Get Beautiful Quran Recitation by Qari Ahmed Saud Audio clip Surah At-Tur, Surah Al-Alaq, Surah Al-Ikhlas, Surah Al-Falaq, Surah An-Nas.
♪ Surah: 052. At-Tur
♪ Surah: 096. Al-Alaq
♪ Surah: 112. Al-Ikhlas
♪ Surah: 113. Al-Falaq
♪ Surah: 114. An-Nas
free download mp3 alquran 30 juz ahmad saud, Qari Ahmad saud full quran mp3,ahmad saud yasin full mp3 download,ahmad saud full quran mp3 download,ahmad saud surah mp3,ahmad saud mp3 ar rahman,ahmad saud mp3 download,quran mp3 ahmad saud free download
Al-Quran: Tum aise kanjus na bano ke ke apne hath ko… Tum aise kanjus na bano ke ke apne hath ko gardan se bandh kar rakho Allah Taala Quran me farmata hai: "Tum aise (kanjus) na (bano ke) ke apne hath ko gardan se bandh kar rakho aur na (aise fuzool karch ke) hath ko bilkul hi khula chdod do; ke jis ke nateeje me tumhe qabile malamat aur khali hath ho kar baithna padey." 📕 Surah Bani Israeel, 17:29
Surah Buruj ka ibratnak Wakia | Ashabul Ukhdud |… Ashabul Ukhdud (People of the Ditch) Maar Diye Gaye Gaddhe Wale Log | Sabr aur Aazmaish ka Ibratnaak Waqiya "Sabr aur Aazmaish ka ek waqiya jo Bacche, Bhudey, Aurate, Tijaratdaar sabke liye ibrat hai iss waqiye me, yah waqiya bohot bada hai, muslim sharif ki riwayat hai taweel hai, hum in'sha'allah iss waqiye ko ikhtesar se bayan karne ki koshish kar rahe hai." Ukhdood ka Waqiya kya hai? RasoolAllah (ﷺ) farmate hai aur Iss Waqiye ko Allah Rabbul Izzat ne Quraan…
Islamic Quiz 269 : Quran ki wo kaunsi surah hai… inmein se Quran ki wo kaunsi surah hai jiski "pahli aayat uske naam se shuru hoti hai ?" | A. Surah As-saff, B. Surah Taha, C. Surah Nooh, D. Surah Al Qiyamah
Quran Jadeed Science aur Muslim Scientist by Adv. Faiz Syed https://www.youtube.com/watch?v=OKcWeJCXrZI Quran Jadeed Science aur Muslim Scientist The Quran and Modern Science, quranic verses on science, quran and science discoveries, science in the quran, Big Bang in Quran, quranic verses about creation of universe, Quran on the creation of the universe, Biology of the Holy Quran, Life of plant in Quran, human creation in quran, embryology in quran, physiology in quran, oceanology in quran, Quran about oceanology Quran aur jadeed science, quran jadeed science aur muslim scientist, quran and modern…
Juma ke Din ya Raat Surah Al-kahf padhne ki Fazilat Hadees of the Day | Jumma Series Juma ke Din Surah Al-kahf padhne ki Fazilat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jo Jumah ke Din Surah Kahf padhta hai uske liye ek Jumah se Dusre jumah tak noor roshan ho jata hai." 📕 Saheeh al-Jaami, 6470 Juma ki Raat Surah Al-kahf padhne ki Fazilat RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Jisne Juma ki raat Surah kahf padhi uske aur baitullah ke darmiyan noor ki roshni ho jati hai." 📕 Saheeh al-Jaami,…
Al-Quran: Aye aurto! Tum apne Gharon me thehri raho… Allah Taala Quraan me farmata hai: "Aye aurto! Tum apne Gharon me thehri raha karo aur Zamana-e-jahiliyat ki tarah be parda mat phiro." 📕 Surah Ahzab, 33:33
♫ Quran ki Aayat ko Mobile se Delete karna kya… Aksar ye baat sunne ko milti hai ke Quran ki ayat ko mobile se jo delete kiya jata hai wo Qayamat ki nishani hai,.. kya Wakay me ye baat Qurano Sunnat se sabit hai ya sahaba ke kisi Aqwal se mail khata hai? tafseeli jankari ke liye is audio ko jarur sune aur jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera,..
Fazail-e-Quran: Part 8 ✦ Fazail 2: Quran Shifa hai Ruhani aur Jismani Nafsiyati Bimari ka Ilaj : ♥ Allah Rabbul Izzat farmata hai – Aye Logo! Tumhare pass Tumhare Rab ki taraf se Ek Aisi Cheez aayi hai jo Naseehat hai aur Dilo me jo Rog hai Unn ke liye Shifa hai aur Rehnumaee kerney waali hai aur Rehmat hai Eman Walon ke liye.- Surah Yunus 10:57 ... Yaha Dilo Ke Bimariyon Se Muraad Hai - Qina, Hasad , Bugz, Takabbur, Dikhawa, Jhuth…
Quran padhne Wale ki Fazilat Quran padhne Wale Nek Farishto ke Sath Honge Hadees: Aisha (R.A) se riwayat hai kiRasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "Jo shakhs Quran padhta hai aur usko padhne me mahir ho,tou wo Shakhs aise likhne wale (Farishto) ke saath hoga. jo Buzurg aur Nekokar (Kiramin-Bararah) hain. Aur Jo Shaksh Quran padhta hai aur uske liye mushkil hota hai touusko Dohra (double) Ajar milega." 📕 Jami'at Tirmidhi, Hadees 813 ♥ Subhan'Allah ! Allah Rabbul Izzat hum Sabko Kehne Sun'ne se Jyada Amal Ki…
Islamic Quiz 267 : Quran mein ek surah hai Surah… Quran mein ek surah hai Surah Naba, ismein Naba ka matlab kya hota hai? | Options Are: A. Aam Khabar, B. Acchi Khabar, C. Badi Khabar, D. Buri Khabar
Fazail-e-Quran: Part 6 ✦ Waqia 3: Hazrat Umar Bin Khattab (R.A) ka waqia Hazrat Umar Bin Khattab (R.A) ke talluk se riwayto me Aata hai ke, Aap Khud Imaan Laaney ke baad farmatey hai - "Pahli Baar Jo Imaan ki kuch Ronak ya chamak Mere Jehan me Aayi thi Wo Uss Wakt ki baat hai jab mai Khamoshi se Ek Martba Raat ke Andhere me Gaya aur Nabi-e-Karam (ﷺ) ko Dekha ke Kaabe ke Paas Khadey they aur Namaz padh rahe they aur…
Fazail-e-Quran: Part 5 ✦ Waqia 2 : Jam'ad Asadi (R.A.) ka Iman lana: Aap Nabi-e-Kareem (ﷺ) ke Aailan-e-Naboowat se pehle ke ek dost they. Hua youn ke jab Aap (ﷺ) ne Islam ki dawat di fir kaafi arse baad Insey mulaqaat hui. yaani pehle dosti thi fir jab naboowat ka ailaan kiya Rasool’Allah (ﷺ) ne tou unko pata nahi chala. Uske baad jab wo ek baar Makka aaye tou logon ne bataya ke tumhara dost Muhammad (ﷺ) tou Gumraah ho gaya, apne baap-dada…
Nafsiyati Bimari ka Ilaj : Quran wa Sunnat ki Roshni… https://youtu.be/PcMfUR3YYDE Nafsiyati Bimari ka Ilaj : Quran wa Sunnat ki Roshni me Nafs ki Bimariya kya hai? iska Ilaj Qurano Sunnat me kis tarha wajeh hai ? Aayiye iske bare me tafsili jankari ke liye ek ibratnaak wakiye par gour karte hai,.. baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon karey,. jazakAllahu khairan kaseera.
Allah Ke Napasandidah Log Quran Ki Roushni Me .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! » Allah Ta'ala Ziyadati Karne Walon Ko Pasand Nahi Farmata. - (Surah:Al-Baqarah, Aayat No:190) » Aur Allah Ta'ala Zaalimo Se Mohabbat Nahi Karta. - (Surah:Al-Imran, Aayat No:57) » Allah Ta'ala Takabbur (Ghamand Se Itrana) Karne Walon Aur Shaikhi Khoron (Badhai Karne) Ko Pasand Nahi Farmata. - (Surah:Al-Nisa,Aayat No:36) » Yaqinan Daga Baaz Gunahgaro Ko Allah Ta'ala Pasand Nahi Karta. - (Surah:Al-Nisa, Aayat No:107) » Aur Allah Ta'ala Fasaad Karne Walon Se Mohabbat Nahi Karta. -…
Fazail-e-Quran: Part 9 ✦ Fazail 3: Quran Remat hai Momeenin ke liye Ab Rehmat ko Humne 3 Hisso me Taqseem kiya hai. Rehmat Duniya ki, Rehmat Barzakh(Qabr Ke Zindagi) ki, Rehmat Aakhirat ki. Allah Rabbul Izzat Quraan me Iskey talluk se farmata hai: Ye Quraan Aye Nabi Momineen ke liye Hidayat aur Rehmat hai.- Surah Nehal 16:77 Ye Quraan Nekokaro ke liye Rehmat hai.- Surah Luqmaan 31:3 Aayiye Iska Pahla Marhala Letey Hai Ke Duniya Me Kya Rehmat Hai .. 1) Quraan me…
Quran tafsir adiu Urdu
Mashallah