۞ Hadees: Sulemaan Farsi (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne irshad farmaya –
“Jis ne Halaal Khane ya Paani se kisi Musalman ko Roza Iftar karwaya tou Farishtay Maa-e-Ramzaan ke Auqaat me uske liye Astaghfar karte hai, aur Jibreel (Alaihay Salam) Shab-e-Qadr me Uss ke liye Astaghfar karte hai.”
📕 Tibrani Al Mo’ejam Al Kabair, Jild:6, Page:242, Hadith-6162
۞ Hadees: Rasool’Allah (ﷺ) farmate hai ke –
“Jo Rozdaar ko (Iftari me) Paani Pilayega Allah Usey mere Houz se Paani Pilayega ke Jannat me dakhil hone tak Pyasaa na hoga.”
📕 Sahih Ibne Khuzaima, Jild:3, Page:192, Hadith-1887
Wajahat: Subhan’Allah Iss se baat wajeh hoti hai ke –
Humey Iftaar Kisi ko Karaane me Susti kar ke itni badi Fazeelat se Mehroom nahi hona chahiye, Chahe Kajoor ho ya 2 Goont Paani ka hi kyu na ho Iftaari Zaroor Karwani Chahiye,
Allah Hume Ramzan me Khush Dili ke Saath Roze Daaro ko Iftaar Karane ki Taufeeq ata farmaye. Ameen Allahuma Ameen !!!
Recent Posts
Agar Rizq Aqal-O-Danish Se Milta ….
807,277
Salaam Ka Charcha Karo aur Khana Khilao
807,424
Jab Mousiqui (Music Instruments) aam ho Jayegi
807,551
Islamic Quiz (23rd) Ka Sahi Jawab –
1,718
Sharmgah Chune Se Wuzu Tut Jata Hai ….
807,358
Mohlat Ke Har Din Ke Badle Sadqe Ka Sawaab
807,277
Aqwal-e-Sahaba Kiram (RaziAllahu Anhu)
807,304
Islamic Quiz 04: RasoolAllah (ﷺ) par Sabse pehle Nazil hone waali Aayate Kounse Surah ki thi ?
3,062
Islamic Quiz 13th ka Sahih Jawab
2,872
Allah Ta’ala Har Raat Aasman-e-Duniya ki taraf Nuzool farmata hai
Tahajjud Benefits | Waqt-e-Tahajjud me Ibadat ki fazilat
807,658
Khaliq Aur Makhlooq Ke Bich Koi Parda Nahi ….
807,251
Ek Ummat fir 4 Imaam ki taqleed kyu ? (Taqleed ki Hakikat)
808,370
Kya Kurta Paijama Islami Aur Pant-Shirt Gair-Islami Libas Hai ? …
807,686
Jannat Ke Do Darwaze Uss Shakhs Ke Liye ….
807,766
Burayi Ka Badla Bhi Ehtram Se Diya Karo ….
807,237
2
3
…
174
Next
Install App