♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Tum Kisi Ko Chota Dekh Rahe Ho,
Tou Tum Usey Door Se Dekh Rahe Ho,
Ya Phir Ghuroor Se Dekh Rahe Ho,..
– Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
Home / Buzurgan-e-Deen / Agar Tum Kisi Ko Chota Dekh Rahe Ho
Related Posts:
- Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai, Mooh Pe Taarif Karna Goya Jibah Karne Ke Barabar Hai. - Hazrate Umar Farooq (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Aib Dekh Kar Uss Ko Chhupana, Bade Ajr-O-Sawaab Ka Bais Hai Aur Allahwaalo Ki Aadat Hai. - Hazrat Sayyed Shah…
- Khamoshi Gusse ka Behtareen Ilaj Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Khamoshi Ghusse Ka Behtareen Ilaj Hai". - Hazrate Usman-e-Ghani (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Kisi Per Ehsan Karo Tou Uss Ko Chupao Agar Tum Per Koi Ehsan Kare Tou Usey Jahir Karo." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Neki Karne Me Der Na Karo Aur Badla Leney Me…
- Emaandaar Aur Aabid .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam Hussain (RaziAllahu Anhu)♥ ∗ Emaandaar Wahi Hai Jo Aakhirat Ke Liye Tosha Jama Kare, Aabid Wahi Hai Jo Allah Ki Taqseem Par Raazi Rahe. ∗ Agar Tumhain Ek Dusre Ki Niyaton Ka Ilm Hota Tou Tum Ek Dusre Ko Dafan Bhi Na Karte. ∗ Kisi Nek Kaam…
- Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten Sunta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Daawat Qabool Karne Me Ameer-O-Gareeb Ka Farq Naa Karo Aur Door Hone Ki Wajeh Se Daawat Radd Na Karo. - Imaam Gazali (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Apni Zarooraten Kum Karoge Tou Rahat Haasil Hogi. - Imam Shafai (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten…
- Gamzada Logo Ke Gham Suna Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Dil Na Dukhaao, Ho Sakta Hai Ke Woh Aansu Tumhari Sazaa Ban Jaye, Dukhiyon Ki Madad Karna Aur Unki Fariyad Sun'na Afzal Ibadat Hai. - Hazrate Khawaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Zindagi Ko Hamesha Khushiyon Ke Sath Guzarna Chahte Ho Tou Gamzada Logo…
- Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain, Qaul Wa Amal Jab Ikhlas Se Khali Ho Jaye Tou Bagair Goodeh Ka Chilka Reh Jayega, Aur Jaante Hi Ho Ki Chilka Siway Jalane Ke Aur Kisi Bhi Kaam Me Nahi Aata!,.."…
- Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye." - Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Quraan-e-Kareem Ka Sirf Muta'ala Hi Na Karo BalKe Uss Ko Samajhne Ki Koshis Bhi Karo." - (Allama Iqbal). ♥ Qaul-e-Mubarak: "Ghusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karna Aur Khushi…
- Deen Me Kisi Tarha Ka Jabr Nahi .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Deen-e-Islam Me Kisi Tarha Ka Jabr(Jabardasti) Nahi. Hidayat Paaney Me Kisi Ko Barso Lag Jaatey Hai Tou Kisi Ko Ek Pal. Waqt Ka Tayyum Sirf Allah Ta'ala Hi Karta Hai. - Farmane Hazrate Bilal (RaziAllahu Anhu)
- Jab Tumhare Dil Me Kisi Ke Liye Nafrat .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jab Tumhare Dil Me Kisi Ke Liye Nafrat Paida Hone Lage Tou Fouran Uski Achchaiyo Ko Yaad Karne Lago. - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Agar Duniya Me Neymate Bagair Aazmayish Ke Milti tou ۞ QAUL-E-MUBARAK ۞ Umar Bin Abdul Aziz (R.A.) farmate hai, "Agar Duniya me Neymate Bagair Aazmayish aur Takleef Ke Hoti tou Duniya hi Jannat hoti." 📕 Bujurgo ke Aqwal
- Hamare Nasib Me Pehle Se Hi Sab .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam Jafar Sadiq (Rehmatulahi Alaihi) Se Kisi Ne Sawaal Kiya Ke - "Agar Hamare Nasib Me Pehle Se Hi Sab Kuch Likh Diya Gaya Hai Tou Phir Dua Kyon Kare ? Aap Ne Farmaya Ke, "Ho Sakta Hai Tere Parwardigar Ne Yehi Tumhare Naseeb Me Likh Diya Ho…
- Zaalim Hukmaran Hukumat Karenge , Agar .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Emaanwalo (Musalman) Ne Acchhi Baaton Ka Hukm Dena Aur Buri Baaton Se Rokna Chhod Diya Tou Unn Par Zaalim Hukmaran Hukumat Karenge. - (Hazrate Basri)
- Agar Tum Badla Lena Chahte Ho Tou ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate Hain Ki - Agar Tum Badla Lena Chahte Ho Tou Aisa Badla Lo Ke, Saamne Wala Zindagi Bhar Yaad Rakhe, Aur Aisa BADLA ! Muaf Kar Dena Hain".
- Logo Par Reham Karne ke Fayde ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Ghusse Ko Pee Jaate Hai Aur Doosro'n Ke Kasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log Allah Ko Bohat Pasand Hain." - (Surah-Al-Imran 3:134) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usse Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai. - (Muslim Sharif) ♥…
- Jo Shakhs Tumhara Ghussa Bardasht Kar Le .... ♥ Qaul-e-Mubarak : @[156344474474186:] : Hazrat Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai. » Uss Waqt Tak Koi Faisla Na Karo Jab Tak Tumhare Khoon Ki Gardish Aur Dil Ke Dharkan Pur-Sakuun Na Ho Jaye. » Jisne Tujhe Tere Aib Bataye Agar Tujhe Aqal Ho Tou Beshak Usne Tujh Par Ehsaan Ki…
- Behtarin Dost Woh Hai Jiska .... ♥ Behtarin Dost Woh Hai Jiska Dekhna Tumhe Allah Ki Yaad Dila De, Jiski Guftagu Ilm Me Ezafa Kare, Aur Jiska Har Amaal Aakhirat Ki Yaad Dilaye ♥ Qaul-e-Mubarak: Matlabi Dost Koyle Jaisa Hota Hai, Jab Koyla Garam Hota Hai Tou Hath Jala Deta Hai Aur Jab Thanda Hota Hai…
- Agar Tum Mout ki Raftar ko Dekh Lete tou ... Qaul-e-Mubarak Agar Tum Mout ki Raftar ko Dekh Lete Hazrate Ali (R.A) ka Mashoor aur maruf qoul hai ke - "Agar Tum Mout Ki Raftar Ko Dekh Lete Tou Tum Zaroor Ummeedo Aur Umango Se Nafrat Karte. Aur Hargiz Inn Me Maghroor Na Hote.." 📕 Bujurgo ke Aqwaal कौल-ऐ-मुबारक हजरते…
- Koi Bhi Kisi Muslman Ko Haqeer Khayal Na Kare .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Tum Me Se Koi Bhi Dusre Musalman Ko Haqeer Khayal Na Kare Iss Liye Ke Allah Ke Yahan Chote Musalman Ka Rutba Bhi Badaa Hai" - Hazrate Abu Bakar Siddiq (RaziAllahu Anhu)
- Tab Tak Momin Ka Emaan Qaamil Nahi Ho Sakta .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Momin Ke Dil Me Jab Tak Lalach Ya Makhlooq Me Se Kisi Ka Khauf Baaki Hai, Tab Tak Uska Emaan Qaamil Nahi Ho Sakta" - Qoul-e-Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh)
- Gunaah Dil Ko Pareshan Rakhta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Usman-e-Gani (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai - 1). Ta’ajub Hai Uss Par Jo Jannat Par Emaan Rakhta Hai Aur Phir Bhi Duniya Ke Saath Aisho Aaram Se Waabasta Rehta Hai. Ta’ajub Hai Uss Par Jo Dozakh (Ke Azaab) Ke Baarey Me Jaanta Hai Phir Bhi Gunah Se Door…
- Insan ke Dil me Jitna Taqabbur dakhil hota hai Utna hi Uski… ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazarat-e-Muhammad Bin Husain Bin Ali (RaziAllahu Anhu) ka Qaul hai ke, "Insan ke Dil me Jitna Taqabbur dakhil hota hai Utna hi Uski aqal kum hoti hai. Takabbur zyada ho tou Aqal bahut kum hoti hai aur agar Taqabbur thoda ho tou usi ke hisaab se Aqal kum…
- Rasool'Allah Ki Itteba Ke Bagair Ab Imaan Kabile Kabool Na… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Bada Mash'hur Aur Maruf Wakiya Hai, Bukhari Ki Riwayat Me Aata Hai Ke - Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ek Roz Sahaba-e-Kiram Ko Waaz aur Nasihat aur Khutba Dey Rahe They aur Umar bin Khattab (RaziAllahu Anhu) Ek Taraf Khadey Hokar Tauraat Ka Nuskha…
- Sunnat Ki Ahmiyat : Part 15 Beharhaal Jo Baatey Hum Aapke Samne Sunnat ki Ahmiyat ke Taaluk se Rakh Rahe hai Usey Pura Karenge Ek Wakiye Se,.. Jo Rasool’Allah (ﷺ) Ka Ek Mash’hoor aur Maruf Wakiya hai aur Ismey Bhi Ita-ate Rasool (ﷺ) Ke Talluk Se Baat Wajeh Hoti Hai… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Agar Rizq Aqal-O-Danish se Milta .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) farmate hai ke, "Agar Rizzaq Aqal-O-Danish se Milta Tou Jaanwar aur Bewaqoof Zinda Hii na rehte" Sabaq: Lihaja Jo Shakhs yeh Gumaan karta hai ke Usey Uski Aql ya Mehnat-Mashakkat se rizq mil raha hai tou yeh uski galatfehmi hai, kyunki ki Rizq sirf…
- Lalachi Shakhs Ke Paas Amanat Mehfooz Nahi Ho Sakhti ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam Abu Hanifa (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai - Mere Nazdeek Kisi Bakheel(Kanjus) Ko Adal Qarar Dena Durust Nahi. Kyu Ke Iss Se Lalach Ubharta Hai Nateejah Woh Nuqsaan Ke Khauf Se Apne Haq Se Ziyada Le Leta Hai, Lehaza Jis Shakhs Me Bukhul(Kanjusi) Ki Sifat Paai Jati Hai…