Baaz Aurate Aisa Sochti hai ke wo Kitne bhi Acche amal kar le fir bhi wo jahannum me hi jayegi? kya ye akida durust hai? tafseeli jankari ke liye is audio ko jarur sune aur jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera.
♫ Kya Fateha padhna Sunnat se saabit hai ? Khane par Niaz Fatiha karna kaisa? kya iski Daleel Aahadees me milti hai? kya Qurano Sunnat me Niaz Fatiha ka koi tazkira aaya hai? Kya Niaz Fatiha Qurano Sunnat se sabit hai? Tafseeli jankari ke liye is Audio ko jarur…
Islam kya hai ? | What is Islam ? | 5… Islam kya hai ? ۞ Hadees-e-Nabawi: Islaam ye hai ki tum Shahadat(Gawahi) do ki Allah ke Siwa koi Ibaadat ke Laaiq nahi aur Muhammad (ﷺ) Uss (Allah) ke Rasool hain, "Namaaz Qaaim Karo, Zakaat Ada karo, Ramazaan ke Roze rakho…
Kya Mushrikeen Bejaan Booto ko Poojte they? Kya Mushrikeen Bejaan Booto ko Poojte they? Jawaab: Buto ii Haqeeqat Hazrate Ibn-e-Abbaas (R.A) bayaan karte hai. Qaum-e-Nooh (Alaihay Salam) ke Buth (Bad, Suvaa’a, Yagus, Yaooq aur Nasr) Nek Log they, Jab Faut ho gaye tou Shaitaan ne Unn ke…
Arfa ke Din Jahannum se Aazadi Hadees of the Day Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Allah Ta'ala Arafa ke Din Jitne Bando ko Jahannam se Azaad karta hai Utna Kisi aur Din Nahi karta." 📕 Sunan Nasai: 3006 (Sahih) Aur bhi Dekhe Youm-e-Arfa ka…
Hasad kya hai aur Hasad se Bachne ki Dua ۞ Hasad ka Taruf | Hasad kise Kehte hai ? "Kisi Ko Khaata-Peeta Ya Falta-Foolta dekh kar Dil me Jalna aur Uski Neymato ke Zawaal (Khatam Hone) ki Tamanna Karna iss Kharab Aadat ka naam Hasad hai." ✦ Hasad Bahut…
Apne Aapko aur Biwi-Baccho ko Jahannum ki… Apne Aapko aur Biwi-Baccho ko Jahannum ki Aag se Bachaao ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Aye Wo Logo Jo Emaan Laaye Ho! Bachaao Apne Aapko aur Apne Ahl-O-Ayaal ko Uss Aag se jiska Endhan Insan aur Patthar honge." 📕 Surah: At-Tahrim 66:6…
Islam me Behtareen Amal kya hai? Islam me Behtareen Amal kya hai ? ۞ Hadees: Abdullah Bin Amr (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "(Islam me Behtareen Cheez yeh hai ke) Tum Logo ko Khana Khilao aur Jaan-Pehchan wale aur Gair Jaan pehchan…
Takkabur kya hai aur takabbur karna kisko… Takkabur kise kehte hai ? Jawaab: khud ko Afzal aur dusron ko Haqeer samjhne ka naam Takabbur hai. ✦ Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) farmatey hai ki "Takabbur haq ki Mukhalifat aur logon ko Haqeer jaan ne ka naam hai." [Sahih…
Munafiq ~ Jahannum ke sabse Nichley Gadhey… Munafiq Ye Baat Hum sab Jantey hai ke, Jannatiyo ka Maqaam Bulandiyo par hai, Usi tarha Gunahgaro ke Azab ki Sakhtiya Jahannum Ki Gehrayion me hai. Lihaja jo Jitna Jyada Gunahgaar Uske Azab ki Shiddat bhi Utni Sakht,... Munafiqat kya…