Dour-e-Jahalat Ke Nek Amal Ka Bhi Badla Milega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hakeem Bin Hizaam (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Unhone Bayan Kiya Ki Maine Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Puchha: *Aye Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Unn Nek Kaamon Ke Baarey Me Kya Hoga Jinhe Maine…
Al-Quran: Bure kaam ki Sifarish karne wala… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Bure kaam ki Sifarish karne wala bhi Gunahgaar hai Allah Taala Quran me farmata hai: "Jo Shakhs koi buri Sifarish karta hai, usey us burayi se hissa (Gunaah) milta hai aur Allah har cheez par nazar rakhne…
Aye Imanwalo! Ek Ho Jao ! Nek Ho Jao ... Allah Rabbul Izzat Apney Mukkadas Qalaam Quraan Me Farmata Hai – ♥ Al-Quraan: Beshaq Jo Log Apne Deen Ke Tukde Tukde Kar Chukey Hai Aur Firqo Firqo Me Taqsim Ho Chukey Hai Unn Logon Ke Sath (Aye Nabi Sallallahu Alaihi…
Sabse Acche aur Bure Hakim ki Pehchan ۞ Hadees: Umar bin Khattab (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Kya mai tumhe sabse acche aur bure Hakim ke bare na bata du ?" Sabse Acche Haqim wo hai jinse Tum(Riyaya) Mohabbat kare aur wo…
Jis Bande ko Nek Biwi Mil Jaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Allah Ta'ala Ne Jise Nek Bibi Ata Ki, Usey Islam Ka Aadha Hissa Qayem Karne Me Madad Ki Hai, Baaki Aadhe…
Har Nek Kaam me Sadqa hai ... Hadees Of The Day Hadees: Har Nek Kaam me Sadqa hai … Abu’zar (R.A.) ne kaha ke,Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshad farmaya ke - Apne Kisi (Musalman) Bhai ke Samney (Khushi se) tumhara Muskura dena ye bhi Sadqa hai.Aur kisi ko…
Al-Quran: Ek doosre ko Naa taana do aur… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Ek doosre ko Naa taana do aur Naa Bure naamo se pukaaro Allah Taala Quran me farmata hai: "Tum ek doosre ko taana naa diya karo aur naa ek doosre ko bure naamo se pukaaro." 📕 Surah…
Nek Mard ke liye Nek Aurat is aayat ka kya… https://www.youtube.com/watch?v=ykwjEq-6pxQ Nek Mard ke liye Nek Aurat Quran-e-Majid ke mutabik Nek Mard ke liye Nek Aurat aur Nek Aurat ke liye Nek Mard is Aayat ka kya Matlab hai. Janne ke liye Ahle Sunnat Wal Jamat ke Aalim Adv Faiz…
Akhirat Ki Kamiyabi - Iman aur Nek Amal Allah rabbul izzat Qurane Kareem me farmata hai "Zamane Ki Qasam ! Insan Dar-Haqikat Ghate Me Hai, Siway Unn Logon Ke Jo Imaan Laye Aur Nek Aamal Karte Rahe Aur Ek Dusre Ko Haq Ki Naseehat Aur Sabr Ki Talkin…