♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Kya Logon Ne Ye Samaj Liya Hai Ki Sirf Itna Keh Dene Se Ki Hum Emaan Laye Hai Tou Chorr Diye Jayenge Aur Unka Imtihaan Na Liya Jayega. Aur Hum(Allah)Ne Tou Unn Logon Ka Bhi Imtihaan Liya Jo Unn Logon Se Pehle Gujar Gaye, Garaj Allah Unn Logon Ko Jo Sacche (Dil Se Emaan Laye) Hai Yakinan Alhayda Dekhega Aur Jhooto Ko Bhi Alhayda Zaroor Dekhega”.
– (Surah (29) Al-Ankabut, Ayat 2-3)
Home / Quran ki Nasihat / Beshaq Allah Ta’ala Har Ek Ka Imtihaan Lega ….
Related Posts:
- Beshaq Ye Quraan Ek Naseehat Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Beshaq Ye (Quraan) Ek Naseehat Hai Phir Jo Shakhs Chahey Apne Rab Ki Taraf Aaney Ka Rasta Ikhtiyar Kar Ley. - [Surah(73) Al Muzzammil Ayat:19]
- Beshaq Nek Log Neymato Me Honge .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Yaqeenan Tumhaare Saron Par Nighahbaan Muqarar Hai Jo Baa-Izzat Likhne Waale Hai. Wo Tumhare Aamaal Ko Khoob Jaante Hai. Beshaq Nek Log Neymato Me Hongey Aur Baddkaar Afraad Jahannum Me Hongey". - [Surah(82) Infitaar: Ayaat:10-14]
- Wasiyat Ka Huqm Quraan-e-Kareem Ki Roushni Me ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Tum Par Farz Kiya Jata Hai Ki Jab Tum Me Se Kisi Ke Maut Ka Waqt Aa Jaye Tou Agar Wo Kuch Maal Chorh Janey Wala Ho Tou Maa Baap Aur Rishtedaron Ke Liye Dastur Ke Mutabiq Wasiyat Kar Jaye Ye Laazim Hai Parhezgaron Par.…
- Deen Tou Sirf Islam Hee Hai ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Beshaq Allah Ke Nazdeek Deen Tou Sirf Islam Hee Hai, *Aur Ahl-e-Kitab Ne Apne Paas Ilm Aa Jaane Ke Baad Aapas Ki Sarkashi Aur Hasad Ki Bina Par Hee Ikhtilaaf Kiya Hai Aur Allah Ki Aayaton Ke Saath Jo Bhi Kufr Kare Allah Uss Ka…
- Allah Ta'ala Sabr Karne Walon Ke Sath Hai .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaanwalo! Quwwat Hasil Karo Sabr aur Namaz Se Beshaq Allah Ta'ala Sabr Karne Walon Ke Sath Hai". - (Sureh - Baqarah: Ayat-153 )
- Allah Ta'ala Ek Zarraa Barabar Zulm Nahi Karta .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Beshaq Allah Ta'ala Ek Zarraa Barabar Zulm Nahi Karta Aur Agar Neki Ho Tou Usey Doogni Kar Deta Hai Aur Khaas Apne Paas Se Bohot Badaa Sawaab Deta Hai". - [Surah(4): Al-Nisa: Ayat-40)
- Zakaat Ka Bayan Quraan Aur Hadees Ki Roushni Me !! ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qayamat Ke Din Tum Me Se Kisi Ka Khajana Chitqabra Azdaha (A Kind Of Python) Ban Kar Aayega, - Uska Malik Uss Sey Bhagega Lekin Wo Usey Talash Kar Raha Hoga - Aur…
- Beshaq Allah Taubah Qubool Farmata Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshade Mubarak Hai Ke - "Beshaq Banda Gunaahon Ka Iqraar Karey Phir Taubah Kar Ley Tou Allah Uski Taubah Qubool Farmata Hai.." - (Muslim Sharif)
- Jab Zameen Gawahi Degi - Qayamat ki holnakiyan ✦ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ✦ ❝Jab Zameen puri tarh jhinjhor di jayegi aur zameen apne bojh bahar nikal phekegi, Insan kahne lagega ke isey kya ho gaya ? Us din Zameen apni sab khabre bayan kar degi, Isliye ke tere Rab ne hukm diya hoga, Uss roz log mukhtalif jamate ho kar…
- Beshaq Allah Har ek ki Dua Qabool Karne Wala hai ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝ Beshaq Mera Rab Qareeb hai, (Har ek ki Dua) Qabool Karne wala hai. ❞ [ Al-Quran; Surah Hood 61 ]
- Hadees: Jo Shakhs Jhoothi Qasam kha kar kisi ka maal le lega Hadith: 06-July: Ash'as bin Qais (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝ Jo Shakhs Jhoothi Qasam kha kar kisi ka maal le lega, wo Allah ke samne kodhi (leprosy) ho kar pesh hoga. 📕 Abu Dawood 3244
- Badaa Sawaab Badi Balaaon Ke Saath .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Badaa Sawaab Badi Balaaon (Badi Musibat Ya Aazmayish) Ke Saath Hai". - (Sunan Ibne Majaa Jild:4 Safa:374 Hadees:4031 Bairut) » Jo Shakhs Apne Maula(Rab) Ki Muhabbat Ka Dam Bharta Hai, Tou Allah Ta'ala Balaaon Se Uss Ka Imtihaan Farmata Hai.…
- Allah ke Khaas Bando ki pehchaan ye hai ke wo Zameen par… Allah Rabbul Izzat Quraan-e-Kareem me Apne Khaas bando ki pehchaan ke bare me farmata hai !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Aur Allah ke khaas bandey tou woh hai jo Zameen par Aahistagi se chalte hai aur Jab Jahil unsey (Jahalat) ki baat kare tou kahte hai ke Salaam (tum salamat raho), (63)…
- Musalman Mardo Ko Hukm Nigahe Nichi Rakhe .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "(Aye Nabi Sallallahu Alaihay Wasallam!) Musalman Mardo Ko Hukm Do Ke Apni Nigahe Kuch Nichi Rakhe, Aur Apni Sharmgaah Ki Hifazat Karey. Ye Unke Liye Bahut Suthra Hai. Beshaq Allah Hi Ko Unke Kaamo Ki Khabar Hai." - [Surah (24) Noor: Aayat-30]
- Beshaq Faisle Ka Din Ek Moyyina Waqt Hai ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! *Beshaq Faisle Ka Din Ek Moyyina Waqt Hai, Jis Din Soor Phooka Jayega Tou Tum Giroh Dar Giroh Aaoge, Aur Aasmaan Khul Jaayega Tou Darwaaze Hi Darwaaze Honge, *Aur Pahaad Hataaye Jaayenge Tou Woh Reti Ki Tarah Ho Jaayenge, *Bila-Shuba Dozakh Ek Ghaat Me Hai,…
- Haa! Allah ki Madad Kareeb hi hai !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Aaj Hum Choti Choti Musibato par Allah se mayus ho jatey hai, Allah ki rehmat se Na'ummid ho jatey hai jabki ye Imanwalo ko Zeba nahi deta,.. - kyunki humse pahle Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam), Aapke Sahaba, aur Jo Nek aur Saleh log they unpar Is se…
- Allah Tumhe Kinse Dosti-Dushmani Rakhne Ko Kehta Hai ? ... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Log Tumse Tumhare Deen Ke Baare Me Nahi Lade-Bhide Aur Na Tumhe Gharo Se Nikaale Unn Logon Ke Sath Ehsan Karne Aur Unke Sath Insaaf Se Pesh Aane Se Allah Tumhe Manaa Nahi Karta, Beshaq Allah Insaaf Karne Walo Ko Azeez Rakhta Hai. Allah…
- Insan Ka Imtehan Emaan Aur Taqway Ke Mutabiq .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Insan Ka Imtehan Iss Ke Emaan Aur Taqwe Ke Mutabiq Hota Hai, Agar Wo Apne Taqwe Me Mazboot Hota Hai, Tou Uski Aazmayish Bhi Sakht Hoti Hai, Yehi Wajah Hai Ke Sab Se Zyada Sakht Aazmayish Aur Imtihaan Nabiyon Ke Huwey,…
- Neki Aur Parhezgari Me Ek-Dusre Ki Madad Karo .... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Neki Aur Parhezgari Me Ek Dusrey Ki Madad Karo, Aur Gunaah Wa Zulm Par Madad Na Karo!, Aur Allah Se Daro Beshaq Allah Ka Azaab Sakht Hai.." - (Al-Quraan: Surah Al-Ma'ida, A:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Allah Uspar Raham Nahi Karta -…
- Gunahgaar Bohot Jald Apney Kiye Ki Sazaa Paynge .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! (Aye Logon !) Tum Zahiri (Khule Aam) Aur Chup Kar Kiye Janey Waley Sab Gunaah Chorh Do, Beshaq Jo Log Gunaah Kartey Hain Anqareeb (Bahut Jald) Apne Kiye Ki Sazaa Payengey. - (Surah Al-Anaam (6): Ayat-120 : @[156344474474186:])
- Surah Ikhlas Tihaai Quraan Ke Barabar Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Tum Me Se Koi Aadmi Raat Ke Waqt Tihaai Quraan Nahi Padh Sakta? *Sahaba Ne Pucha - "Ya Rasool'Allah ! Tihaai Quraan Kaise Padha Jaaye?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Surah…
- Ek Paigam Ek Rab Ke Bando Ke Naam .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Keh Do Aye Ahl-e-Kitab! (Jews And Christians) Se Ek Baat Ki Taraf Aa Jao Jo Hamare Aur Tumhare Darmiyan Barabar Hai Ki Allah Ke Siwaye Aur Kisi Ki Bandagi Na Karey Aur Kisi Ko Uska Sharik Na Thahrayein Aur Allah Ke Siwa Koi Kisi Ko…
- Khaliq Aur Makhlooq Ke Bich Koi Parda Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Muaaz (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe (Haakim Bana Kar) Bheja Tou Yeh Farmaya - *Tum Ahle-Kitab Ke Paas Ja Rahe Ho Unhen Iss Baat Ki Gawaahi Ki Taraf Bulana Ke - - Allah Ta'ala Ke Siwa Koi Mabood Nahi Aur…
- Taqwa aur iski Ahmiyat ♥ Bismillah Hirrahman Nirrahim ♥ "Inna Akramakum 'IndAllahi Atqakum" "Beshaq Allah ke Nazdik ikram wala wohi hai jo Allah ka Darr(Taqwa) rakhta ho" (Al Quran, Surah Huzrat 49:13) Allah Rabbul Izzat ne Baar-Baar is Paigaam ko Dohraaya: “Aye wo logo jo Imaan laye ho Taqwa ikhiyar karo” aur ye Aayat Quraan…
- Al-Quran: Logon ke saath Neki karo, beshaq Allah Neki… Quran: 18-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟(Logon ke Saath) Neki ikhtiyar karo, Beshaq Allah Neki karnewalo se Mohabbat karta hai.' 📕 Surah Baqrah 2:195