Char (4) Behtareen Cheeze ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Char(4) Chije Aisi Hain Jisko Bhi Mil Gayi Usko Duniya Wa Aakhirat Ki Har Khair Mil Gayi!”
∗1. Shukr Karne Wala Dil,
∗2. Zikr-e-Ilahi Karne Waali Zubaan,
∗3. Musibato Par Sabr Karne Wala Badan Aur,
∗4. Aisi Biwi Jo Na Apne Nafs Me Khayanat Kare, (Yaani Paak Daaman Rahe)
Aur Na Shohar(Husband) Ke Maal Me Khiyanat Kare.
(Tabrani Sharif)

AakhiratAhadees in HindiAll Hadees in Hindi ImagesBeautiful Hadees in HindiBest Hadees in HindiBest Hadees in UrduBest Islamic Hadees in Hindi LanguageBiwiDaily HadeesDuniyaFree Islamic Hadees SmsHadees e Nabvi in HindiHadees e Paak in HindiHadees e Rasool in HindiHadees in English of Prophet MuhammadHadees in HindiHadees in Hindi ImagesHadees ki baatein in hindiHadees Mubarak in Urdu SMSHadees Nabvi in HindiHadees of the dayHadees of the Day in HindiHadees Pak in HindiHadees QuotesHadees Quotes in HindiHadees Sharif in HindiHadeesh in HindiIslamic Hadees Images in HindiIslamic Hadees QuotesKhayanatMaalNafsOnline Hadees in HindiPaakPyare Nabi ki Pyari BaateinSabrShoharShukrSunnate Rasool Hadees HindiZikrZubaan