Dua Ibadat Hai ~ Allah ka farman hai… Dua Ibadat Hai Hadees: Numan Ibn Bashir (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Dua hi tou Ibadat hai," phir Aap (ﷺ) ne "Surah (40) Momin" ki Aayat 60 tilawat farmayi, "Tumhare Parwardigar ne farmaya ke mujhe…
Jab Log 4 Kism ke Gunaaho me mulawwis honge ✦ Mafhum-e-Hadees: Allah ke Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai – 1). Kisi Qoum me Behayayi is Qadar Fayl jaye ke wo Khullam Khulla iska irtiqaab shuru kar dey tou Allah inko Tawoon(Epidemic Disease) ki Bimaar me mulawwis kar deta…
Shaitan aadmi ke andar khoon ki tarha… Shaitan Aadmi me khoon ki tarha gardish karta rehta hai Hadees: Jabir (R.A) se riwayat hai ke,Allah Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Aisi Auratoun ke paas naa jao jin ke Mahram unke saath naa ho kyun ke Shaitan aadmi ke andar…
Qayamat me RasoolAllah ﷺ ke Sabse Qareeb… Jabir bin Abdullah (R.A) se riwayat hai, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Tum me se mujhe sab se zyada Mehboob aur Qayamat wale din mere sab se zyada Qareeb wo log honge Jo tum me se Akhlaaq me sab se…
Har Aadmi ko us ki Rozi is tarah talash… Har Aadmi ko us ki Rozi is tarah talash karti hai Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Tum me se har aadmi ko us ki rozi is tarah talash karti hai jaise marne wale ko mout." 📕 Sahih Ibn…
Islamic Quiz 348 : Kaunse Nabi ne Allah… Kaunse Nabi ne Allah Taala se ye farmaya:“Aye RAB! main tujhse panah maangta hu ki aisee cheez ka sawal karu jiski haqeeqat mujhko malum nahi, aur agar tu mujhe nahi bakhshega aur mujh par raham nahi karega toh main nuqsan…
Shohar ki Nashukri karna ek tarha ka Kufr hai Shohar ki Nashukri karna ek tarha ka Kufr hai Hadees: Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne irshad farmaya: "Mujhe Dozakh dikhai gayi, Maine waha Aurato ko jyada paya, wajah ye hai ki woh kufr karti…
Bhalayi aur Burayi Ek Jaise Nahi ho Sakti ... Bhalayi aur Burayi Ek Jaise Nahi ho Sakti Ismey koi Shaq Nahi ke Allah aur Uskey Rasool ka Paigaam Haq hai, Allah Ta'ala Quraan-e-Kareem ki Muabarak Aayat me farmata hai ke - ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Bhalayi aur Burayi Ek Jaise…
Banda Apne Rab ke Qareeb Sajdey ki haalat… Banda Apne Rab ke Qareeb Sajdey ki haalat me hota hai Nabi-e-Kareem (ﷺ) farmatey hai: "Banda Apne RAB se Sabse Ziyada Qareeb Sajdey ki Haalat me hota hai,Lihaza (Sajdey me) Tum log Zyada e Zyada Dua kiya karo." 📕 Sunan…