Apne Gharwalo ke saath insaf karne wale… ✦ Hadith: Insaf karnewalo ka Martaba ✦ Abdullah bin Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "jo log insaf karte hain wo Allah Subhanhu ke yahan Rahman Azwajal ke Dahini taraf noor ke mimbaro…
Gareebi ki wajah se Hajj na karne walo ke… ✦ Mafhum-e-Hadees: Hazrat Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) ne farmaya Gareeb log (Sahaba) Nabi (ﷺ) ki khidmat me hazir huye aur kaha ki: Ameer aur Raees log buland darjat aur hamesha rahne waali Jannat haasil kar chuke halanki jis tarah hum…
Ashab-e-Feel ka Waqia (Hathi walo ka Wakia) Ashab-e-Feel ka Waqia Huzoor Akkadas RasoolAllah (ﷺ) ki Paidaish se kuch hi din pehle yaman ka badshah “Abraha” Hathiyon ki fouz lekar Kaaba dhane ke liye makka par hamla aawar hua tha. Abraha ne yaman ke Darool Saltanat “San’aa” me…
Islamic Quiz 348 : Kaunse Nabi ne Allah… Kaunse Nabi ne Allah Taala se ye farmaya:“Aye RAB! main tujhse panah maangta hu ki aisee cheez ka sawal karu jiski haqeeqat mujhko malum nahi, aur agar tu mujhe nahi bakhshega aur mujh par raham nahi karega toh main nuqsan…
Al-Quran: Allah Yaqeenan Tawakkul karne… Quran: 23-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟Allah Yaqeenan Tawakkul karne walo se Muhabbat karta hai.' 📕 Surah Aal-e-Imran 3:159
Jab 3 Shakhs saath baithey ho tou 2 shakhs… Jab 3 Shakhs saath baithey ho tou Abdullah (R.A) se riwayat hai ke Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "jab Teen shaksh saath ho to teesre Shakhs ko chor kar Do log aapas me Kaanafusi (chupke se baat) na karey."…
Taqwa walo ke liye Nijaat hai Taqwa walo ke liye Nijaat hai Allah Ta'ala Farmata Hai: “Jo Shakhs Allah se Darta hai Allah Uske liye Chhutkare ki Raah Nikaal deta hai.” 📕 Quran 65:2
Ramadan Day 1 : Aye Emaan walo! tum par… 01st Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me farmata hai:“Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye, jaise tumse pichli Ummato par humne farz kiye they ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.”📕 Surah Baqrah 2:183
Badi kharaabi hai peeth pichhe baate karne… Badi kharaabi hai peeth pichhe baate karne walo ke liye Allah Taala Quran-e-Kareem me farmata hai: "Badi kharaabi hai aise shakhs ke liye, jo peeth pichhe dusron par Aib lagaane waala (aur) munh par taana dene ka aadi ho." 📕…