Hadith: Safarjal (Pear) khaya karo, kyunke… Hadith: 30-Oct: Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ❝Safarjal (Pear) khaya karo, kyunke ye dil ko rahat pohchata hai. -Ibn Majah 3369
Momin tou Aise hotey hai, Jab Allah ka… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Sacche Momin ki Pahchan Allah Taala Quran-e-Majid me farmata hai: "Momin tou aise hotey hai, Jab Allah ka Zikr aata hai tou Unke Dil hil jaate hai, aur Jab Allah ki Aayat unke Saamne padkar sunaayi jaati…
Sadqa Gunahon ko Khatm kar deta hai Jis… Sadqa Gunahon ko Khatm kar deta hai Jis tarah Paani Aag ko bujha deti hai ۞ Hadees: Ka'b bin Ujrah (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "Sadqa Gunaahon ko iss tarha khatam kar deta hai jis tarah…
Padosi ka haq Hadees: Jab Tum Salan Pakao… Jab Tum Shorba (Salan) Pakao Tou Padosiyon ko bhi do ۞ Hadees : Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya : "Jab tum Shorba (Salan) Pakao tou usme paani jyada rakho aur padosiyon ko bhi yaad karo (diya karo)." 📕 Sahih Muslim,…
Hadees: Agar tum mein se kisi ko khaane ki… - Roman Urdu - ۞ Hadees: Jabir (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmate hai ke "Agar tum mein se kisi ko khaane ki daawat di jaaye, tou daawat qubool kar leni chaahiye." 📕 Muslim; Hadees 3591 -…
Aye Logo! Tum kaise Allah ka Inkar kar… ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ ‟ Aye Logo! tum kaise Allah ka Inkar kar sakte ho sakte ho jabki Tum Murda they to usi ne tumko zindagi di, aur fir wohi tumhe ek din mout bhi dega, fir wohi tumko dubara qayamat…
Agar Tum Mout ki Raftar ko Dekh Lete tou ... Agar Tum Mout ki Raftar ko Dekh Lete Hazrate Ali (R.A) ka Mashoor aur maruf qoul hai ke - "Agar Tum Mout Ki Raftar Ko Dekh Lete Tou Tum Zaroor Ummeedo Aur Umango Se Nafrat Karte. Aur Hargiz Inn Me…
Hadith: Allah Taala ke Nazdeek sab se… Hadith: 6-April: Anas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Allah Taala ke Nazdeek sab se ziyada pasandida shakhs woh hai jo us ki ayaal (makhlooq) ko ziyada nafa pohchaye. -Shoaib Ul Iman 7445
Hadees: Jab Aadmi apni Biwi ko paani… Hadees: Irbaz bin Saariyah (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jab Aadmi apni Biwi ko paani pilaata hai tou uspar bhi Sawaab diya jata hai." 📕 Musnade Ahmed, Hadees 17155