Cigarette Haram In Islam Urdu, Cigarette Smoking Haram In Islam, Fatwa on Cigarette Smoking, Tobacco Fatwa, Hadees about Nasha, Smoking in Islam Hadith, is smoking haram or Makruh. what islam says about smoking, smoking is haram in islam fatwa released, is smoking haram hanafi, tobacco fatwa
Ramadan Day 28 | Namaz-e-Eid se pehle diya hua… Ramadan Hadees: Day 28 Namaz-e-Eid se pehle diya hua Sadqa-e-Fitr Qabool hua ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Ibn Abbas (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jisne Namaz-e-Eid se pehle Sadqa-e-Fitr ada kiya uskaSadqa maqbool hua, aur jo namaz ke baad ada kare touaam Sadqe mein se ek Sadqa hai." 📕 Sunan Ibn Majah 1827-Hasan
Ramadan Day 19 | Rozedar ke samne jab khaana khaya Jaye ... Ramadan Quotes: 19 Ramzan ✦ Hadees: Umm ‘Umarah (R.A.) se riwayat hai ke: RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Rozedar ke samne jab khaana khaya Jaye aur wo sabr karen to Farishtein Uske liye Dua...
♫ Gutka-Tobacco ka Business kya Jayez hai ? Aajkal dekha jata hai ke Gutka Tobacco ko Makrooh ke naam par dhadalle se istemaal me laya jata hai, iske karobar ko jayaz tarike se baaz musalman hazrat kar rahe hai,. aayiye jante hai ke Gutka-Tobacco ki tijarat karna kaisa hai? iske kya kya Nuksanat hai aur logo ko is se kaise parhez karna chahiye,..tafseeli jankari ke liye is audio ko jarur sune aur jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera ♫ Gutka Tobacco Ka…
Ramadan Day 6 : Rozedar ke liye Roza aur Quraan… 06th Ramzan ۞ Hadees: Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi wasallam) ne farmaya:❝ Qayamat ke din Roza aur Qur’an sifarish karenge uspe amal karnewale ke haq me. ❞📚 Musnad Aḥmad 6589
Ramadan Day 18 | Allah ki raah me Ek Din bhi Roza… Ramadan Quotes: 18 Ramzan ✦ Hadees: Abu Saeed Khudri (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Jo Shakhs ek din bhi Allah Taala ki Raah me Roza rakhega, Allah Taala Jahannam ki Aag ko Uske chehre se Sattar Saal (70 Saal) ki Musafat tak ...
Ramadan Day 4 : Ramzan me Quran Nazeel hua saari… 04th Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝ Ramzan ka wo Mahina jis me Quraan ka Nuzool hua saari Insaniyat ki Hidayat aur Rahnumai ke liye.❞ 📕 Surah Baqrah 2:185
Ramadan Day 1 : Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye 01st Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me farmata hai:“Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye, jaise tumse pichli Ummato par humne farz kiye they ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.”📕 Surah Baqrah 2:183
Ramadan Day 13 | Rozadaar ke liye do khushiya hai Ramadan Quotes: 13th Ramzan ✦ Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:❝ Rozadaar ke liye do khushiya hai, Ek “Iftar” ke Waqt aur Doosri apne Rab se milne ke Waqt (Aakhirat me) hogi to apne Roze ka Sawab pa kar khush hoga. ❞ [Sahih al-Bukhari 1904]
Ramadan Day 12 | Iftar ke Waqt Jahannum se Aazadi Ramadan Quotes: 12th Ramzan ✦ Hadees: Jabir (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:Allah Taala har Iftar ke Waqt Jahannum se kuch logon ko Azad ...
Ramadan Day 5 : Ramzan me Jannat ke Darwaze khol diye jatey 05th Ramzan Hadith : ❝ Ramzan ke Mahine me Jannat ke Darwaze khol diye jatey hai, Jahannum ke darwaze band kar diye jatey hai aur tamam Sirkash Jinn aur Shayateen Qaid kar liye jaatey hai.❞📕 Ṣahih al-Bukhari 1800
Ramadan Day 23 | Ramzan ke Aakhri ashre me… Ramadan Day 23 ۞ Hadees: Umme Aisha (R.A) se riwayat hai ke: ❝Jab Ramzan ka Aakhri ashra aata to Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihi Wasallam) saari Raat Ibadat ke liye khud bhi jagte aur apne ghar walon ko bhi...
Ramadan Day 2 : Jisne Imaan ke Saath Sawab ki Niyat… 02nd Ramzan Hadith Quote: Abu huraira (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah (Sallallhu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ❝ Jisne Imaan ke saath Sawab ki niyat se Ramzan ke Roze rakhe uske pichle saare Gunaah bakhsh diye jayenge." Sunan Ibn Majah, 641-Sahih
Farishton Ki Duniya - World of The Noble Angels https://www.youtube.com/watch?v=b3GZuS82mmY Farishton Ki Duniya World of The Noble Angels by Adv. Faiz Syed Farishton Ki Duniya Kaisi hoti hai, Unke Martbe aur faraiz kya hai iske bare me tafseeli jankari ke liye is Bayan ka Mutala kare aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera. Farishton ki duniya, farishton ki zindagi, world of noble angels, Farishton ki duniya Ep#, Farishton ki nagri, farishtey salami dene wali, farishtay full movie, farishtay ki duniya, farishtay aur…