Fazilate Taqwa aur Tawakkul .... ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Fazilate Taqwa Aur Tawakkul Allah Taala Quran-e-Kareem me farmata hai: Jo Shakhs Allah Aur Roze Qayamat Par Imaan Rakhta ho aur Taqwa Ikhtiyar kar Ley tou Allah Uskey liye Nijaat ke Rastey Nikal deta hai. aur Waha…
Qurbani ki iste'tat (capacity) Naa rakhne… ✦ Mafhum-e-Hadith: Hazrat Abdullah bin Amr bin al-As (RaziAllahu Anhu) se riwayat hain: RasoolAllah (ﷺ) ne Ek Shaks se irshad farmaya 'Mujhe 10 Zhul Hijja ke din Eid manane ka hukm hua hain, Allah Subhanahu ne iss din ko iss…
Jo Hota Hai Acche Ke liye Hota Hai -… https://www.youtube.com/watch?v=f_UYXtJ5TIU&pp=ygVNSm8gSG90YSBIYWkgQWNjaGUgS2UgbGl5ZSBIb3RhIEhhaSDigJMgV2hhdGV2ZXIgSGFwcGVucywgSGFwcGVucyBmb3IgdGhlIEdvb2Q%3D Jo Hota Hai Acche Ke liye Hota Hai Whatever Happens, Happens for the Good Topic Jo Hota Hai Achhe Keliye Hota Hai Topic Ki Ahmiyat Jab Hum Nahi Samajhte Jo Hota Hai Achhe Keliye Hota Hai To? Insan Ki…
Nijaat kya hai aur Musibato se kaise Nijaat paye ? Nijaat kya hai aur Musibato se kaise Nijaat paye ? Hadees: Uqbah bin Amir ra ne arz kiya, Allah ke Rasool ﷺ Nijaat ki kya Soorat hai ?. Tou Aap ﷺ ne farmaya: "Apni Zubaan ko Qabu me rakho, apne…
Islamic Quiz 348 : Kaunse Nabi ne Allah… Kaunse Nabi ne Allah Taala se ye farmaya:“Aye RAB! main tujhse panah maangta hu ki aisee cheez ka sawal karu jiski haqeeqat mujhko malum nahi, aur agar tu mujhe nahi bakhshega aur mujh par raham nahi karega toh main nuqsan…
Ramadan Day 15 | Jhoot bolne aur Dagabaji… Ramadan Day 15 ✦ Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Agar Koi Shakhs Roza rakh kar bhi Jhoot bolna aur Dagabaji karna na chore tou ...
Al-Quran: Allah Yaqeenan Tawakkul karne… Quran: 23-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟Allah Yaqeenan Tawakkul karne walo se Muhabbat karta hai.' 📕 Surah Aal-e-Imran 3:159
Ashab-e-Feel ka Waqia (Hathi walo ka Wakia) Ashab-e-Feel ka Waqia Huzoor Akkadas RasoolAllah (ﷺ) ki Paidaish se kuch hi din pehle yaman ka badshah “Abraha” Hathiyon ki fouz lekar Kaaba dhane ke liye makka par hamla aawar hua tha. Abraha ne yaman ke Darool Saltanat “San’aa” me…
Ramadan Day 1 : Aye Emaan walo! tum par… 01st Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me farmata hai:“Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye, jaise tumse pichli Ummato par humne farz kiye they ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.”📕 Surah Baqrah 2:183