jannat me le Jayenge.." 📕 Sahih al-Bukhari, Hadees 5983
Ramadan ke Baad in 5 Chizou ko Kabhi Na Chorey Ramadan ke Baad kya kare ? Ramadan ke Baad in 5 Chizou ko Kabhi na Chorey Namaz 5 Waqt ki Namaz Allah Ta'ala ne Musalmano par Hamesha ke Liye Farz ki hai, Sirf Ramadan me nahi Lehaza Jo Ramadan me Humne 5 Waqt ki Namaz Padhi Usko Jaari Rakhe Uske Saath Nawafil ka bhi Ahtemaam kare. Nabi-e-Kareem ﷺ farmatey hai: "Beshak Aadmi aur Shirk wa Kufr ke Darmiyan Fark karne waali cheez Namaz hai." 📚 Sahih Muslim : Hadees No.246(82)…
Hadees: Jisne Ramzan ke Roze rakhe aur is ke baad… Hadith: 6-June: ✦ Roman Urdu: Abu Ayyub (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jisne Ramzan ke Roze rakhe aur is ke baad Shawaal ke 6 Roze rakhe tou goya is ne poore saal ke roze rakhe." ✦ हिंदी हदिस: अबू अयूब (र.अ) से रिवायत है के, अल्लाह के रसूल (ﷺ) ने फ़रमाया: " जिसने रमज़ान के रोज़े रखे और इस के बाद शवाल के 6 रोज़े रखे तो गोया इस ने पूरे साल…
Aur Beshaq humne aapki Taraf Roshan Daleel bheji ... Aur Beshaq humne aapki Taraf Roshan Daleel bheji Allah Taala Quran-e-Kareem me farmata hai: "Aur Beshaq humne aapki taraf Roshan Daleel bheji hain, Jinka Inkar siway badkaaro ke koi nahi karta." 📕 Al-Quran; Surah Baqrah 2:99