Islamic Quiz 326 : Farishte Jibril (A.S)… Islamic Quiz 326 : Farishte Jibril (A.S) ek martaba ek reshmi kapde mein ek tasweer lekar Nabi ﷺ ke paas aaye aur farmaya ki Ye aapki Dunia aur Aakhirat mein Biwi hai, unka naam kya hai ?
Jo Shakhs Sood ke Jarye apna maal badhata hai Jo Shakhs Sood ke Jarye apna maal badhata hai Hadees: Allah Ke Rasool ﷺ farmate hain: "Jo Shakhs Sood ke zariye apna Maal badhata hai, uska anjaam yeh hota hai ki uska Maal kum ho jaata hai." 📕 Sunan Ibn…
Maal kaha se kamaya aur kaha kharch kiya? Maal kaha se kamaya aur kaha kharch kiya? Hadees: Abu Barza (R.A) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne irshaad farmaya – ‟Qayamat ke Din insan ke dono qadam uss waqt tak (Hisaab ki Jagah se) nahi hatt sakte, jab…
Maal ko Kharch karo aur Gin Gin kar Na… Maal ko Kharch karo aur Gin Gin kar Na rakho ۞ Hadees: Asma (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Maal ko (Jayaz) Kharch kar, gin gin kar na rakh, warna Allah Ta'ala tujhe bhi gin…
Hadees: Jo Shakhs Jhoothi Qasam kha kar… Hadees of the Day Jo Shakhs Jhoothi Qasam kha kar kisi ka maal le lega Ash'as bin Qais (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jo Shakhs Jhoothi Qasam kha kar kisi ka maal le lega,…
♫ Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rehmatulahi… Allah ke Wali Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rehmatulahi Alaihi) Ki Shaitan ke jarye Aazmaish aur aapki Isteqamat ka ibratnak wakiya. Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rehmatulahi Alaihi) ki zindagi mein kai aise ibratnak wakiyaat hain jo unki aqliyat, sabr aur imaan…
Al-Quran: Jo Shakhs Ziyaadati aur Zulm ke… Quran: 24 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Jo shakhs Ziyaadati aur Zulm ke taur par aisa (Naahaq Maal khaayega aur Qatl wa Khoon) karega. tou Hum(Allah) usko aag (Jahannum) mein daakhil karenge aur yeh baat Allah ke liye bilkul aasaan…
Aulad ke Huqooq (Complete Lecture) by Adv.… https://www.youtube.com/watch?v=QIlIR6tiwbc Aulad ke Huqooq full Urdu Bayan Aulad Ke Huqooq Waldain Par kya hai, Unki Tarbiyat kaisi ho aur Aulaad me Insaf kaise kiya jaye ?iske talluk se tafseeli jankari ke liye aayiye is bayan ka mutala karte hai,. baraye…
Makkhi ke Parr me Bimaari aur Shifa: Islam… ∗ Sawaal: Piney aur Khane ki Cheez me Makhhi Gir Jaye Tou Kya Karna Chahiye ? » Jawaab: Abu Dawood Ne Hazrate Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki Hai Ki,Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:"Jab Khaane Me Makhkhi Gir…