Contents
Rizq me Barkat ki Dua aur ilm mein izafa ki Dua in Arabic, Roman, Tarjumah & Hindi Quran wa Sunnat ki roshni mein.
Rizq me Barkat ki Dua in Arabic
اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ عِلْمًا نَافِعًا، وَرِزْقًا طَيِّبًا، وَعَمَلًا مُتَقَبَّلًا
Rizq me Barkat ki Dua in Roman
“Allahumma inni Asaluka ilman Nafiaa, Wa Rizqan Tayyiba Wa Amalan Mutaqabbala”
Rizq me Barkat ki Dua in Tarjumah
Aye Allah! main tujhse nafa dene wale Ilm aur pakeeza Rizq aur qubool hone wale amal ka sawal karta hun.
Rizq me Barkat ki Dua in Hindi
ऐ अल्लाह ! मैं तुझसे नफा देने वाले इल्म और पाकीज़ा रिज़्क़ और क़बूल होने वाले अमल का सवाल करता हु।
Hadees about Rizq me Barkat
۞ Hadees: Umme Salma (R.A.) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) jab subah ki namaz me salam pherte to uske baad ye dua padhte “Allahumma inni Asaluka ilman Nafiaa, Wa Rizqan Tayyiba Wa Amalan Mutaqabbala” (Aye Allah! main tujhse nafa dene wale Ilm aur pakeeza Rizq aur qubool hone wale amal ka sawal karta hun.)
📕 Sunan ibn Majah, Jild 1, 925-Sahih
♥ in sha Allah ul Azeez! Allah Ta’ala hume kehne Sun’ne se jyada amal ki taufik de.
Related Post:
- Allah sabse behtar Rizq deta hai
- Rizq me Ijafe aur Barqat ke Usool
- Rozi me Barkat ka Wazifa – Rizq Ki Kunjiyan
Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish
Subscribe to get the latest posts sent to your email.